Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Alfaz kay zakham

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Alfaz kay zakham

    Assalam o alaikum wr wb
    Attached Files


    میرے الفاظ ہی پردہ ہیں میرے چہرے کا


    میں ہوں خاموش جہاں ، مجھ کو وہاں سے سنئیے

  • #2
    Re: Alfaz kay zakham

    Waalaikum Assalaam WR WB

    Bohat khoob bohat hi achay andaaz main aap nay apni tehreer main humaray maashray ki uss burayi kp paish kia hay jis ka shikar har aik shaks hay.... kehnay wala bhi aur sunnay wala bhi :)

    Hum waqayi inn lafzoon kay khel kay iss qadar aadi hochukay hain kay Tanz-o-mazah ki khaatir hum kisi ko bhi neecha dikhnay main koi sharm mehsoos nahin karta.

    Aksar college, office, school ya aRos paRos har jagah kisi na kisi ko Mota/Moti, Kaala/Kaali, bona/boni, baywaqoof waghaira waghaira bulaana jaisay aik rasm ban chuki hay aur yaqeen karain yeh sab kehtay huway humain nidaamat ka bhi ehsaas nahin hota balkay inn batoon ko aik goonjtay huway qaiqahoon ki nazar kiya jaata hay!

    app ki post say PEGHAM saaf hay, kisi ki dil azaari karna huqooq ul ibaad ki khilaaf warzi hay jisay ALLAH SWT kabhi maaf nahin karaingain jab tak woh shaks jis ki dil azzaari hoyo hay maaf karday.

    Keep sharing your eye opening posts with us, may ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN.

    Aap ki duwayoon ka talabgaar, ek khaksaar

    ALLAH HAFIZ
    sigpic

    Comment


    • #3
      Re: Alfaz kay zakham

      Bahot khoobsurat likha hai aap ne Mehwish
      sigpic

      Comment


      • #4
        Re: Alfaz kay zakham

        Assalam o alaikum wr wb...

        Pasand karnay ka bohat bohat shukria :)
        khush rahain...


        میرے الفاظ ہی پردہ ہیں میرے چہرے کا


        میں ہوں خاموش جہاں ، مجھ کو وہاں سے سنئیے

        Comment


        • #5
          Re: Alfaz kay zakham

          nicely written mehwish :rose
          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

          Comment


          • #6
            Re: Alfaz kay zakham

            Assalam o alaikum wr wb..

            Pasand karnay ka bohat bohat shukria
            khush rahain...


            میرے الفاظ ہی پردہ ہیں میرے چہرے کا


            میں ہوں خاموش جہاں ، مجھ کو وہاں سے سنئیے

            Comment

            Working...
            X