Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

**Muqaam**

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • **Muqaam**

    Muqaam .. Dil mein .. nazar main .. soch main .. aik insaan ka kisi rishtey ke hawaley se koi na koi muqaam hai .. Aik makan ke makeenon ka aapas main .. kisi ghar mein ghar walon ka aapas main .. koi na koi muqaam hai aik doosrey ke liye ..

    Muqaam .. Islam ke hawaley se .. insan ka insan se kia muqaam hai .. aurat ka mard ke liye mard ka aurat ke liye khaas muqaam hai .. sachaii aur jhooti baat kehney se .. izzat o ehteraam ke rishton ka go har rishta izzat o ehteraam hai .. to insaan ke her fe'l ki waja se kisi doosrey insaan ke dil main .. Khuda ke samney bhi .. muqaam hai ..


    will be back at this topic soon .. (To Be Continued) :blush:
    Visit My Early PS Work
    You Are Welcome To Comment

  • #2
    Re: **Muqaam**

    Aahan looking forward ...
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • #3
      Re: **Muqaam**

      phir rakhna muqaam ko musalsal barqarar.. ke koi hamari kitini izzat kerta hai .. kisi ke dil mein kitna ehteram hai .. hamarey liye .. hamari koi choti si bhi ghalti .. dekha jaaye .. to doosrey ke dil mein qaiim muqaam ko dagmaga deti hai .. hai naa..

      Insaan ka kia muqaam hai Khuda ke liye .. ham ghalityaan kiye jaatey hein .. taubah kertey hein .. wo muaf kiye jata hai .. subhan Teri Qudrat maula .. kion phir ham insaan .. aik dooosrey ke dil mein .. nazar main maqam kho detey hein .. Jab Allah ne abter kamtar nahen banaya .. barrey se barrey gunnah ko muaf ferma diya .. to ham insanon ko bhi to chahye .. naa.. ke jesey Allah hamarey liye sakhtiyon ko aasaan fermaa deta hai .. to hamen bhi to chahye naa.. ke aik doosrey ke liye wo insan wo sathi banen .. jesa ke insan -muslaman ban-ney ka hukm hai ... :)

      by, me (A)
      Visit My Early PS Work
      You Are Welcome To Comment

      Comment


      • #4
        Re: **Muqaam**

        Aania... insaan ka aur Allah ka apaas ka taluk different hai ...Allah T'ala hamein maaf ker deytey hein kyun key wo "ghafoor u raheem" hein-

        i agree @ your point key insaan ko kam sey kam itni koshish to zaroor kerni chahiye key jis baat key liye maafi maang li jaye (Allah sey) ussey dobara repeat na karey...

        leykin insaan ka doosrey insaan key sath jo rishta hai wo mukhtalif hai --us key liye doosron ko maaf kerna itna assaan nahi hai....aur khas ker un logon ko maaf kerna to kuch ziada hi mushkil ho jata hai jo hamari zindagi mey bohot ehmiyat rakhtey hein

        n i agree with you key kisi ki choti si choti baat bhi ....ussey uss key maqaam sey gira deyti hai!


        likhti raho aur khush raho :rose
        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

        Comment


        • #5
          Re: **Muqaam**

          Originally posted by barg.e.gul View Post
          Aania... insaan ka aur Allah ka apaas ka taluk different hai ...Allah T'ala hamein maaf ker deytey hein kyun key wo "ghafoor u raheem" hein-

          i agree @ your point key insaan ko kam sey kam itni koshish to zaroor kerni chahiye key jis baat key liye maafi maang li jaye (Allah sey) ussey dobara repeat na karey...

          leykin insaan ka doosrey insaan key sath jo rishta hai wo mukhtalif hai --us key liye doosron ko maaf kerna itna assaan nahi hai....aur khas ker un logon ko maaf kerna to kuch ziada hi mushkil ho jata hai jo hamari zindagi mey bohot ehmiyat rakhtey hein

          n i agree with you key kisi ki choti si choti baat bhi ....ussey uss key maqaam sey gira deyti hai!


          likhti raho aur khush raho :rose
          thnx.. to be here.. n thnx for ur .. great comments...
          Visit My Early PS Work
          You Are Welcome To Comment

          Comment


          • #6
            Re: **Muqaam**

            Originally posted by Aania View Post
            Muqaam .. Dil mein .. nazar main .. soch main .. aik insaan ka kisi rishtey ke hawaley se koi na koi muqaam hai .. Aik makan ke makeenon ka aapas main .. kisi ghar mein ghar walon ka aapas main .. koi na koi muqaam hai aik doosrey ke liye ..

            Muqaam .. Islam ke hawaley se .. insan ka insan se kia muqaam hai .. aurat ka mard ke liye mard ka aurat ke liye khaas muqaam hai .. sachaii aur jhooti baat kehney se .. izzat o ehteraam ke rishton ka go har rishta izzat o ehteraam hai .. to insaan ke her fe'l ki waja se kisi doosrey insaan ke dil main .. Khuda ke samney bhi .. muqaam hai ..


            will be back at this topic soon .. (To Be Continued) :blush:
            nice aania.............thank for shairiking,,,,
            YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

            Comment

            Working...
            X