Assalam o Alaikum WR WB
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
8 bajay
Collapse
X
-
Re: 8 bajay
Assalamo allaikum Mehwish
... muhabbat ka ta'aluq yaadasht sey nahin hota, iska jism aur dimagh sey bhi koi ta'aluq nahin hota, yeh dil mein pedah hoti hai aur dil ki aakhri dharkan tak qayim rehti hai...
Meri aankhein nam ho gaii hain, aur sach poochhein to is tehreer ko bar bar parhney ko dil kar raha hai. Muhabbat, khaloos, mehr-o-wafa, murawwat, haq ki adaigi har shay bohat rawwani sey biyaan ki hai keh dil ko chhu gaii yeh tehreer. Kehtey hain keh kuchh batein us waqt ziyada mehsoos hoti hain jab insaan khud aisi kisi kaifiyat sey guzar raha ho. Waqiye muhabbat har zahiri shay sey bohat buland-o-bala'tar hai, yeh dilon ka soda hai aur dilon key sodon mein koi shay aarey nahin aati - muhabbat karni aasan hai, magar nibhani bohat hi mushkil - baba ji apni muhabbat ka haq ada kar diya aur aap ney qalambandi ka. Khush rahiyey aur hamesha likhti rahiyey - la'jawab!Last edited by Admin; 7 January 2010, 01:16.مجھے تلاش نہ کر ذوقِ بیخودی سجود
نظر کی چند شعاعوں میں گھر گیا ہوں میں
-
Re: 8 bajay
Originally posted by mehwish afsar View PostAssalam o Alaikum WR WBوعلیکم سلام۔۔۔
میں آپ کا بے حد شکر گزار ہوں کہ آپ نے اپنے قلم کی تحریر ہم سب سے شئیر کی ہے۔at ur service۔۔
سچ پڑھ کی آنکھیں نم ہو گئیں۔۔۔
محبت ایسے بھی کی جاتی ہے کبھی سوچا، دیکھا یا پڑکھا نہ تھا۔۔nahii nahii nahii۔
اگر 80 سالہ شخص ایسی چاہت اور دلجمی کے ساتھ محبت کر سکتا ہے تو ہم لوگ کو محبت کا ڈھونگ رچاتے ہیں وہ کچھ بھی نہیں ہے۔۔nahii nahii۔
Reputation
کا نظرانہ قبول کریں۔۔:thankyou:ْ۔۔۔
Comment
-
-
Re: 8 bajay
Walaikum Assalaam Mehwish
Majaal hay kay aik lamha bhi screen say nazrain hati hoon, itni khoobsurat tehreer paRh kar meri aankh bhi purnam hogayi... waqayi MOHABBAT ka jazba dil say hota hay, agar aap ka koi bhool bhi jayay tou kia, bichaR bhi jayay tou kia, mohabbat tou kam nahi hoti na, mohabbat tou waisay hi qayim rehti hay humesha humesha kay liye.... thank you dear itna acha likhnay kay liye, khush rahyeh aur yonhi apnay qalam say aisi khoobsurat tehreerain likhti rahyeh.
FI amaan ALLAHsigpic
Comment
Comment