Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

meri aankhen nam nahen hain.

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • meri aankhen nam nahen hain.

    kia socha thaa yad nahen ab...aankhon main barsaat nahen ab... tum aaker aksar hi chaley jatey ho... aur ja kar phir se aaney ki zid thaan letey ho...ye mera dil hai....haan sach main tumhara ghar hai....jab chaho chaley aao...jab chaho chaley jao... meri aankhen rastaa takti rehti hain... tum aatey ho to dil ki dharkan...becheni ke aalam main... ... chillaati hai...anjana shor machati hai...saari khushiyaan bayan kerna chahti hai.....
    koi sapna aankhen bunti hi nahen....jaanti hain...sab toot ke bikher sa jana hai...aur bikhar hi jata hai... phir se ...dil ki dharkanen bechain ho ker...khamoshion main gum honey lagti hain...
    hmmm jaaney do naa.. dil ki baaten...dil to hai hi pagal saa... kuch meri ada bhi pagal hai .. itna piyar janey kese ho jata hai... dil ki dharkanon... main...ik jashn sa rehta hai... jantey ho... har simt khushi hai...koi gham ka saya tak nahen hai....kion ke meri aankhen nam nahen hain...





    by, Me ( A )






    might i ll add more in it laters..
    Visit My Early PS Work
    You Are Welcome To Comment

  • #2
    Re: meri aankhen nam nahen hain.

    nice aania keep it up

    Comment


    • #3
      Re: meri aankhen nam nahen hain.

      hmmm jaaney do naa.. dil ki baaten...dil to hai hi pagal saa... kuch meri ada bhi pagal hai .. itna piyar janey kese ho jata hai... dil ki dharkanon... main...ik jashn sa rehta hai... jantey ho... har simt khushi hai...koi gham ka saya tak nahen hai....kion ke meri aankhen nam nahen hain...


      Assalam-o_Alikum WR WB

      Very NIce :)

      Khas kar last line

      FeaamnAllah
      Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
      Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga


      Comment


      • #4
        Re: meri aankhen nam nahen hain.

        wowww what a beautifull way of expressing your thoughts Aania! gilay shikway bhi ker liye aur khud ko barray pyaray andaz mein jhoot se behla bhi liya k........... har simt khushi hai...koi gham ka saya tak nahen hai....kion ke meri aankhen nam nahen hain...

        Comment


        • #5
          Re: meri aankhen nam nahen hain.

          hmmm thnx u both to appreciate ma words :hug:
          Visit My Early PS Work
          You Are Welcome To Comment

          Comment


          • #6
            Re: meri aankhen nam nahen hain.

            Bohat umdah alfaz ka istimal aur khayal ki parwaz bohat zabardast :)
            Allah

            Comment


            • #7
              Re: meri aankhen nam nahen hain.

              AOA,

              kia socha thaa yad nahen ab...Bohat acha likha hai aap nain muje ye fikra bohat acha laga bohat gaihrayi hai iss main bohat khush rahain.


              Sohail Abbasi.
              Apna haq ada karo.

              Comment


              • #8
                Re: meri aankhen nam nahen hain.

                thnx YAARAM n KHAN thnx u guys so much
                Visit My Early PS Work
                You Are Welcome To Comment

                Comment

                Working...
                X