Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Talatim moojon se wo gahbraya nahi kartay

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Talatim moojon se wo gahbraya nahi kartay

    Assalam o Alaikum wr wb
    Attached Files


    میرے الفاظ ہی پردہ ہیں میرے چہرے کا


    میں ہوں خاموش جہاں ، مجھ کو وہاں سے سنئیے

  • #2
    Re: Talatim moojon se wo gahbraya nahi kartay

    Walaikum Assalaam WR WB

    Bohat khoob Mehwish, aik baar phir aik mukammal tehreer jis per comments dainay bhi ghunjayish nahi hay, yeh tehreer aap ki bayeed nazri aur aap kay roshan khayal jo kay roshan Pakistan kay khuwaab dekhtay hain bakhoobi bayan kar rahay hain, iss main aap nay apni bharpoor maloomat ko paish kia hay jis say aap kay ilm aur mutalia ka andaaza hota hay, aap ki tehreer har uss Pakistani kay liye hay jo iisay ROSHAN aur TARQIPAZEER mulkoon ki fehrist main dekhna chata hay, itna acha sochnay aur itna achay likhnay kay liye aik baar phir apnay iss fan ki jaanib say aap ko bayhadh MUBARAKBAAD qubool hoon.

    Ayain hum mil kar yeh dua karain kay hum sab mil kar woh DHAMAKA zaroor karain jis ki tamanna aap kay saath saaath har woh Pakistani dil rakhta jo apnay pyaray mulk Pakistan say mohabbat karta hay, aur uss kay liye apni jaan tak qurban karnay say guraiz nahin karta!

    Tujh Pay Dil Qurban, Tujh Pay Jaan Bhi Qurban Hay
    Tera Pakistan Hay, Yeh, Mera Pakistan Hay.........!

    ALLAH SWT hum sab ko watan say mohabbat ka jazba ata farmayay aur iss ki taraqi-O-kamraani kay liye koshishain karnay ki toufeeq ata farmayay AMEEN

    Issi tarhan apni khoobsurat tehreron say humain mustafeed karti rahain, Shukriya

    Khush rahyeh :)
    sigpic

    Comment


    • #3
      Re: Talatim moojon se wo gahbraya nahi kartay

      Assalam o alaikum wr wb..

      Pasand karnay ka bohat bohat shukria.....
      Hamesha ki tarhan is baar bhi hosla barhanay ka bohat shukria :)
      aap ki duaoon main humesha shamil rahain gay....
      Khush rahain


      میرے الفاظ ہی پردہ ہیں میرے چہرے کا


      میں ہوں خاموش جہاں ، مجھ کو وہاں سے سنئیے

      Comment

      Working...
      X