Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Wohi manzilain,wohi fasley..Kabhi tum nahi kabhi hum nahi ..!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Wohi manzilain,wohi fasley..Kabhi tum nahi kabhi hum nahi ..!

    :embarasse
    Attached Files

  • #2
    Re: Wohi manzilain,wohi fasley..Kabhi tum nahi kabhi hum nahi ..!

    Aslamoalikum:rose
    very nice and attractive likha hay app nay :)....pehly to lga k yeh mainy he likha hay same mery jaisi setuation bayan ke hay app nay ...kia hr lrki k saath aisa he hota hay yaan yeh humari qismat hote hay k jisay hum logo dil ke gehraioon say chahty hain usi k bary main humain bohat mushkil imtihaan ka samna krna prta hay or humain pta bhi nahi hota k agy he pal humary saath kia honay wala hay yaan kia ho choka hay .....really bohat he acha likha hay app nay..keep it up:thmbup:
    b happy:rose

    Comment

    • #3

      Originally posted by jia View Post

      W salam
      hmm mohabat hr jaga ek jaisi hi tu hoti haii,or shayed hum larkiyoo k naseeb
      likhey bhi ek hi qalm sey jatey hainn...ya shayed aaj kal k halat hi ek jaisey hogaye hai k hr mohabat krney waleyy ko aisey hi imtehanoo sey guzrna parta haii,or qismat kub kaha jaker palt jayee koi kuch nahi kehsaktaa kabhi qasoor humara hota hia,kabhi qismat ka tu kabhi waqt haii mager khasara or dard humarey hi hissa main ata haii
      pasand krney or apney comments deney k lya thankyou soo much jia:phool:

      Comment

      • #4

        Originally posted by aquari View Post

        app nay bilkul theek kaha hay k kabhi humara qasoor hota hay or kahen qismat bdal jati hay or jo kuch bhi hota hay woh sab humain he brdasht krna hota hay...mery khiyal say bhi ajj kal k halaat he aisy hain k kisi pr andha dhondh yaqeen nahi krna chahaiy humain khud he apny app ko snbhalna hota hay to is liay acha yehi hay k hum log aisi nobat he na any dain or pehly he snbhal jain...lakin dossri trf yeh bhi hay k aisy kamoon main snbhla hi nahi jaa skta bs phisalna asaan hota hay snbhalna bohat mushkil hota hay or snbhalny waly bhi aisy moqa pr nahi snbhalty.....khair likhti rahain or humain apni sharings main kuch na kuch seekhny ka moqa daiti rahain... b happy:rose

        Comment

        • #5
          Re: Wohi manzilain,wohi fasley..Kabhi tum nahi kabhi hum nahi ..!

          superb is the word for Aquari

          aap ki tehreer mein bohat maturity aa rahi he...good effort...keep writting and sharing
          :thmbup:

          Comment

          • #6
            Re: Wohi manzilain,wohi fasley..Kabhi tum nahi kabhi hum nahi ..!

            aha
            hamesha ki tarha bohat hi khubsoorat likha hai aap ney
            ek baat bohat pasand aayi hai aur mein khud bhi issi ki qail hu ke
            "jiss manzil ko jaana hi nahi uss raastey pe bhi kyu chala jaye"

            aise hi ghair zimmedarana rawaiyo se hi insaan ka dusre insaan par se yakeen uth jaata hai
            mohabbat jaise khubsoorat jazbey se bhi dil kharab ho jaata hai
            mein in sab majburiyo ko nahi maanti hu
            insaan ko aisa kaddam barhaney se pehle sab kuch achi tarha se soch lena chahiye , apney halaat ka bhi jaiza le lena chahiye
            aisa nahi hai ke hume maloom nahi hota hai ke hum kissi bhi naye rishtey ko bana'ne ke baad usse nibha saktey hai ya nahi
            ye baad mein sab lame excuses hote hai
            kehney ko tou aur bhi bohat kuch hai
            par itna hi kaafi hai

            keep ur good work up
            :rose Refreshing_breeze :rose

            Comment

            • #7
              Re: Wohi manzilain,wohi fasley..Kabhi tum nahi kabhi hum nahi ..!

              biklkul ji baaz auqaat insaan ko woh sub kuchh mil jaata hai jiss ki uss nay khwaahish nahi ki hoti aur baaz auqaat sub khwaahishain dil may aik armaan bun kar reh jaati hain aur isi nashaib-u-faraz ka naam zindagi hai,bohot he khoobsoorat aur jagmagati tehreer hai aquari ji aisi he tehreerain humarey saath share karti rahain aur pegham writers ko jagmagati rahainthmbup:

              Comment

              • #8

                yes dear yehi tu life haii..jis ki arzoo hum krtey hain woh milta nahi ..or jis ki humain talb nahi hotii woh mil jata haii....!rahi baat sanbhlney ki tu emotions cheez hiaisey hian app soochoo tu bauhtttttt gehreyyy na soochoo tu kuch bhi nahi ..kuch kuch apny ouper bhi depend krta haii mager haa yeh bat fact hai k hum bhi dil rakhtey haiin kitney bhi strick hojayain kahi na kahiin..jazbat tu mojoud hoteyy hai apney under ,i think inhey under rakhney main hi behtri haii..!
                mujhey bauht khushi hogii k ager merey lafzoo sey koi kuch seekh sakeyy tuu :)

                Comment

                • #9
                  Re: Wohi manzilain,wohi fasley..Kabhi tum nahi kabhi hum nahi ..!

                  Originally posted by Mujahid Khan View Post
                  biklkul ji baaz auqaat insaan ko woh sub kuchh mil jaata hai jiss ki uss nay khwaahish nahi ki hoti aur baaz auqaat sub khwaahishain dil may aik armaan bun kar reh jaati hain aur isi nashaib-u-faraz ka naam zindagi hai,bohot he khoobsoorat aur jagmagati tehreer hai aquari ji aisi he tehreerain humarey saath share karti rahain aur pegham writers ko jagmagati rahainthmbup:
                  haaa isi ka nam zindagi haii..woh zindagi hi kya jis main sub mil jayee :embarasse
                  bauht shukriyaa tehreer ko pasand krney kaa

                  Comment

                  • #10
                    Re: Wohi manzilain,wohi fasley..Kabhi tum nahi kabhi hum nahi ..!

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    superb is the word for Aquari

                    aap ki tehreer mein bohat maturity aa rahi he...good effort...keep writting and sharing

                    only superb:blush:
                    thankyou..
                    maturity..experience sey aa hi jati haii or phr zindagi guzartey guzartey apney saath bauht kuch sekhaa deti haii :)

                    Comment

                    • #11
                      Re: Wohi manzilain,wohi fasley..Kabhi tum nahi kabhi hum nahi ..!

                      Originally posted by refreshing_breeze View Post
                      aha
                      hamesha ki tarha bohat hi khubsoorat likha hai aap ney
                      ek baat bohat pasand aayi hai aur mein khud bhi issi ki qail hu ke
                      "jiss manzil ko jaana hi nahi uss raastey pe bhi kyu chala jaye"

                      aise hi ghair zimmedarana rawaiyo se hi insaan ka dusre insaan par se yakeen uth jaata hai
                      mohabbat jaise khubsoorat jazbey se bhi dil kharab ho jaata hai
                      mein in sab majburiyo ko nahi maanti hu
                      insaan ko aisa kaddam barhaney se pehle sab kuch achi tarha se soch lena chahiye , apney halaat ka bhi jaiza le lena chahiye
                      aisa nahi hai ke hume maloom nahi hota hai ke hum kissi bhi naye rishtey ko bana'ne ke baad usse nibha saktey hai ya nahi
                      ye baad mein sab lame excuses hote hai
                      kehney ko tou aur bhi bohat kuch hai
                      par itna hi kaafi hai

                      keep ur good work up
                      ha dear yeh usool sub sey behter rehta haii k jis manzil jana nahi us rah chalna kaisa...or shayed humarey lya behter bhi yehi hotaa hia k hum man lain k woh cheez huamri nahi..!
                      majbooriya...! main is k barey mainn 2 mukhtalif rayee rakhti hoo mager over all jis baat pr aml krti hoo woh yehi hoti hai k krney k 100 tareeqy na krney k 100 bahaneyy ...pr shayed kabhi kabhi kahi koi waqai majboor hota haii ,humra aitebar aisa uth chuka hai k kisi ki real majboori bhi nahi nazar atii..baqi i agree k waqai humain us taraf qadm hi nahi barhanan chahyea jub k maloom hoo k hum zayda time tak saath nahi chal sakteyy ,khamoshi hi behter haii :)
                      Thankyou soo much k app ko pasand aai tehreer :phool:

                      Comment

                      • #12
                        Re: Wohi manzilain,wohi fasley..Kabhi tum nahi kabhi hum nahi ..!

                        Waah bohot he khoob.......parhtay parhtay khoo he gae the .....itni realistic style hai tumhara......sach mai kabhi kabhi kuch faislay aisa ho jatay hai, jo na chahtay hoe bhi hamme kabool karnay parhtay hai..aur apnay armanoo ko dil kay kisi konay mai dabana parhta hai...........khush raho dear...parh kar bohot maza aaya......:phool:
                        sigpic

                        Comment

                        • #13
                          Re: Wohi manzilain,wohi fasley..Kabhi tum nahi kabhi hum nahi ..!

                          Originally posted by Wafa View Post
                          Waah bohot he khoob.......parhtay parhtay khoo he gae the .....itni realistic style hai tumhara......sach mai kabhi kabhi kuch faislay aisa ho jatay hai, jo na chahtay hoe bhi hamme kabool karnay parhtay hai..aur apnay armanoo ko dil kay kisi konay mai dabana parhta hai...........khush raho dear...parh kar bohot maza aaya......:phool:

                          shukriya...haa dear qismat pr bhi kabhi zoor chala haii..na maney k siwa chara bhi tu nahi hotaa....
                          realistic..zindagi jaisii real cheez main kuch un realistic bhi likhaa jasakta haii ,i think pehely haqeeqatain tu khatum hoo phr khuwaboo ki barii aye gii ..

                          Comment

                          • #14
                            Re: Wohi manzilain,wohi fasley..Kabhi tum nahi kabhi hum nahi ..!

                            aik baar parha
                            baar baar parha
                            soch main par gai k kia kahon mgr kuch keh na paai
                            bas itna he kahon gi k taqdeer apna feysla mehfooz rakhti hay or achanak he ye feysla samnay aata hay to insaan aisa he shisshdar reh jata hay .

                            bohat acha likhti hain aap :ff:
                            Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                            Comment

                            • #15
                              Re: Wohi manzilain,wohi fasley..Kabhi tum nahi kabhi hum nahi ..!

                              Originally posted by Dil_E_Veran View Post
                              aik baar parha
                              baar baar parha
                              soch main par gai k kia kahon mgr kuch keh na paai
                              bas itna he kahon gi k taqdeer apna feysla mehfooz rakhti hay or achanak he ye feysla samnay aata hay to insaan aisa he shisshdar reh jata hay .

                              bohat acha likhti hain aap :ff:

                              bauht shukriya.:phool: ka pp ney itnaa time dya meri tehreer koo
                              haa dear u right hum khud kitna kuch bhikr lain magher taqdeer mainkya likha hota ahii yeh waqt aney pr hi pata lagta haii :)

                              Comment

                              Working...