Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Dhuley Dhuley rangoo ki maili tasveerain !

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Dhuley Dhuley rangoo ki maili tasveerain !

    bohot khoob! :thmbup:
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

    Comment


    • #17
      Re: Dhuley Dhuley rangoo ki maili tasveerain !

      Originally posted by Raniya Asif View Post
      aquari bht acha likha hai ap ne hum sab b kabi na kabhi asye halat se guzare hai ya guzarte hain jis mein hum sab naemte bhol jate hain aur apne ap ko sab se mazlom hasti samjhne lagte hai but...aisi teehrein humein himat deti hai aur samjhe b k ye duniya ki asmashy tu ati hi rehti hai.....perishaan ho kar nhn bethna chahiye bulke soch samjhe kar rasta nikalna chahiye...aur sab se pehlay Allah ka bht sukar karna chahiye k us ne humein itna kuch dia...aur maqabla karne ki himat b.............
      nice work keep it up dear

      Bus deay samjhney ki baat haii..jis ki samjh main ajayee us ki zindagi kafi had tak asan hojatii haii.
      Thankyou for liking...

      Comment


      • #18
        Re: Dhuley Dhuley rangoo ki maili tasveerain !

        Originally posted by yellowsky View Post
        bohot khoob! :thmbup:

        Thankyou

        Comment


        • #19
          Re: Dhuley Dhuley rangoo ki maili tasveerain !

          boht achi tehreer likhi hia aap nai ,,, nice
          jawab mai ek shair mai dena chahta tha per
          woh shair ab na mera zehn mai shai tarah
          sai araha hai or na woh mujhay mil raha khair
          jub kabhi mila isie thread mai share karonga
          os shair sai boht mai ek boht achi baat chupi hai
          jo aap nia tehreer mai wazih ki hai nice . dear:rose

          Comment


          • #20
            Re: Dhuley Dhuley rangoo ki maili tasveerain !

            very well written aquari jaani.
            hamesha ki tarha aap ki threer read kar ke bohat hi mazza aya.
            isse ziyada aur kuch nahi kahu gi because suitable words hi nahi hai
            aap ke liye
            :clap: :thmbup: :rose
            keep sharing
            kya samjhi?
            :rose Refreshing_breeze :rose

            Comment


            • #21
              Re: Dhuley Dhuley rangoo ki maili tasveerain !

              Originally posted by refreshing_breeze View Post
              very well written aquari jaani.
              hamesha ki tarha aap ki threer read kar ke bohat hi mazza aya.
              isse ziyada aur kuch nahi kahu gi because suitable words hi nahi hai
              aap ke liye
              :clap: :thmbup: :rose
              keep sharing
              kya samjhi?
              Thankyou
              samjhi tu bus itna k likhti rahoo or app sey share krti rahoo :blush:

              Comment


              • #22
                Re: Dhuley Dhuley rangoo ki maili tasveerain !

                Originally posted by Shaheeen View Post
                boht achi tehreer likhi hia aap nai ,,, nice

                jawab mai ek shair mai dena chahta tha per
                woh shair ab na mera zehn mai shai tarah
                sai araha hai or na woh mujhay mil raha khair
                jub kabhi mila isie thread mai share karonga
                os shair sai boht mai ek boht achi baat chupi hai
                jo aap nia tehreer mai wazih ki hai nice . dear:rose

                Thankyou...jub bhi yaad aye share krna woh shair

                Comment


                • #23
                  Re: Dhuley Dhuley rangoo ki maili tasveerain !

                  boht khoob larki

                  tumhari tehreeroon ki sab say bari khoobi positivity hay
                  chahay jaysay bhi halaat hoon aagay barhnay ki lagan hay

                  khush raho aur hamien yun heee khush karti rahoo

                  Comment


                  • #24
                    Re: Dhuley Dhuley rangoo ki maili tasveerain !

                    Originally posted by sumera View Post
                    boht khoob larki

                    tumhari tehreeroon ki sab say bari khoobi positivity hay
                    chahay jaysay bhi halaat hoon aagay barhnay ki lagan hay

                    khush raho aur hamien yun heee khush karti rahoo
                    Bauhtttttttt shukriyaa..

                    Dear thora optimistic hona partaa hai ,zindagi ki talkhiya waisi hi rehni haii badal nahi saktii laikin ager kuch hum badal saktey hai tu un ko sehney k liya apni approach...hans k piyoo tuu talkhii bhi sheerni lagti haii bus zawiya ki baat hai..
                    Or dear zindagi rookti nah jub zindagi nahi rookti tu hum ku rook jaye..agey barhtey rehney main hi behtri haii..pechelii yadoo sey peecha nahi churaya jasaktaa mager guzrey howey kal k lyaa aney waley kal ko kharab krna aqlmandi nahi :)

                    Comment


                    • #25
                      Re: Dhuley Dhuley rangoo ki maili tasveerain !

                      bhot khub...
                      ham log hamesha mehroomyun per roote hain aur es rone mein unn blessings ko bhool jate hain jo Allah(SWT) ki zaat nay sirf hamari zaat k liye makhsoos ki hain. aur yun zindagi lamha ba lamha aik bojh ki surat ikhtyar kerti jati hai
                      bhot khub kaha kisi ne "khud se neeche walon ko dekh.." esa kerne se dil shuker guzari, ijz aur inksari se bher jata hai.
                      bhot khub likhti hain aap.hamari taraf se a big hand 4 u.
                      khush rahye aur likhti rehye
                      "All I have learned from Life is that I know nothing."




                      Comment


                      • #26
                        Re: Dhuley Dhuley rangoo ki maili tasveerain !

                        Originally posted by Gul-e-Lala View Post
                        bhot khub...
                        ham log hamesha mehroomyun per roote hain aur es rone mein unn blessings ko bhool jate hain jo Allah(SWT) ki zaat nay sirf hamari zaat k liye makhsoos ki hain. aur yun zindagi lamha ba lamha aik bojh ki surat ikhtyar kerti jati hai
                        bhot khub kaha kisi ne "khud se neeche walon ko dekh.." esa kerne se dil shuker guzari, ijz aur inksari se bher jata hai.
                        bhot khub likhti hain aap.hamari taraf se a big hand 4 u.
                        khush rahye aur likhti rehye

                        Shukriyaa...

                        Ji bilklul ager di gai naiymatoo ka shukar ada kya jayee tu muyasir na aney walii cheezoo ka ahasas kum hojata haii.:)

                        Comment


                        • #27
                          Re: Dhuley Dhuley rangoo ki maili tasveerain !

                          very good aquari jee...bohat se dilon ke baatein aap ne kagiz pe tehreer kar de hien..bilkul yeh he soch ke jeena chaiye ke hum se ziada log dukhi hein ...kyon ke agar apne se chooton ko dekh lein to ALLAH ka shukar bhi ada karte hien hum ke hamare pass bohat kuch hai...aur aik bohat bara message bhi hai..nice sharing jee..keep it up

                          Comment


                          • #28
                            Re: Dhuley Dhuley rangoo ki maili tasveerain !

                            Originally posted by desiprincess View Post
                            very good aquari jee...bohat se dilon ke baatein aap ne kagiz pe tehreer kar de hien..bilkul yeh he soch ke jeena chaiye ke hum se ziada log dukhi hein ...kyon ke agar apne se chooton ko dekh lein to ALLAH ka shukar bhi ada karte hien hum ke hamare pass bohat kuch hai...aur aik bohat bara message bhi hai..nice sharing jee..keep it up
                            Thank you....

                            bus dear almost sub k halat or diloo ki baatain aisi hi hainn....jo mainney observe kyaa us ko lafzoo ka rop dey diya...or khushi sub sey zayda is baat ki hoti hai k jo baat mainey poochnai chahii woh poohnch gaii..:)

                            Comment


                            • #29
                              Re: Dhuley Dhuley rangoo ki maili tasveerain !

                              ge aquari ge appp na theak kaha ha hamay hamesha apnay sa nechay walo ko dakhna chaheya ta ka hum Allah ge ke de hui namtoo ka sukar ada karay...
                              aur waka he agar hum apnay sa uper walo ke dakhay ga to kabi be sukar nahi karay ga .....
                              very nice aquari ge
                              sigpic

                              Comment


                              • #30
                                Re: Dhuley Dhuley rangoo ki maili tasveerain !

                                Originally posted by nomi sialkoti View Post
                                ge aquari ge appp na theak kaha ha hamay hamesha apnay sa nechay walo ko dakhna chaheya ta ka hum Allah ge ke de hui namtoo ka sukar ada karay...
                                aur waka he agar hum apnay sa uper walo ke dakhay ga to kabi be sukar nahi karay ga .....
                                very nice aquari ge
                                ji bilkul isi baat pr aml krna chayea or apni pass jo bhi naimatain hian un ka shukr baja lana chahyeaa..!

                                Comment

                                Working...
                                X