Aik article :)
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
The Substitution
Collapse
X
-
Re: The Substitution
hmmm :cc: is ka tayyun kaun karey keh yeh kaisey likha geya hai?? Main ney jo kuchh likha hai apney dil sey likha hai, ab yeh dil shakista hai keh khush'haal yeh to aik elahdah baat hai. Dil ki baat na hi beech mein aaey to behtar hai, keh khilonon ki baat chaley to bachon mein larraee ho jati hai.
Dekhein duniya mein koi kisi ka naim-ul-badal nahin hai. Lekin aik insaan key jaaney sey doosra uski jagah per aa bethey to zoori nahin keh woh har tarha sey pehley jaisa hai. Har do insaan mukhtalif hotey hain, lekin aik sa kaam kar saktey hain magar apni apni tarha sey.. Ab main ney sport ka hawala diya hai. Aik striker ko tabdeel kar key doosrey striker ko pitch per bheja jata hai, ab woh striker ya to pehley sey achhi tarha khailey ga, ya pehley sey kam achha - har soorat mein woh woh hai pehley wala nahin hai. Isi tarha har insaan apni misaal aap hai, lekin ussey har do insaano ko aik jaisey kaam per ma'moor kiya jaa sakta hai. Woh dono us aik jaisey kaam ko apni apni tarha karein gey.
Ab farz kijiye main nahin hoon, to koi aur meri jaggah ley ga aur mera kaam karey ga. Ab ya to woh mujh sey behtar kaam kar sakta hai ya phir meri tarha nahin. But still he'll be my substitue :)tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Re: The Substitution
aap ki tehreer perh ker mujhey ye kuch lines yaad aa gaein
"lost in thoughts since the evening
In what city has the moon come down
The world is forever,
we will be gone but there'd be others like us"
Allah aap ko bohot khush rakhey Ameen" Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
Comment
-
Re: The Substitution
Originally posted by barg.e.gulaap ki tehreer perh ker mujhey ye kuch lines yaad aa gaein
"lost in thoughts since the evening
In what city has the moon come down
The world is forever,
we will be gone but there'd be others like us"
Allah aap ko bohot khush rakhey Ameentumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Re: The Substitution
Originally posted by Masoodhmmm :cc: is ka tayyun kaun karey keh yeh kaisey likha geya hai?? Main ney jo kuchh likha hai apney dil sey likha hai, ab yeh dil shakista hai keh khush'haal yeh to aik elahdah baat hai. Dil ki baat na hi beech mein aaey to behtar hai, keh khilonon ki baat chaley to bachon mein larraee ho jati hai.
Dekhein duniya mein koi kisi ka naim-ul-badal nahin hai. Lekin aik insaan key jaaney sey doosra uski jagah per aa bethey to zoori nahin keh woh har tarha sey pehley jaisa hai. Har do insaan mukhtalif hotey hain, lekin aik sa kaam kar saktey hain magar apni apni tarha sey.. Ab main ney sport ka hawala diya hai. Aik striker ko tabdeel kar key doosrey striker ko pitch per bheja jata hai, ab woh striker ya to pehley sey achhi tarha khailey ga, ya pehley sey kam achha - har soorat mein woh woh hai pehley wala nahin hai. Isi tarha har insaan apni misaal aap hai, lekin ussey har do insaano ko aik jaisey kaam per ma'moor kiya jaa sakta hai. Woh dono us aik jaisey kaam ko apni apni tarha karein gey.
Ab farz kijiye main nahin hoon, to koi aur meri jaggah ley ga aur mera kaam karey ga. Ab ya to woh mujh sey behtar kaam kar sakta hai ya phir meri tarha nahin. But still he'll be my substitue :)
Comment
-
Re: The Substitution
Originally posted by Masood View PostAik article :)
VERY NICE ARTICLE really It is..U r absolutely right .. Life is a stage and every man is an actor ...the script is been written , and the enter & exit time is been written.....We have to play our roles, and wait for our climaxes and have to leave ...the place...
Buhat khoob Masood Sahib ! acha likhtay hein aap :) :eye:
Last edited by Gul; 13 November 2006, 17:23.
Comment
Comment