Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Sasta Khoon Mehnga Paani

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Sasta Khoon Mehnga Paani

    Last autmn mein Bari Imam mein dhamaka huwa aur phir iskey azaley mein jaa'baja dhamakey huwey. Un per yeh column likha:
    Attached Files
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

  • #2
    Re: Sasta Khoon Mehnga Paani

    buhat acccha or bilkull sahee likha....
    buhat mayoosi se ye kehna perta hai k jo likha baja likha per aisa kiyon hai??

    buhat se KIYON ka jawab nahii mill pata zindagi main...

    Comment


    • #3
      Re: Sasta Khoon Mehnga Paani

      Originally posted by Barish
      per aisa kiyon hai??
      aisa is liye hota hai keh awwam ko be'khabri ki neend sulaey rakha jaey, unko ilm-o-fiker sey be'behra rakha jaey, un mein sochney ki, POOCHHNEY ki kuwwat chheen li jaey, unhein "main'main tu'tu" mein uljhaey rakha jaey takeh apney ghar mein sakoon rahey. Chand dino ki is zindagi key liye azal ka azzab khareedney waley yeh holi khailtey rahein ge. Yeh woh "kyun" nahin jinka jawab nahin, yeh khullam khulli sazishein hain, apney apney mufaad hasil karney ki - aur awwam? Dangaron ki tarha kabhi iski laathi per bheki chali jati hain kabhi uski :(
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • #4
        Re: Sasta Khoon Mehnga Paani

        Originally posted by Masood
        aisa is liye hota hai keh awwam ko be'khabri ki neend sulaey rakha jaey, unko ilm-o-fiker sey be'behra rakha jaey, un mein sochney ki, POOCHHNEY ki kuwwat chheen li jaey, unhein "main'main tu'tu" mein uljhaey rakha jaey takeh apney ghar mein sakoon rahey. Chand dino ki is zindagi key liye azal ka azzab khareedney waley yeh holi khailtey rahein ge. Yeh woh "kyun" nahin jinka jawab nahin, yeh khullam khulli sazishein hain, apney apney mufaad hasil karney ki - aur awwam? Dangaron ki tarha kabhi iski laathi per bheki chali jati hain kabhi uski :(
        Jii mera apna zaati khiyaal hai ke govt. ko her kam consultation se kerna chahiye or awaam ko ye haq dena chahiye ke wo her sargarmii main co-operate ker sakin kiyon ke hamare PROPHET PBUH ka bhi yahii tarz tha...

        thx 4 giving me the answer 2 KIYON:)

        KHUSH RAHIYEE!

        Comment


        • #5
          Re: Sasta Khoon Mehnga Paani

          har Tehreer Hi Bohot Zaberdast Aur Sachi Kuch Kehna Mushkil Hai Abhi Bohot Kuch Seekhna Hai Masood Bhai Ki Tehreero Se Aur Pegham Se...

          Comment


          • #6
            Re: Sasta Khoon Mehnga Paani

            Assalam o alaikum wr wb...

            Bohat hi ala likha hai aap ne hamesha ki tarhan..
            Bohat umdah tahreer


            میرے الفاظ ہی پردہ ہیں میرے چہرے کا


            میں ہوں خاموش جہاں ، مجھ کو وہاں سے سنئیے

            Comment


            • #7
              Re: Sasta Khoon Mehnga Paani

              bahut hi acha aur sahi likha hai aap ne
              bahut hi hala tahreer hai

              Comment


              • #8
                Re: Sasta Khoon Mehnga Paani

                buhut khobsorti say hassas dilon ki tarjumani ki hay
                Allah hamaray mulk k halaat jald hi badaly .. Aaameen
                Tum Agar Bhool bhi jaao tu Ye Haq hay Tumko
                Meri Baat Or hay Mainay Tu Muhubbat ki hay ... !

                Comment

                Working...
                X