Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Zindagi k Zindagi honey ka yaqeen
Collapse
X
-
Re: Zindagi k Zindagi honey ka yaqeen
Bohat khubsurat tahreer,masbat tarz-e-amal ki akaas aik inspirational sharing hai.:rose
-
Re: Zindagi k Zindagi honey ka yaqeen
good one dear....:thmbup: :rose
magar hamien iss tehreer mien kuchh mayooosi aur na ummeedi ki buu aa rahi hay.....:embarasse
zimdagi say agar himmat aur ummid nikaal di jaay aur mayoosiyoon ka izaafa kar diya jaay...to zindagi kahan rehti hay...bas chalta phirta ik wajood hoota hay....rooh ki zindagi kahin khoo jati hay....
Comment
-
Re: Zindagi k Zindagi honey ka yaqeen
Originally posted by Khalil View Postplz ager hu sky to urdu main likh dia....ya pher mujy kahen main likh daita hun aisy maza nahi araha hay..........
waisy mujy hirat hay etny arsa sy loag net use kerty hian unain urdu nahi likhni aati inpage per...
i hope app k liya yeh reason acceptable hogaa :blush:
Comment
-
Re: Zindagi k Zindagi honey ka yaqeen
Originally posted by sumera View Postgood one dear....:thmbup: :rose
magar hamien iss tehreer mien kuchh mayooosi aur na ummeedi ki buu aa rahi hay.....:embarasse
zimdagi say agar himmat aur ummid nikaal di jaay aur mayoosiyoon ka izaafa kar diya jaay...to zindagi kahan rehti hay...bas chalta phirta ik wajood hoota hay....rooh ki zindagi kahin khoo jati hay....
nahi dear mayoosi nahi haii..bus ek compromise sa haii or kabhi kabhi such kahoo tu bara itmenan baksh ehsas hota haii k acha haii is qism ki muhskilat sey bharpoor zindagi ko ek din khatum hojana haii..phr jo akhrat ki zindagi hia woh prsukoon hogi koi fikr nahi hogi koi pareshnai nahi hogi...so us befikri k liya is zindagi ki fikroo main rehnaa itna bura sau'da bhi nahii apney app ko aisi tasalii dey kr zara mushkilain kum lagney lagti haii :)
Comment
-
Re: Zindagi k Zindagi honey ka yaqeen
Beshak har zindagi ko fana hona hai.... lekin zndagi akailay kabhi nhy guzer sakti hamein kisi na kisi saharay ki zaroorat hai jab tak zind ahein uss waqt tak humare bhe kuch armaan hotay hein kuch arzooo hoti hai.. Insan akilay zndagi kabhi nhy guzar sakta ager aisa hota bhe hai toh phr ghut ghut ker jeeta hai
Comment
-
Re: Zindagi k Zindagi honey ka yaqeen
Originally posted by pinkrosejust4u View PostBeshak har zindagi ko fana hona hai.... lekin zndagi akailay kabhi nhy guzer sakti hamein kisi na kisi saharay ki zaroorat hai jab tak zind ahein uss waqt tak humare bhe kuch armaan hotay hein kuch arzooo hoti hai.. Insan akilay zndagi kabhi nhy guzar sakta ager aisa hota bhe hai toh phr ghut ghut ker jeeta hai
Comment
-
Re: Zindagi k Zindagi honey ka yaqeen
Originally posted by aquari View Posthaa or ussi humsafar ki talah main chout khata haii.....tu phir yehi tasali deta hai na k chaloo zindagi hai khatum hojaye gii or us k saath us ka ghum bhii
is tehreer mein alfaaz ka istemal ...tashbeehat buht piyaari lagien.....
aur theme buht bura(mujhay yaqeen hai tum bura nahin manooN gi:))......bay shak marna tu her aik ko hai....lakin is ka matlab nahin keh aap ALLAH TALAA ki di gai nemat ko bura samjho.....zindgi ki kis qadar ehmiyat hai aaye din mukhtalif jaghooN per perhtay hain....loagooN say suntay hain....is ko achay tareeqay say utilize kar rahi hain......apnay ghar walooN kay liye.......aaap agay kay liye achi umeed rakhti hain...bila shuba ALLAH TALAA aap kay achay aamaal,, husn-e-solok ka buht meetha phal is dunya mein bhi day ga aur aakhrat mein bhi....tu achi achi baatain likho naaa......."u bus tere ikhtiyaar ka mausam jaisi khwabooN wali kahaniyaaN likha karo".........meethi meethi........kahieN gum kar dainay wali.......:phool:
Comment
-
Re: Zindagi k Zindagi honey ka yaqeen
[QUOTE]Originally posted by Rida View Postdekho chanda,.......gham aur khushi sab zindgi ka hissa hain.....yeh socho keh zindgi nay aap ko kuch tajurbay kar wanay thay...kharay aur khotay ki pehchaan kay liye....mana keh buht mushkil hota hai ...lakin agar tum in sab ko zindgi ka hissa samjho gi naa tu aasani hogi overcome karnay mein.....
is tehreer mein alfaaz ka istemal ...tashbeehat buht piyaari lagien.....
aur theme buht bura(mujhay yaqeen hai tum bura nahin manooN gi:))......bay shak marna tu her aik ko hai....lakin is ka matlab nahin keh aap ALLAH TALAA ki di gai nemat ko bura samjho.....zindgi ki kis qadar ehmiyat hai aaye din mukhtalif jaghooN per perhtay hain....loagooN say suntay hain....is ko achay tareeqay say utilize kar rahi hain......apnay ghar walooN kay liye.......aaap agay kay liye achi umeed rakhti hain...bila shuba ALLAH TALAA aap kay achay aamaal,, husn-e-solok ka buht meetha phal is dunya mein bhi day ga aur aakhrat mein bhi....tu achi achi baatain likho naaa......."u bus tere ikhtiyaar ka mausam jaisi khwabooN wali kahaniyaaN likha karo".........meethi meethi........kahieN gum kar dainay wali.......:phool:
rahi baat meethey khuwaboo kii tu yaar hasratain hain aisi hi lafzoo main ajati haii...wiasey kai logo ney kaha haii k usi tarhaa k likhoo ..koshish karoogi k phir koi khuwab bun sakoo filwaqt tu shayed mumkin nahi i hope u understand:)
kahi gum na hojana dear werna itney achey commants kon likhey gaa....:blush:
Comment
Comment