Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Lash ka Almiya

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Lash ka Almiya

    Assalam o Alaikum WR WB

    Click image for larger version

Name:	lash ka almya.gif
Views:	1
Size:	75.5 KB
ID:	2476846

    Click image for larger version

Name:	lash ka almya 1.gif
Views:	1
Size:	80.2 KB
ID:	2476847

    Click image for larger version

Name:	lash ka almya 2.gif
Views:	1
Size:	66.8 KB
ID:	2476848
    Last edited by kutkutariyaan; 22 November 2009, 13:22. Reason: Arranged


    میرے الفاظ ہی پردہ ہیں میرے چہرے کا


    میں ہوں خاموش جہاں ، مجھ کو وہاں سے سنئیے

  • #2
    Re: Lash ka Almiya

    mery pass kehnay kay leay kuch nahe...
    That's Enough...!!

    Comment


    • #3
      Re: Lash ka Almiya

      story Tu achi hay G per mehwish G "hath zara holla rakha karain" G pehle he aae din mulky halat ne sab ko,oper se aaisi tehreer parh ke dil khoo ke aaso shukria :rose
      Mera Pegham pakistaN

      Comment


      • #4
        Re: Lash ka Almiya

        Aap MashaAllah bohut acha likhte hain chiips

        Zaber10 shandar

        Reputation ka nazrana Qabool kerain :THANKS:

        Comment


        • #5
          Re: Lash ka Almiya

          Bahot khoob dear sister ye kahani nahi hmare muashray ki ek haqiqat hai jisay hum nahi jhutla sakte aisa he hota hai
          sigpic

          Comment


          • #6
            Re: Lash ka Almiya

            zabar10 bohat khoob . . . .kaya kehnay hain
            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

            Comment


            • #7
              Re: Lash ka Almiya

              aap nay tu rula diya sis......
              bay shak buht acha likha hai ......
              For New Designers
              وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

              Comment


              • #8
                Re: Lash ka Almiya

                Assalam o Alaikum WR WB...

                Aap sab ka pasand karnay ka bohat shukria..
                khush rahain...


                میرے الفاظ ہی پردہ ہیں میرے چہرے کا


                میں ہوں خاموش جہاں ، مجھ کو وہاں سے سنئیے

                Comment


                • #9
                  Re: Lash ka Almiya

                  Walikum Assalam
                  sis bahut hi acha likha hai apne
                  thanx nice shering sher karne ka

                  Comment


                  • #10
                    Re: Lash ka Almiya

                    Buhat Khubsurat andaz or pur asr lafzoon ka istamaal kartey huway ek haqeeqi tehreer aap ne likhi hey hamarey yahan loog haqeequt se bhagtey hain mager ab waqt hey k hum haqeequt ka samna karain or apney ird gird bikhri hui in talkh haqiaq ka samna karain
                    sigpic

                    Comment


                    • #11
                      Re: Lash ka Almiya

                      Walaikum Assalaam WR WB

                      Aik aur bohat hi khoobsurat aur dil ko choo jaanay waali tehreer.... aik musanif jab likhta hay tou uss ki maashray per gehri nazar bohat kareeb say mehsoos karta hay aur apnay atraaf main honay waalay almiyay aur dastaanoon ko apni tehreer ka moozu banaata hay... yehi aap nay kia, aisi dil dukhaati haqeqat jo kay humaray darmayan hi hoti hay..... aur hum ussay aksar usay nazar andaaz kartay hain, aur humesha apni tehreeron say humaray soyay huway wajood ko JAGAANAY aur JHANJHORNAY ki koshish karti hain aur kuch dair tak kamyaab bhi rehti hain kiyonki mar-e-nidaamat humari khush aankhain bhi tapaknay lagti hain!!!!

                      Likhti rahyeh aur khush rahyeh

                      FI Amaan ALLAH
                      sigpic

                      Comment


                      • #12
                        Re: Lash ka Almiya

                        Assalam o Alaikum WR WB Fire Sahab...

                        aap sab kay pasand karany ka bohat shukria..
                        khush rahain


                        میرے الفاظ ہی پردہ ہیں میرے چہرے کا


                        میں ہوں خاموش جہاں ، مجھ کو وہاں سے سنئیے

                        Comment


                        • #13
                          Re: Lash ka Almiya

                          Mehwish!
                          Tehree me majooda muashre ke manzar kashee bahot khubsorat andaz me ke ha. par shula_G ke tajweez ko samne rakh kar tehreer post kya karen. Bahot se dil pehle se bahot he zakham alood hein. Wese baz mareezon ka Operation bina elaj nahee hota. aapne sahee lekha ha par me poori tahreer nahee parh sakta. mujh me itnee tab nahee ha.

                          Comment

                          Working...
                          X