:eye:
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Duniyaa kisi k pyar main !!
Collapse
X
-
-
Re: Duniyaa kisi k pyar main !!
Assalaam-0-Alaikom:rose
waqai gum kar diyaa....:wk
superb dearo....buht piyara aur sada aur khobsorat aur pakeeza aur aur aur....:p
mujhay buht acha laga perh kar......:hug:
khush rehain aur yoon hi likhti rehain :phool:
Comment
-
Re: Duniyaa kisi k pyar main !!
Originally posted by Rida View PostAssalaam-0-Alaikom:rose
waqai gum kar diyaa....:wk
superb dearo....buht piyara aur sada aur khobsorat aur pakeeza aur aur aur....:p
mujhay buht acha laga perh kar......:hug:
khush rehain aur yoon hi likhti rehain :phool:
Khoogai..chalain meri koshish kamyab rahi :blush:
pasand krney k liya bauht shukriyaa
ha koshish tu haii k aisa or likhoo bus dua krna k koshishan jari rahain :)
Comment
-
Re: Duniyaa kisi k pyar main !!
Originally posted by aquari View PostW salam:salam:
Khoogai..chalain meri koshish kamyab rahi :blush:
pasand krney k liya bauht shukriyaa
ha koshish tu haii k aisa or likhoo bus dua krna k koshishan jari rahain :)
aap kay last mazmooN ka theme isi liye mujhay pasand nahin aya tha...kiun keh main is soch kay khilaaf hooN ....keh banda apni maut ka intizaar karay....ya us kay khayal say khush ho....ya sirf maut ko hi apni mushkilaat ka khatma tasawor karay......
sometimes samajh mein tu mairi bhi nahin ata hum dosrooN ki creat ki gai mushkilaat say itna kiun ghabra jaitay hain.....jo humain mushkil mein daltay hain woh kiun khush aur zindgi ki khwahish kartay rehtay hain...
Comment
-
Re: Duniyaa kisi k pyar main !!
Originally posted by Rida View Postas u r aquari n i m aquarian too.....tu shayed is liye main aap ki aur apni sochooN / khayalat ka mawazna karti rehti hoon....:hehe:
aap kay last mazmooN ka theme isi liye mujhay pasand nahin aya tha...kiun keh main is soch kay khilaaf hooN ....keh banda apni maut ka intizaar karay....ya us kay khayal say khush ho....ya sirf maut ko hi apni mushkilaat ka khatma tasawor karay......
sometimes samajh mein tu mairi bhi nahin ata hum dosrooN ki creat ki gai mushkilaat say itna kiun ghabra jaitay hain.....jo humain mushkil mein daltay hain woh kiun khush aur zindgi ki khwahish kartay rehtay hain...
Rida app ney meri tehrer sey itefaq nahi kya its ok apni apni sooch hai.:blush: .dekhoo kuch tajrba kuch haqaiq apney zaati hotey hai jin ki bina pr humarey concepts bantey hain,kuch hum logo sey observe kertey hain. .meri tehrer k zindagi k mushkiloo ka khatma maut pr haii sey murad thori si yeh bhi thi k shukar hai na k yeh faltoo si pareshaniya khatum hojani hain kunk yeh aa'rzi zindagi hai. :dua
shayed main sahi sey apna point of view dekha nahi pai.:embarasse ..khair dear meri soochain hain or jub tak likh rahi hoo kabhi kuch acha hoga tu kuch aisa bhi hogaa:(
Mujhey acha lag raha haii k meri tehreer ney app ko kuch soochney or wo sooch mujhey kehney ka moqa diya ...:phool:
kum sey kum aisey app sey baat hi hogai:wk
Meri tehreeroo pr apna tajzia krti raheya ga mujhey bauht acha lagey gaa :)
Take care
Allah Hafiz
Comment
-
Re: Duniyaa kisi k pyar main !!
i know...her shakhs ki raai us ki tajurbay kay hi mutabiq hoti hai.....:)....wish u happiness dearooo...:phool:
main aap say aisa nahin keh rahi thi keh aap bus her sorat mein hi khushi khwab kay kahaniyaan likhain.....ghamgeen bhi likh sakti hain......lakin ofcourse us mein hal bhi hona chahiye...un ghamooN say nijaat panay ka....(jaisa keh aap Zapk7 kay thread mein keh chuki hain)...
mairay dosray point per bhi agar aap likhna chahain tu likhiye ga....but happy ending wala.....:D:.......
sometimes samajh mein tu mairi bhi nahin ata hum dosrooN ki creat ki gai mushkilaat say itna kiun ghabra jaitay hain.....jo humain mushkil mein daltay hain woh kiun khush aur zindgi ki khwahish kartay rehtay hain...
Comment
-
Re: Duniyaa kisi k pyar main !!
Originally posted by Rida View Posti know...her shakhs ki raai us ki tajurbay kay hi mutabiq hoti hai.....:)....wish u happiness dearooo...:phool:
main aap say aisa nahin keh rahi thi keh aap bus her sorat mein hi khushi khwab kay kahaniyaan likhain.....ghamgeen bhi likh sakti hain......lakin ofcourse us mein hal bhi hona chahiye...un ghamooN say nijaat panay ka....(jaisa keh aap Zapk7 kay thread mein keh chuki hain)...
mairay dosray point per bhi agar aap likhna chahain tu likhiye ga....but happy ending wala.....:D:.......
Ji bilkul or is pr koshish bhi kr rahi hoo k hal majoud ho ..pr shayed aab tak sahi sey kamyab nahi hoo paii..koshish jari hai dua kejeya gaa:blush:
App k is point k barey main zraoor likhoo gi..khasa mushkil sa task lag raha haii pr koshish krney main koi buraii nahii.so i will try my level best bus thora sa intezar kejeya gaa :)......
Ok dear
Khush raheyaa aisey hi muskurati raheyaa
Comment
Comment