Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Bauht wafa sey nibhaii hum ney thoori si bewafai tumharii !

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Bauht wafa sey nibhaii hum ney thoori si bewafai tumharii !

    sorry 4 delay ..................really nice article aquari..............its touch 2 my heart.................waise ye kafi muskil hai na kise k zakhmon ko sambal k rakhna.......aur kisi ki bewafi k badle mein us se wafa karte rehna ..............buht hi acha hai...............keep sharing aur Allah ap ko khush rakhe(ameen)
    sigpic

    Comment


    • #17
      Re: Bauht wafa sey nibhaii hum ney thoori si bewafai tumharii !


      Comment


      • #18
        Re: Bauht wafa sey nibhaii hum ney thoori si bewafai tumharii !

        aahhh
        aap nay to zakhmon k tankhon ko chair dia
        bohat sensitive topic hay jisay aap nay gehray lafzon say bayan kia hay
        larki ki feelings aisi kaanch see kiun hoti hain ?
        main is sawal ka jawab aaj tak jaan nahi paai
        jitna dard is tehreer main mujod larki ko hoa hoga
        or jis tarha us nay aas paas mujod khushiyon say apna rukh moor lia hoga
        wo us ka jazba ......... wo us ki wafa
        magar i m sure k jis tarha us nay zindagi tiyaag di
        us larkay pay koi asr na hoa hoga jo is kahani ka dosra markazi kirdaar hay



        acha likha hay
        likhti rahiye
        qalam ko zang na lagana :ff:
        Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

        Comment


        • #19
          Re: Bauht wafa sey nibhaii hum ney thoori si bewafai tumharii !

          Originally posted by sccorpion81 View Post
          :clap: :clap: :clap: :clap: :clap:

          :clap: :clap: :clap: :clap:
          :clap: :clap: :clap: :clap:
          :clap: :clap: :clap: :clap: :clap:
          :clap: :clap: :clap: :clap:
          :clap: :clap:

          Zabardast Unforgetable

          Ab is ki Tareef kia kerooon
          Mere Pass Alfaz nahien Hain

          Bhot khoobsooorat tahreer

          is k subject ko perh ker aik gana Yaad aa gya

          Haza rahain jo mur k daikhien kahien say koee sada na aaieee

          Bari wafa say nibhaee tu nay hamari thori see Bewafai
          Bauht shukriya..tareef k liya lafzoo ka intekhab na ker k app ney bareyy khoobsoorat andaz main tareef ker dii title yahi sey chuna thaa :blush:

          Comment


          • #20
            Re: Bauht wafa sey nibhaii hum ney thoori si bewafai tumharii !

            Originally posted by Rida View Post
            Assalaam-0-Alaikom:rose
            sorrrrrrrrrrrrrrrrry dear....late ho gai......(waja tum janti hoo...kahan masroof thi..)
            buht hi umda alfaaaz aur buht hi umda tehrreeer....itna khobsorat likha hai keh bus......waqt kay saath.....behter ay behtreen hoti jarahi hain tumhaari tehreerain......buht buht buht hi zabardast :phool:

            W salam:salam:
            no need to sorry kunk waja hum ko maloom hia :eye:
            tareef k lyaa dhairoo shukriyaa..:phool:
            yes dear after all practice makes a man perfect :blush: ..soo koshish poori krti hoo k behter sey behter andaz main apna moqif bayan kr sakoo.

            Comment


            • #21
              Re: Bauht wafa sey nibhaii hum ney thoori si bewafai tumharii !

              Originally posted by Raniya Asif View Post
              sorry 4 delay ..................really nice article aquari..............its touch 2 my heart.................waise ye kafi muskil hai na kise k zakhmon ko sambal k rakhna.......aur kisi ki bewafi k badle mein us se wafa karte rehna ..............buht hi acha hai...............keep sharing aur Allah ap ko khush rakhe(ameen)
              no need to sorry :phool:
              Thankyou
              haa mushkil tu hai ..pr phir farq kya reh gaya us main jis ney bewafai ki or us main jo wafa nibhaa raha hai....:)

              Comment


              • #22
                Re: Bauht wafa sey nibhaii hum ney thoori si bewafai tumharii !

                Originally posted by BUS U HE View Post

                :tasali:

                Comment


                • #23
                  Re: Bauht wafa sey nibhaii hum ney thoori si bewafai tumharii !

                  Originally posted by Dil_E_Veran View Post
                  aahhh
                  aap nay to zakhmon k tankhon ko chair dia
                  bohat sensitive topic hay jisay aap nay gehray lafzon say bayan kia hay
                  larki ki feelings aisi kaanch see kiun hoti hain ?
                  main is sawal ka jawab aaj tak jaan nahi paai
                  jitna dard is tehreer main mujod larki ko hoa hoga
                  or jis tarha us nay aas paas mujod khushiyon say apna rukh moor lia hoga
                  wo us ka jazba ......... wo us ki wafa
                  magar i m sure k jis tarha us nay zindagi tiyaag di
                  us larkay pay koi asr na hoa hoga jo is kahani ka dosra markazi kirdaar hay



                  acha likha hay
                  likhti rahiye
                  qalam ko zang na lagana :ff:
                  shukriya..:phool:
                  tu phr farq kya reh jaye gaa hummain or un main jo mohababt main bhi khudgharzi dekhatey hain..larkiyaa gaer kaanch si na hoo tu koi mohabbat bhi nakarey or phr wohi kainat k rung ,masoomiyat hi sub hum sey haii ...:)
                  jis k khatir wafa nibhai gai us pr asar hoo k na hoo pr taqdeer dekhati zaroor hai be-imani or imandari ka sila milta zaroor haii ...
                  qalm ko zang tub tak na lagey ga jub tak app jaisey parhney waley maoud hian :wk

                  Comment


                  • #24
                    Re: Bauht wafa sey nibhaii hum ney thoori si bewafai tumharii !

                    Originally posted by aquari View Post
                    :blush:
                    AS SALAM_O_ALIKUM,:lpop:

                    sorry dear main kuch zada he jaldi aagai ....:D
                    mohabbat dard ki soorat...:embarasse

                    bohat khoobsurat tehreer......:clap: :clap:

                    aik shair tha but ab yaad he nhi aarha...:tauba :tauba

                    welldone dear.....:lpop:
                    good luck...and keep it up...


                    Comment


                    • #25
                      Re: Bauht wafa sey nibhaii hum ney thoori si bewafai tumharii !

                      Originally posted by miss sng View Post
                      AS SALAM_O_ALIKUM,:lpop:

                      sorry dear main kuch zada he jaldi aagai ....:D
                      mohabbat dard ki soorat...:embarasse

                      bohat khoobsurat tehreer......:clap: :clap:

                      aik shair tha but ab yaad he nhi aarha...:tauba :tauba

                      welldone dear.....:lpop:
                      good luck...and keep it up...

                      W salam...
                      ji bilkul zaroorat sey zayda jaldi agai app tuu :mm:
                      shair yaad ajaye tu batana zaroor
                      or tareef k liyaa shukriyaa :blush:

                      Comment


                      • #26
                        Re: Bauht wafa sey nibhaii hum ney thoori si bewafai tumharii !

                        Originally posted by aquari View Post
                        Bauht shukriya..tareef k liya lafzoo ka intekhab na ker k app ney bareyy khoobsoorat andaz main tareef ker dii title yahi sey chuna thaa :blush:

                        Jab mujhe koee cheez bhot pasand aati hai..nazam , ghazal ya koee tahreerr ya koee baat...aur mere pass us ki tareef k liey alfaz na hoon tu maira andaz sirf yahi hota hai....:clap: :clap: :clap: :clap: :)
                        sigpic

                        Comment


                        • #27
                          Re: Bauht wafa sey nibhaii hum ney thoori si bewafai tumharii !

                          Originally posted by sccorpion81 View Post
                          Jab mujhe koee cheez bhot pasand aati hai..nazam , ghazal ya koee tahreerr ya koee baat...aur mere pass us ki tareef k liey alfaz na hoon tu maira andaz sirf yahi hota hai....:clap: :clap: :clap: :clap: :)

                          Tareef krney k liya alfzoo ki qilat sey main bhi aksar dochaar rehti hoo :blush: pr kahi na kahin sey dhoond hi lati hoon.
                          or jo cheez dil sey pasand ajaye us k liya zaroori nahi k app lafzoo main tareef karain unkah'ye lafz bhi app k ahsasaat bayan kerdetey hainn..:)

                          Comment


                          • #28
                            Re: Bauht wafa sey nibhaii hum ney thoori si bewafai tumharii !

                            wha bai aquari ge bahot acha lekha app na
                            sigpic

                            Comment


                            • #29
                              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                              Comment


                              • #30
                                Re: Bauht wafa sey nibhaii hum ney thoori si bewafai tumharii !

                                Originally posted by nomi sialkoti View Post
                                wha bai aquari ge bahot acha lekha app na
                                thankyou....

                                W Salam..:salam:
                                ha jii loog masroof hi bauht thyy ....chalain koi baat nahi hum neyapp ki ma'azrat qabool ki :phool:.....or app ka phhol bhi
                                ya sure dear :insha: app ko mazeed parhney ko milain gii bashart yeh k time sath deyy :blush:

                                Comment

                                Working...
                                X