Assalam o alaikum wr wb
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Haqeeqi atimaad
Collapse
X
-
Re: Haqeeqi atimaad
Walaikum Assalaam WR WB
Bohot khubsurat tareke se Insan ko Apne under jhankne apne aap ko Aaamal ko drust karne ka nazariya pesh kiya hai her insan ke under us ka zameer chupa hota hai bas kosish honi chaiye apne nafs pe qabo rakhne ki aur Allah pak aur Nabi kareem ke bataye howe taleemat aur rasto pe chalne ki Bohot Khubsraut likha hai janab:roseLast edited by azeems; 15 October 2009, 20:27.
-
Re: Haqeeqi atimaad
ASSALAM O ALAIKUM WR WB AZEEMS JI...
Walaikum Assalaam WR WB
Bohot khubsurat tareke se Insan ko Apne under jhankne apne aap ko Aaamal ko drust karne ka nazariya pesh kiya hai her insan ke under us ka zameer chupa hota hai bas kosish honi chaiye apne nafs pe qabo rakhne ki aur Allah pak aur Nabi kareem ke bataye howe taleemat aur rasto pe chalne ki Bohot Khubsraut likha hai janab ...
Bohat shukria kay aap ko mera andaz-e-bayan pasand aya..
khush rahain
میرے الفاظ ہی پردہ ہیں میرے چہرے کا
میں ہوں خاموش جہاں ، مجھ کو وہاں سے سنئیے
Comment
-
Re: Haqeeqi atimaad
Walaikum Assalaam WR WB
Wahhhhh Mehwish jee bohat hi khoobsurat tehreer hay jis main humain bohat hi khoobsurat PEGHAM dia hay aap nay, waqayi agar Khauf-e-Ilahe zindagi main shamil ho tou insaan pur aidimaad ho jaata hay aur duniya ka koi gham koi paraishaani ussko ghamgheen nahin karsakti, uss ka aitimaad baRhta hay aur woh har honay waalay waqiyat chayeh woh khushi kay hoon ya gham kay sab ko ALLAH SWT ki raza samajh kar quboool karta hay jis say usko woh rohaani sukoon milta hay jinn say woh log mehroom rehtay hain jinn kay dil main Rab-ul-Alameen ka khouf nahin hota.
Isi tarhan apni khoobsurat tehreeer hum sab say share kar kay humaray ilm kay saath saath humaray aitimaad main bhi izaafa karti rahain, shukriya.
Khush rahyeh, Fi Amaan ALLAHsigpic
Comment
-
Re: Haqeeqi atimaad
Assalam o alaikum wr wb fire sahab...
Bari nawazish kay aap kafi tafseelan islah o ttareef kartay hain jis se likhnay main mazeed bahtttari ki kosish hoti hai..
Pasand karnay ka aur sirhanay ka bohat shukria...
Khush rahain...
میرے الفاظ ہی پردہ ہیں میرے چہرے کا
میں ہوں خاموش جہاں ، مجھ کو وہاں سے سنئیے
Comment
Comment