kabhi kabhi zindagi mei aisey hadsey ho jatey hain, jin se chahtey huwey bhi insan faraf nahi pa sakta, hum chahein na chahein wo humarey muqadar mei likhey hotey ahin, jo humari zindagi ka hissa baney rehtey ahin ....... humarey bass mei na ounhein badalna hota hai na bhoolna ..... hot ahai to sirf yeh ke khamosh reh ker andar hi ander ght'tey rahein , khudh hi ansoo bahana aur khudh hi apney aap ko dilasa dena aur zindagi ke karway ghoont peetey rehna ..... ajeeb bebasi hai insan ki .......
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Bebasi
Collapse
X
-
Re: Bebasi
Originally posted by Bheegi-PalkainAsslam-o_Alikum WR WB
Insaan pata nahi itna baybas kuo ho jata hay ... kay aik kadam per zindagee khari ho ti hay aur usay choo tak nahi pata ....
Bhot umda Saima
FeamanAllah
sahi ........ bas is zindagi ko aisey hi jeena perta hai....
thnx :roseLast edited by 'SamRazi'; 8 March 2006, 13:43.sigpic
Comment
Comment