Assalam o alaikum wr wb
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Humari mashriqi tahzeeb
Collapse
X
-
Re: Humari mashriqi tahzeeb
Walaikum Assalaam WRWB
Aik baar phir aap ki tehreer dil ko choo gayi hay.... aap nay bohat achay alfazoon main aaj kal kay dour ki nishandahi ki hay aur humaray dour-e-hazir kay maashray kay rang bayan kiye hain, mouzoon per qayim rahin aur aakhir tak ussi per paigham dia.
Mujhay apnay maashray say yeh shikaayat hay kay jab hum naujawaano per ilzaam aayed hota hay sahi raah per chalnay ka aur maghrabi tehzeeb na apnanay ka tou main apnay ird gird kay mahool per ghour karta hoon aur soochta hoon kay hum ghalat kia kar rahay hain, Amitabh ka Hair style, shahrukh ki suiting, kumkum kay chunkay, milli ki topi, prerna ki saaRi, tulsi ki bindya..... yeh sab hi tou humaray culture ka hissa ban chukkay hain, aakhir humara MASHRAQI culture hay kia? kaafi soochnay kay baad main isi nateejay per poohancta hoon kay hum apnay ab-o-ajdaad ki tarhan, mudair per baith kar qaseeday nahin paRthay, muun main gloori (Pan) chabba kar, haathon main gazra pehan kar kisi naik bakht ko koi kalamaat nahin jaRtay.... jadeed taleem nay jahan humain jeenay ka shaour sikhaya hay wahi humain maashray kay adaab bhi sikhayain hain, aaj ka naujawaan aik baar phir ujaagar hua hay aur INSHALLAH waqt kay saath saath aur taleem kay husool say uss ki soch musbat hogi aur hum apna sahi culture yaani ISLAM ki taleem haasil kar kay na sirf apnay wajood ko balkay apnay mulk ko bhi sanwaarain gain!
May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN
Aap ki duwayoon ka talabgaar, ek khaksaar
ALLAH HAFIZsigpic
-
Re: Humari mashriqi tahzeeb
بہت ہی خوبصورت انداز تحریر ہے اور بہت ہی عمدہ طریقے سے لکھا ہے آپ نے مجھے افسوس ہے کہ اتنی خوبصورت تحریر اتنے دنوں تک میری نگاہوں سے دور رہی
ابھی تک تو میں خود بھی ایک نوجوان نسل کا ہی نمائندہ ہوں اور جب اپنے ملک کی نوجوان نسل کی یہ حالت دیکھتا ہوں تو دکھ بہت ہوتا ہے جہاں تک میں اس کو سمجھ سکا ہوں میرے خیال میں نوجوانوں کی آج تک کی بے راہ روی کا ذمہ دار ہم صرف نوجوانوں کو نہیں ٹھہرا سکتے ان میں ہمارے کچھ بزرگوں کا بھی قصور ہے میں یہ نہیں*کہتا کہ ہمارے بزرگوں کہ ہی ذمہ داری ہے سب کچھ پر کچھ حد تک میں ابھی اس موضوع پر زیادہ کچھ نہیں کہنا چاہتا پر علامہ اقبال صاحب نے تو اکسٹھ سال سے بھی پہلے ہی فرمادیا تھا
پنی ملت پر قیاس اقوام مغرب سے نہ کر
خاص ہے ترکیب میں* قوم رسول ہاشمی
Comment
Comment