Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Dehshat Gard Kaun

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Dehshat Gard Kaun

    Yeh article bhi usi war ka hai - jab amerika har jhoot ko duniya key samney sach zahir karta tha....
    Attached Files
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

  • #2
    Re: Dehshat Gard Kaun

    Masood bahi bohat umdah tehreer likhi hay.....America bohat jald is saf-e-hasti se mit jaye ga InshAllah
    Allah

    Comment


    • #3
      Re: Dehshat Gard Kaun

      Simply Zabardast Masood bhai :)

      Comment


      • #4
        Re: Dehshat Gard Kaun

        Wow nice tehreer!


        Really pathetic!

        Comment


        • #5
          Re: Dehshat Gard Kaun

          ZABERDAST HAI PATA NAHI MASOOD BHAI KAISE LIKHTE HAI MUJHE TO SAMAJ HI BOHOT MUSHKIL SE AATA HAI

          Comment


          • #6
            Re: Dehshat Gard Kaun

            :thmbup:

            Comment


            • #7
              Re: Dehshat Gard Kaun

              Assalam o Alaikum WR WB Masood Sahab...

              Aap ne bilkul sach farmaya hai aur bohat khoobsorti se sachai dekhanay ki kosish ki hai...
              Itna sab kuch jo hum awam dekh saktay hain magar afsoos kay humaray hukmran yeh sab dekhnay se qaseer hain ....
              Bohat umdah tahreer...
              khush rahain


              میرے الفاظ ہی پردہ ہیں میرے چہرے کا


              میں ہوں خاموش جہاں ، مجھ کو وہاں سے سنئیے

              Comment


              • #8
                Re: Dehshat Gard Kaun

                Originally posted by mehwish afsar View Post
                Assalam o Alaikum WR WB Masood Sahab...

                Aap ne bilkul sach farmaya hai aur bohat khoobsorti se sachai dekhanay ki kosish ki hai...
                Itna sab kuch jo hum awam dekh saktay hain magar afsoos kay humaray hukmran yeh sab dekhnay se qaseer hain ....
                Bohat umdah tahreer...
                khush rahain
                Nahin Mewish yeh baat drust nahin keh hamarey hukmraan yeh sab nahin jaantey, woh bhi jantey hain. Magar unka masla yeh hai keh unhein faqat taqat aur rutbon ki hawwas hai. Unka deen, eeman, duniya aur aakharat sab kuchh taqat key hawwas mein dooba huwa hai. Jab koi is halat ko pohanch jaey to Allah Tala ussey yeh sab inayat farma detey hain aur magar saath hi unkey dilon per muhar laga detey hain ghaflat ki aur dekh nahin saktey, soch nahin saktey bas hawwas sawar rehta hai... Yehi haal hai hamarey hukmraan ka...
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • #9
                  Re: Dehshat Gard Kaun

                  Assalam o Alaikum WR WB..

                  Aap ki baat se motafeq hoon...bilkul sahi farmaya aap ne..
                  khush rahain


                  میرے الفاظ ہی پردہ ہیں میرے چہرے کا


                  میں ہوں خاموش جہاں ، مجھ کو وہاں سے سنئیے

                  Comment


                  • #10
                    Re: Dehshat Gard Kaun

                    Walikum Salam chiips

                    Agreed :thmbup:

                    Comment

                    Working...
                    X