Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Judai...!
Collapse
X
-
Re: Judai...!
hmm bohat acha likha hai nazo :x
par kis se judai ??
keep writing nazo :phool:
Comment
-
Re: Judai...!
Asalam-o-Alaikum
Aap ki tamam shairee ko parrha gaya hay, ap ko ek bat batana chahonga k hum insano ko sath jo koch bhi ghalat hota hay wo apni kotahiyoon aur jahalat ki wajah say hota hay, jab thokar lagti hay zindagi main to wo sumbhulnay k leay hoti hay, lakin afsos k khawateen ki aksariyat sirf batain bana nay aur ronay peetnay aur ghumon ko sarizindagi lagay rakhti hain.
Sochoo Kahan Ghalti hovi thi?? KIaaa Jhoot Bola tha koch? Kia ghalat Bayani ki thi? kia apni ghalati pay nadim hoveee theeen? kia apnay kirdar pay lagay daghoon ko dekha tha? dosray ki taraf ongli othana to bohat asan hay shaireee main apnay baray main kia khayal hay?????
Sach Bolnay wala kabhi nokhsan nahee othata, Tom Nay jhoot bolnay ko aur Takabbor say mohabbat ki joo tomhain laydoobayyyyyyy, Jab waqt gozar jata hay to ehsas hota hay lakin asay ehsas ka kia faida k ap sirf apnay leay rakho ghodgharzi per mabni ehsas sirf apni zaat k leay. ap ki tarhan larrkiyoon ki aksariyat apni nazar main bohat masoom aur parsaaaaaaaa hoti hay.
Abhi bhi waqt hay Qibla dosrost karlain shairiee chorrh kar
Allah hafiz
Comment
Comment