Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Is haftay ki tahreer

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Is haftay ki tahreer

    Dosto! Nasr mein aap ne bohat kuch yahan pe share kiya hai.Aap ki kawishon ko main khiraj-e-tahseen paish karti hoon.Pegham ki riwayat ko barqarar rakhtay huay yahan aik silsila shuru kar rahi hoon.Har haftay kisi aik mozu pe likhiay.Is baar chunke haftay ke darmiyan ye silsils shuru kiya hai so is ke liyay aglay week tak ka mouqa hai aap ke paas.Yeni hafta 1st May tak aap apni tahreerain yahan shamil kar saktay hain.Is haftay ka unwan hai



    INSAN

    Aap is silsilay mein apni koi bhi kawish maslan,afsana,kahani,khaka,drama,inshaa'iya waghaira pesh kar saktay hain taham koshish karain ke mukhtasir aur jam'ay tahreer ho.Agar ye silsila kamyab raha to Insha Allah nasr ki har sinf pe alag alag muqabila bhi karwaya ja sakta hai.Muqabilay ke munsifeen ka ailaan ba'ad mein kiya jaye ga.
    Last edited by zapk; 22 April 2010, 21:04.
    Mind Sciences

  • #2
    Re: Is haftay ki tahreer

    Lijiay is silsilay mein main hi ibtida kar rahi hoon.Mairi tahreer pesh-e-khidmat hai.
    Attached Files
    Mind Sciences

    Comment


    • #3
      mujhey aur nahi likhna warna mey bohot talkh ho jaoun gi ... :-$
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment


      • #4
        Re: Is haftay ki tahreer

        Thanks Z for your sharing.
        Mind Sciences

        Comment

        Working...
        X