Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Manzilain Apni jaga hain! Rasstey apni jagah!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Manzilain Apni jaga hain! Rasstey apni jagah!

    Originally posted by Khalil View Post
    Lakin mery khiyal wohi hay manzal kee justajoo hee asal main manzil hay
    manzil mile ya na mile ussey koi faraq nahi parta kya?
    :rose Refreshing_breeze :rose

    Comment


    • #17
      Re: Manzilain Apni jaga hain! Rasstey apni jagah!

      Originally posted by Khalil View Post
      Lakin mery khiyal wohi hay manzal kee justajoo hee asal main manzil hay

      tu app dant ku rahey hain :ahh:......main agree kr rahi hoo sir app ki baat sey...k haa maznil ko paney ki koshish akhri dum takkrtey rehna hi manzil ko paa leney k barabar haii.....:blush:

      Kunk shayed ager akhir main kuch na bhi miley tu kum sey kum yeh afsoos tu nahi k hum ney koshish nahi ki..kabhi yeh tu nahi soochtey k kash yeh krletey tu shayed manzil mil jatii ......akhir kar phir wohi k khamosh hojatey haii :embarasse

      Comment


      • #18
        Re: Manzilain Apni jaga hain! Rasstey apni jagah!

        Originally posted by refreshing_breeze View Post
        manzil mile ya na mile ussey koi faraq nahi parta kya?
        Nahi kuch farak naih parhta............

        Comment


        • #19
          Re: Manzilain Apni jaga hain! Rasstey apni jagah!

          Originally posted by aquari View Post
          tu app dant ku rahey hain :ahh:......main agree kr rahi hoo sir app ki baat sey...k haa maznil ko paney ki koshish akhri dum takkrtey rehna hi manzil ko paa leney k barabar haii.....:blush:

          Kunk shayed ager akhir main kuch na bhi miley tu kum sey kum yeh afsoos tu nahi k hum ney koshish nahi ki..kabhi yeh tu nahi soochtey k kash yeh krletey tu shayed manzil mil jatii ......akhir kar phir wohi k khamosh hojatey haii :embarasse
          :salam: great aap jeet gai hay
          U got the whole score aur whole point.:masha

          Comment


          • #20
            Re: Manzilain Apni jaga hain! Rasstey apni jagah!

            Originally posted by Khalil View Post
            :salam: great aap jeet gai hay
            U got the whole score aur whole point.:masha

            jeet gaii ..woh kaiseyy
            Kya hum kuch khel rahey they..?:donno:

            Plzzz if u don't mind tu thora sa explain krdain k mainey kaisey or kitna score banaya :blush:

            Comment


            • #21
              Re: Manzilain Apni jaga hain! Rasstey apni jagah!

              Originally posted by aquari View Post
              jeet gaii ..woh kaiseyy
              Kya hum kuch khel rahey they..?:donno:

              Plzzz if u don't mind tu thora sa explain krdain k mainey kaisey or kitna score banaya :blush:
              janab aap ny jo baat kahee hay wohi hakeekat hay aur jo banda hakeekat tak reach jata hay wohi kamyab huta hay mery tajarby sy....
              aur ap ny 20 main sy 21 score kiy hian ....:khi:

              Comment


              • #22
                Re: Manzilain Apni jaga hain! Rasstey apni jagah!

                andaaz-e-bayan khoob hay.....sooch ka ik andaaz boht achay tareeqay say byan kiya hay.....
                aur is mozoo par kuchh kahoon...samajh nhi paa rahi.........
                but simply.....bayan karnay ka andaaz acha laga...:)

                Comment


                • #23
                  Re: Manzilain Apni jaga hain! Rasstey apni jagah!

                  Asalam alailkum Aquari!

                  jo manzleiN itni mehnat key baad bhi lahasil hon to wo manzileiN hamari nahi hoti hain, ye baat agar hum accept ker lein to hamari khud ki hi zindagi asaan ho jati hai :)

                  ye mey ney lately seekha hai, pehley mey bhi issi tarhan sochti thi "nothing is impossible" leykin hamein bohot saari aur cheezein bhi deykhni hoti hein sath phir hi hum apni manzlieiN paa saktey hein

                  Aik tehreer mey ney likhi thi HazaaroN khawahisheiN aeysi
                  " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                  Comment


                  • #24
                    Re: Manzilain Apni jaga hain! Rasstey apni jagah!

                    Originally posted by Khalil View Post
                    Asal main manzil kee janib chalna hee manzil ko hasil ker lainy ka naam hay..
                    asal chez hee os kee justajoo hay...aur insaan to hay hee beybus..
                    we are puppet in the hand of GOD.
                    we due respect khl ..... yahan mey aap sey bilkul bhi agree nahi kerti ... iss key liye sirf yahi baat kafi hai key agar hum so called "Puppet" hotey to saza o jaza ka koi concept hi na hota, ya phir saza o jaza bohot unjust baat hoti .......aur hum jaantey hein key Allah T'ala bilkul bhi unjust nahi hein
                    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                    Comment


                    • #25
                      Re: Manzilain Apni jaga hain! Rasstey apni jagah!

                      Originally posted by Khalil View Post
                      janab aap ny jo baat kahee hay wohi hakeekat hay aur jo banda hakeekat tak reach jata hay wohi kamyab huta hay mery tajarby sy....
                      aur ap ny 20 main sy 21 score kiy hian ....:khi:
                      Ji haa hakkekat pasandi ka muzahira krna bhi apney main ek kamayabi haii..aisey khuwab dekhoo hi na jin ka haqeeqat main koi wajoud mumkin na hoo yeh mera apna zaati experience haii:)

                      :wow:..itna acha score
                      Scores k liya thank you :phool:

                      Comment


                      • #26
                        Re: Manzilain Apni jaga hain! Rasstey apni jagah!

                        Originally posted by yellowsky View Post
                        Asalam alailkum Aquari!

                        jo manzleiN itni mehnat key baad bhi lahasil hon to wo manzileiN hamari nahi hoti hain, ye baat agar hum accept ker lein to hamari khud ki hi zindagi asaan ho jati hai :)

                        ye mey ney lately seekha hai, pehley mey bhi issi tarhan sochti thi "nothing is impossible" leykin hamein bohot saari aur cheezein bhi deykhni hoti hein sath phir hi hum apni manzlieiN paa saktey hein

                        Aik tehreer mey ney likhi thi HazaaroN khawahisheiN aeysi
                        W salam:salam:
                        Yes dear thek kaha tum ney ..main bhi yehi soochti thi k sub kuch mumkin haii pr akhir kaar sabit hoo hi gaya k zaroori nahi k sub kuch mil jayee:embarasse ..humara acha hona bhi humari qismat nahi badl sakta..mainey ek cheez note ki hai logo main k ager woh apni manzil paa letey hain tu doosro ko tanqeed ka nishana banatey hian or apni kamyabioo ko apni mehnat or lagan ka phal samjhtey howey yehi kehtey nazar atey hian k dekho merey under lagn thi isi liya mujhey mil gaya ,jub k i personaly think k app kaisey kisi k dil ki sachaii ko challenge kersaktey hoo...app kaisey keh saktey hoo k jis ney khoo diyaa us ki neyat kharab thi,jazboo main sachaii nahi thi ,lagan nahi thi us main etc etc....ku loog yeh nahi soochtey k zaroori tu nahi k ager hum paa nahi sakey tu hum main koi khoot thaa.....
                        Khair dear lambi behas haii meri tehreer ko pasand krney or merey point sey agree krney k liya shukriyaa ..
                        app ki tehreer zaroor parhoogi or commants bhi doongi :)

                        Comment


                        • #27
                          Re: Manzilain Apni jaga hain! Rasstey apni jagah!

                          Originally posted by sumera View Post
                          andaaz-e-bayan khoob hay.....sooch ka ik andaaz boht achay tareeqay say byan kiya hay.....
                          aur is mozoo par kuchh kahoon...samajh nhi paa rahi.........
                          but simply.....bayan karnay ka andaaz acha laga...:)

                          :)..andaz or andaz-ebayan ko pasnd krney ka shukriyaa jo dil main aye keh daloo...abhi nahi tu jub dil karey keh denaa ....

                          Comment


                          • #28
                            Re: Manzilain Apni jaga hain! Rasstey apni jagah!

                            Originally posted by yellowsky View Post
                            Asalam alailkum Aquari!

                            jo manzleiN itni mehnat key baad bhi lahasil hon to wo manzileiN hamari nahi hoti hain, ye baat agar hum accept ker lein to hamari khud ki hi zindagi asaan ho jati hai :)
                            :phool:

                            Comment


                            • #29
                              Re: Manzilain Apni jaga hain! Rasstey apni jagah!

                              Originally posted by yellowsky View Post
                              we due respect khl ..... yahan mey aap sey bilkul bhi agree nahi kerti ... iss key liye sirf yahi baat kafi hai key agar hum so called "Puppet" hotey to saza o jaza ka koi concept hi na hota, ya phir saza o jaza bohot unjust baat hoti .......aur hum jaantey hein key Allah T'ala bilkul bhi unjust nahi hein
                              thanks...
                              acha ap mujy batao k aap apni marzi sy kitna kam ker sakty hu
                              aap apni marzi sy jaag sakty hu apni marzi sy soo skty hu
                              gee sakty hu...apni marzi kee shakal sy paida hu sakty hu.?
                              apni marzi sy apni gence change ker sakty hu?

                              chaloo yeh to bari batian hugai hay ap dekhoo
                              kia aap martina hingas kee tarah tannes khel sakti hu?
                              kia aap Aquari jaisi tehreer likh sakti hu kia masood jaisy poetry ker skti hu?
                              mundy sialkoti jaisi bongia mar skti hu rida jaisi desiging ker skti hu?
                              her wakt :tauba aisa ker skati hu?
                              nahi kuch limitation hian ap es k beyond kuch nahi kar skty?
                              kia ap etna paison ka entizam ker skati hu k main kaheen abroad chala jaon..........????
                              aap kuch bee nahi kar skti..............:khi:
                              ager ap ko time mily to please aik novel hay with nobel prize
                              waiting for GODOT wo dekhain.
                              Last edited by ; 4 May 2007, 07:17.

                              Comment


                              • #30
                                Re: Manzilain Apni jaga hain! Rasstey apni jagah!

                                bohat khoob dear....
                                acha likha hy...:)

                                but
                                shyd ALLAH humko kuch cheezein dua aur mehnat ky bawajood is liy nhi dyta k hamary liy theek nhi hotein..
                                aur agar sab kuch mil jaiy to humko us sab ki qadar he na hoo....
                                :donno:

                                Comment

                                Working...
                                X