Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aadhi Mulaqat

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Aadhi Mulaqat

    Originally posted by jia View Post
    :clap:very very nice aquari bohat khibsoorat tareqa say app nay apny ahsaas ko zahir kkia hay mujhy bohat passand aya or prh kr bohat he acha laga
    keep it up
    bhappy:rose
    thankyou jia
    yehi tu baatahi lafzoo main ahsasat chupeyhotey hian bus samjhney wala hoo

    Comment


    • #17
      Re: Aadhi Mulaqat

      Originally posted by lucky View Post
      wow aquari very nice
      keep it up
      thankyou

      Comment


      • #18
        Re: Aadhi Mulaqat

        aquari jaani aap ki tehrir parhi bohat mazza aaya hamesha ki tarha:rose
        lekin end mein aa ke kya kar diya
        sad ending
        anyways
        phir bhi bohat hi acha likha hai :clap:
        :rose Refreshing_breeze :rose

        Comment


        • #19
          Re: Aadhi Mulaqat

          Originally posted by refreshing_breeze View Post
          aquari jaani aap ki tehrir parhi bohat mazza aaya hamesha ki tarha:rose
          lekin end mein aa ke kya kar diya
          sad ending
          anyways
          phir bhi bohat hi acha likha hai :clap:

          thankyou
          bus yehi tu baat hai humarii :eye:

          Comment


          • #20
            Re: Aadhi Mulaqat

            Asalamoalikum!Aquari hamesha ki tarha bht awesome article hai.....bht fresh feeling ho rahi thi parh kar bilkul aj k k weather ki taraha.......last mein sad tha but bht acah tha bht acha..........keep it up.....
            sigpic

            Comment


            • #21
              Re: Aadhi Mulaqat

              Bohat khoobsurat tahreer hai.Parh kar maza aya.End mein jo is khiyal ka izhaar kiya hai ke ahsasaat us tak pohanch gaye hongay;yeh bohat khobsurat takhayaul hai,agarchay aakhri jumla udas hai.Likhti rahain,aur khush rahain.phool:
              Mind Sciences

              Comment


              • #22
                Re: Aadhi Mulaqat

                Originally posted by Raniya Asif View Post
                Asalamoalikum!Aquari hamesha ki tarha bht awesome article hai.....bht fresh feeling ho rahi thi parh kar bilkul aj k k weather ki taraha.......last mein sad tha but bht acah tha bht acha..........keep it up.....

                W salam Raniya
                kaha hoo app itney dinoo sey?
                bauht shukriya hamesha ki trha pasand krney kaa
                haa kasar cheezain start main tu buaht achi hoti hai najaney ku un ka anjam acha nahi hotaa:)

                Comment


                • #23
                  Re: Aadhi Mulaqat

                  Originally posted by zapk7 View Post
                  Bohat khoobsurat tahreer hai.Parh kar maza aya.End mein jo is khiyal ka izhaar kiya hai ke ahsasaat us tak pohanch gaye hongay;yeh bohat khobsurat takhayaul hai,agarchay aakhri jumla udas hai.Likhti rahain,aur khush rahain.phool:

                  shukriyaa almas:phool:
                  pata nahi poohnchey k nahi kunk khat tu usi waqt phaar dya thaa:blush:
                  takhyil ki duniya hi tu khoobsoorat ahi..haqeeqat tu talkh hi thi :)

                  Comment


                  • #24
                    Re: Aadhi Mulaqat

                    Originally posted by aquari View Post
                    W salam Raniya
                    kaha hoo app itney dinoo sey?
                    bauht shukriya hamesha ki trha pasand krney kaa
                    haa kasar cheezain start main tu buaht achi hoti hai najaney ku un ka anjam acha nahi hotaa:)
                    mein bus bz ho gai thi tu chali gai ap ne yaad rakha us k liye but but sukaryia....:)..........jahan tak pasand karne ki baat hai tu ap likhti hi intana acha hain kbura tu lag hi nhn sakta......hmmmm pata nhn kyun achi cheezon ka anjam asa hota hai
                    sigpic

                    Comment


                    • #25
                      Re: Aadhi Mulaqat

                      Originally posted by Raniya Asif View Post
                      mein bus bz ho gai thi tu chali gai ap ne yaad rakha us k liye but but sukaryia....:)..........jahan tak pasand karne ki baat hai tu ap likhti hi intana acha hain kbura tu lag hi nhn sakta......hmmmm pata nhn kyun achi cheezon ka anjam asa hota hai

                      ahan..masroofiyat tu chalti rehti haii
                      mager hum kisi ko bholtey nahi dear :)
                      haa mera manaa haii k kisi bhi cheez ka acha hona bhi us k achey anjamki tasdeeq nahi krsaktaa..

                      Comment


                      • #26
                        Re: Aadhi Mulaqat

                        Asalamo-Alekam, wow aap hamesha he bohat khubsurat likhti hein, and most of all, aap ki writing ka jo style hai woh hamien bilkul use situation mein ley kata hai jo aap ki kahani mein hoti hai, and i think ke aik writer ke yeh he khobi usey numaya aur behtreen writer banati hai, so please keep writing your good work, khush rahiye and take care of yourself!

                        Comment


                        • #27
                          Re: Aadhi Mulaqat

                          Originally posted by desiprincess View Post
                          Asalamo-Alekam, wow aap hamesha he bohat khubsurat likhti hein, and most of all, aap ki writing ka jo style hai woh hamien bilkul use situation mein ley kata hai jo aap ki kahani mein hoti hai, and i think ke aik writer ke yeh he khobi usey numaya aur behtreen writer banati hai, so please keep writing your good work, khush rahiye and take care of yourself!

                          W salam
                          merey tarz-e-tehreer ko pasand krney bauht shukriyaa dear
                          rahi baat k parhney wala kahani k manzar main poohnchjata hai tu meri koshish yehi hoti hai k maximum apney jazbat sahi lafzoo main paish krsakoo
                          app sub k comments yeh ahsas dilatey hian k kuch kuch kamyab hoo
                          koshish poori hai k likhti rahoo
                          bauht shukriyaa:phool:

                          Comment


                          • #28
                            Re: Aadhi Mulaqat

                            waah aquari......bohot he khobusrat tehreer......mai tu parhtay parhtay khoo he gaye the.....end bohot sad the.....bt pata nahi itni achi shurwaat ka anjaam itna talkh kyu hota hai........bohot he khobsurat style say tehreer likhi...parh kar bohot bohot acha laga.......ab tu bohot achi writer ban gaye ho.MashAllah.......likhti rehna.....:phool:
                            sigpic


                            Comment


                            • #29
                              Re: Aadhi Mulaqat

                              Originally posted by Wafa View Post
                              waah aquari......bohot he khobusrat tehreer......mai tu parhtay parhtay khoo he gaye the.....end bohot sad the.....bt pata nahi itni achi shurwaat ka anjaam itna talkh kyu hota hai........bohot he khobsurat style say tehreer likhi...parh kar bohot bohot acha laga.......ab tu bohot achi writer ban gaye ho.MashAllah.......likhti rehna.....:phool:

                              Thankyo Wafa
                              aksar aghaaz khoobsorat hi hotey hian mager anjam wohi hota hai jo likha ja chuka hota haii.:)
                              itnaa pasand krney ka shukriyaa ,app bhi aisey hi parhti raha karoo tak mujhey asraa rahey k koi tu hai parhaney wala
                              :phool:

                              Comment


                              • #30
                                Re: Aadhi Mulaqat

                                Originally posted by aquari View Post
                                Thankyo Wafa
                                aksar aghaaz khoobsorat hi hotey hian mager anjam wohi hota hai jo likha ja chuka hota haii.:)
                                itnaa pasand krney ka shukriyaa ,app bhi aisey hi parhti raha karoo tak mujhey asraa rahey k koi tu hai parhaney wala
                                :phool:
                                u r most welcome dear.......:phool:
                                haa dear wo kehtay hai na hope for the best and prepare for the worse......
                                haa zaroor ham parhay gay.....itna acha jo likhti ho....likhti rehna.....

                                sigpic


                                Comment

                                Working...
                                X