Re: Dolat ki khatir
Mehwesh!
Me aksar sochta hoon keh dolat jab Allah Taala ne peda ke hai to ye bazat-e-khod koi buree cheez nahee hogi balkeh ham insanoon ne ese buree banayee hogi. ham iss ka istemal ghalat karte hein. Halankeh ham parhte hein keh Sahaba Karam me bhee bare bare ameer ameer Sahaba majood the jese Hazrat Usman Ghani (Razee Allaho Taala Anho) par unka aur hamara dolat ka istemal ghalat hai warna Dolat becharee itnee kharab cheez nahee he.

Comment