Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Hum aaj kahan par...

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Hum aaj kahan par...

    Asslamoalikum
    Attached Files
    Allah

  • #2
    Re: Hum aaj kahan par...

    hmmmmmmmmm khoob acha likha hai Yaraam :rose


    Aur Dua hai Allah Talah sab ko Rah-e-Haq par chalney ki taufeeq ata farmey Ameen :rose
    Zindagi Thak Gaye ..!!

    Comment


    • #3
      Re: Hum aaj kahan par...

      Ameen sum Ameen Allah taala ap ki aur sab muslmanon aur kashmeryoN ki dua kabool kare Ameen
      Allah

      Comment


      • #4
        Re: Hum aaj kahan par...

        bohat khoob yaaram :salam: or aaj wakai ham muslims ko apne asel ki taraf loat ane ki zarurat he.hamesha khush rahen :)

        Comment


        • #5
          Re: Hum aaj kahan par...

          Jee shukrya shy :)
          Allah

          Comment


          • #6
            Re: Hum aaj kahan par...

            Assalaam o alekum,


            bahooot khooob yaaram bahoot hi suchi baatien likhi hain tumnien aaj duniyaa ke kisi bhi koonien mien chale jaayien hum musalmaan nafsaa nafsi ke aalam mien hain aur iski ek hi wahid wajeh hai ke humaaraa masjidoon se door hoonaa humaaraa apnien mazhab se door hoonaa Allaah hum sabko sahi aur neak raste per chalnien ki taufeeq dein ameen summa ameen khush raho
            :tang: RISK IS MY BUSINESS

            DANGER IS MY GAME

            DONT PLAY WITH ME
            BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:

            Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe

            Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe

            Comment


            • #7
              Re: Hum aaj kahan par...

              Jee khurram bhai aap ne bilkul baja farmaya aur shukrya reply ka :)
              Allah

              Comment


              • #8
                Re: Hum aaj kahan par...

                Walaikum Asslam & Asslam O Alaikum,
                Kisey jaga rahey ho bhai ? Mujh jasey musalman ko ? jisey Islam virasat main mila jo sirf naam ka musalmaan hai ? tum to baatein masjidon ki kartey ho main to wo musalman hoon jo ghar par namaz ada nahi karta ..!!! Main aaj ka musalmaan hoon mujhey deen ki parwa nahi hai mujhey duniya sam'aetney ki fiker hai mujhey daulat-e-sawab nahi chayeh mujhey is zindagi main ameer ban'ana hai ...!! Mujhey namaz nahi parhni mujhey roza nahi rekhna mujhey naek nahi rehna par main nai sakoon talashna hai ..!! Main aaj ka musalmaan hoon ..!! Tum kya mujh soye huye ko jaganey aye ho jao nahi jagta main ..!! Arey jaag gya to meri zindagi ka maqsad badal jaye ga meri daulat meri ayashi mera sab kuch chin jaye ga aur bachey ki bas ALLAH ki raah aur us per chalna merey bas ki baat nahi main bas naam ka musalmaan hoon ..!! Naam kai islami mulk main rehta hoon yahan naam ka islami qanoon bhi hai .!!! Aur yahan sab musalman bas so rahey hain mujhey aur mujh jasey tamam musalmanon ko sonaey do hamein mat jagao ham sai kuch nahi ho ga ..!! Ham sab ha'dein phalang chukey ..!!!
                Khoob likha Yaaram tum nai dil moah liya is tehreer nai tumhari jeetey raho

                Waslam

                Comment


                • #9
                  Re: Hum aaj kahan par...

                  Ovais bhai wo kaya hay na ........khud apne aap ko badalna pare ga......dunya se ankh churani ho gi.....Allah aur us ke nabi ke siwa kisi ki parwa nahi karni ho gi......tabhi ja kar hum sabhi lantoN se bach sakte hain
                  Allah

                  Comment


                  • #10
                    Re: Hum aaj kahan par...

                    Aap ki ye koshish nakaam to nahi hai :thmbup:

                    qalam aik behtareen zarya hai jis sey nikley huye alfaaz perhney waley ko sochney per majboor ker deytey hein

                    likhtey rahiye
                    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                    Comment


                    • #11
                      Re: Hum aaj kahan par...

                      Originally posted by ForumAdmin
                      Walaikum Asslam & Asslam O Alaikum,
                      Kisey jaga rahey ho bhai ? Mujh jasey musalman ko ? jisey Islam virasat main .....Waslam
                      apni khataon ko tasleem kerna bohot barhi baat hoti hai :thmbup:
                      aur yahi cheez aik insaan ko theek honey per uksaati hai
                      inshAllah
                      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                      Comment


                      • #12
                        Re: Hum aaj kahan par...

                        Jee han gul sahi kaha hay aapne :)
                        Allah

                        Comment


                        • #13
                          Re: Hum aaj kahan par...

                          Originally posted by ForumAdmin
                          Walaikum Asslam & Asslam O Alaikum,
                          Kisey jaga rahey ho bhai ? Mujh jasey musalman ko ? jisey Islam virasat main mila jo sirf naam ka musalmaan hai ? tum to baatein masjidon ki kartey ho main to wo musalman hoon jo ghar par namaz ada nahi karta ..!!! Main aaj ka musalmaan hoon mujhey deen ki parwa nahi hai mujhey duniya sam'aetney ki fiker hai mujhey daulat-e-sawab nahi chayeh mujhey is zindagi main ameer ban'ana hai ...!! Mujhey namaz nahi parhni mujhey roza nahi rekhna mujhey naek nahi rehna par main nai sakoon talashna hai ..!! Main aaj ka musalmaan hoon ..!! Tum kya mujh soye huye ko jaganey aye ho jao nahi jagta main ..!! Arey jaag gya to meri zindagi ka maqsad badal jaye ga meri daulat meri ayashi mera sab kuch chin jaye ga aur bachey ki bas ALLAH ki raah aur us per chalna merey bas ki baat nahi main bas naam ka musalmaan hoon ..!! Naam kai islami mulk main rehta hoon yahan naam ka islami qanoon bhi hai .!!! Aur yahan sab musalman bas so rahey hain mujhey aur mujh jasey tamam musalmanon ko sonaey do hamein mat jagao ham sai kuch nahi ho ga ..!! Ham sab ha'dein phalang chukey ..!!!
                          Khoob likha Yaaram tum nai dil moah liya is tehreer nai tumhari jeetey raho

                          Waslam

                          W salaam,


                          forum admin sahib aapke likhe mien ek ek lafz suchaa hai aapki her baat se mujhe ittefaaq hai aaj kal hum aise hi musalmaan hain jo sirf naam ke hain Allaah humien aql de aur humien sahi raaste per laaye ameen summa ameen
                          :tang: RISK IS MY BUSINESS

                          DANGER IS MY GAME

                          DONT PLAY WITH ME
                          BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:

                          Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe

                          Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe

                          Comment


                          • #14
                            Re: Hum aaj kahan par...

                            jee shukraya Ameen sum Ameen :)
                            Allah

                            Comment


                            • #15
                              Re: Hum aaj kahan par...

                              Walekam-Aslam
                              sachay dil say ki gaye koi bhi koshish nakaam nahi hoti bhai:)
                              ALLAH(SWT) hum sab ko deen-e-ISLAM per sahi mano mein chalanay ki taufeeq aata farmaye. Ameen!

                              Comment

                              Working...
                              X