Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Kaash ke tere....!!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Kaash ke tere....!!!

    Aslamo ALikum
    Attached Files
    Allah

  • #2
    Re: Kaash ke tere....!!!

    Yaaram aap ki PEHLI BAT k ilawah sari batein dil mein utar gayeen:) .


    Gher janazah uthanay to aa jatay hein mugar APNAY...............aagay kuch nhi keh paon gi.

    purnam aankhon ki kahani wo kaisay samajhta
    ussay to meray honton ki muskan aziz thi :)

    Comment


    • #3
      Re: Kaash ke tere....!!!

      hmmmmmmmmmmm phir kabi is baat par disscusion karein ge :)
      aap ka bohat bohat
      Allah

      Comment


      • #4
        Re: Kaash ke tere....!!!

        W salaam,


        Bahooot khoooob yaram bahoot hi umdeh aur zabardast baatien share ki aapnien khaas taur per aapkhri line doosroon ko apnien dil mien utaarnien se behter hai ke dooosroon ke diloon mien uter jaao :thmbup: shukriyaa share kernien kaa khush rahien
        :tang: RISK IS MY BUSINESS

        DANGER IS MY GAME

        DONT PLAY WITH ME
        BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:

        Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe

        Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe

        Comment


        • #5
          Re: Kaash ke tere....!!!

          Yaaram achhi batein likhi hain... sab sey ziyada ye baat pasand aai..
          Behtareen insan kehlaney ka mustahiq to wo hai jo doosron ke dilon mein utar kar in ke dukh ko mehsoos karey , nice :)
          :rose

          Comment


          • #6
            Re: Kaash ke tere....!!!

            Originally posted by Muskan
            Yaaram aap ki PEHLI BAT k ilawah sari batein dil mein utar gayeen:) .
            Gher janazah uthanay to aa jatay hein mugar APNAY...............aagay kuch nhi keh paon gi.
            aapki baat kisi had tak sahee hai muskan ke ghair janaza uthane to aa jatey hain magar... !!
            aur kuchh apney waise to poochhtey tak nahin magar janazey ke waqt... aap samajh gayee hoon gi mein kya kehna chah rahi hoon :wink

            Originally posted by Muskan
            purnam aankhon ki kahani wo kaisay samajhta
            ussay to meray honton ki muskan aziz thi :)
            nice shi'r. :)
            :rose

            Comment


            • #7
              Re: Kaash ke tere....!!!

              Originally posted by Mehak
              aapki baat kisi had tak sahee hai muskan ke ghair janaza uthane to aa jatey hain magar... !!
              aur kuchh apney waise to poochhtey tak nahin magar janazey ke waqt... aap samajh gayee hoon gi mein kya kehna chah rahi hoon :wink



              nice shi'r. :)
              Aap ko samajh aa gaya:wink shukriya:rose
              Aur jo aap kehna chah rahi hein wo bhi mein samjh gai hoon.:)

              Comment


              • #8
                Re: Kaash ke tere....!!!

                sab ki pasandeedgi ka shukrya
                Allah

                Comment


                • #9
                  Re: Kaash ke tere....!!!

                  Ahan buhat achi baatein Share ki aap nay :)


                  buhat khush rahyeah :rose
                  Zindagi Thak Gaye ..!!

                  Comment


                  • #10
                    Re: Kaash ke tere....!!!

                    Shukrya KHuwaish..................:)
                    Allah

                    Comment


                    • #11
                      Re: Kaash ke tere....!!!

                      aslaam_u_alikam

                      bohat achii baatein share ki hain yaram aap ney.

                      shukriya

                      Comment


                      • #12
                        Re: Kaash ke tere....!!!

                        Shukrya Fatimah aap ki pasanddeedgi ka :)
                        Allah

                        Comment


                        • #13
                          Re: Kaash ke tere....!!!

                          AOA,


                          Bahi ji bohat achi batain share ki hain aap nain main sirf adna soch rakhte hoye aik baat kahaon ga k ko mera tajroba hai main aap se ikhtalf nain rakhta main infardi haisiyat se kahta hoon kisi shair ka shair muje pasand aya.

                          Apmoon se ghair ache jo jal kar naam laite hain

                          pholoon se khar ache jo daman thaam laite hain:)


                          Sohail Abbasi.
                          Apna haq ada karo.

                          Comment


                          • #14
                            Re: Kaash ke tere....!!!

                            chhiahb.....................wah kya zabardast sher hai aur thnx.....aur han aik baat note kar lein.:D
                            ke aap adna soch rakhne wale nai hain......aisa na socha karein.......:)
                            Allah

                            Comment


                            • #15
                              Re: Kaash ke tere....!!!

                              Asslam-o_Alikum WR WB

                              Pahli baat kay mujhy yaqeen nahi aya kay ya tum nay likhi hay .. per tum hi ya likh sakaty ho

                              FeaamnAllah
                              Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
                              Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga


                              Comment

                              Working...
                              X