Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Gul (Khulasa of Gul) meri phali tehrer

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Gul (Khulasa of Gul) meri phali tehrer

    [center]Aslam-e-ALikum

    Pori story ko Inpage may likhna bohat mushkil tha is liya bus pori kahani ka Khulasa lik hraha ho i hope u wil be like it :)
    Last edited by handsome; 10 March 2011, 19:09.
    http://www.genericviagra2015shop.com/

  • #2
    Re: Gul (Khulasa of Gul) meri phali tehrer

    assalam o alaikum

    aap ki storey aaj kay muashiray ki buhut acchi akkasi kerti hay.inpage typing ki mistakes hein lekin woh itni ziada nahi hein.MA SHA ALLAH aap accha likh letay hein.isay aur barhayee aur ziada say ziada likhyee, INSHA ALLAH mazeed say mazeed nikhar aye gaa.storey likhtay waqt dheyaan rakhyee keh aap bazat e khud kisi say mukhatib nahi ho rehay balkeh storey kay her kirdar mein khud ko dhaal ker dosray kirdar kay jawab mein likhyee.storey her lehaz say acchi hay aur agar pori hoti to aur ziada acchi hoti.meri teraf say buhut buhut mubarakbaad .umeed hay apni mazeed kahaniaan bhi share kerain gay ,aap ki tehaareer ka intezaar rehay ga.
    . khush rehyee.

    saarbaan
    YOU CANNOT USE A LINK OF ANY FORUM IN YOU SIGGY - ADMIN

    Comment

    • #3
      Re: Gul (Khulasa of Gul) meri phali tehrer

      Originally posted by saarbaan
      assalam o alaikum

      aap ki storey aaj kay muashiray ki buhut acchi akkasi kerti hay.inpage typing ki mistakes hein lekin woh itni ziada nahi hein.MA SHA ALLAH aap accha likh letay hein.isay aur barhayee aur ziada say ziada likhyee, INSHA ALLAH mazeed say mazeed nikhar aye gaa.storey likhtay waqt dheyaan rakhyee keh aap bazat e khud kisi say mukhatib nahi ho rehay balkeh storey kay her kirdar mein khud ko dhaal ker dosray kirdar kay jawab mein likhyee.storey her lehaz say acchi hay aur agar pori hoti to aur ziada acchi hoti.meri teraf say buhut buhut mubarakbaad .umeed hay apni mazeed kahaniaan bhi share kerain gay ,aap ki tehaareer ka intezaar rehay ga.
      . khush rehyee.

      saarbaan
      Jee bohat behter yaqeen janya to ya ik asli kahani hay plz dont ask me about more detail
      http://www.genericviagra2015shop.com/

      Comment

      • #4
        Re: Gul (Khulasa of Gul) meri phali tehrer

        Assalaam o alekum,

        aaahhhhhh!!!!! aapki yeh tehreer perh ker yeh to nahin keh saktey hum ke bahoot dilchasp tehreer hai kyoon issmien koee dilchaspi kaa saamaan nahin yeh ek talkh haqeeqat ho sakti hai aaj ke daur ki ke hum kitne jaahil hain , hum yeh bhool jaatey hain ke yeh Allaah ki maslehat kaa nateejaa hai ke ussnien humien larkaa / larki nahin diyaa , yeh sab hum insaanoon ki na shukri kaa nateejaa hai bass aur kuch nahin, humaari janib se dheroon daad qabool karien iss tehreer ke likhnien per khush rahien
        :tang: RISK IS MY BUSINESS

        DANGER IS MY GAME

        DONT PLAY WITH ME
        BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:

        Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe

        Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe

        Comment

        • #5
          Re: Gul (Khulasa of Gul) meri phali tehrer

          Originally posted by khurram_shaikh
          Assalaam o alekum,

          aaahhhhhh!!!!! aapki yeh tehreer perh ker yeh to nahin keh saktey hum ke bahoot dilchasp tehreer hai kyoon issmien koee dilchaspi kaa saamaan nahin yeh ek talkh haqeeqat ho sakti hai aaj ke daur ki ke hum kitne jaahil hain , hum yeh bhool jaatey hain ke yeh Allaah ki maslehat kaa nateejaa hai ke ussnien humien larkaa / larki nahin diyaa , yeh sab hum insaanoon ki na shukri kaa nateejaa hai bass aur kuch nahin, humaari janib se dheroon daad qabool karien iss tehreer ke likhnien per khush rahien

          :rose roserose:rose
          http://www.genericviagra2015shop.com/

          Comment

          • #6
            Re: Gul (Khulasa of Gul) meri phali tehrer

            zindagi ki aik bauhat hi talkh hakeekat hai ye jisai aap nai bayaan kiya hai na hamara mashra sudhar sakta hai aur nahi ye umeed hai ke ye sudhrai ga hamari society man made hai jahan kai rules hum apni marzi sai banatai hain aur tortai hain afsoos to is baat ka hai kai rishtai bhi hum dau par laga daitai hain aur baad mein pachtawai kai siwa kuch bhi hath nahi ata ....achi kahani likhi hia aap nai :rose

            Comment

            • #7

              Originally posted by muskaan

              :rose :rose :rose
              http://www.genericviagra2015shop.com/

              Comment

              • #8
                Re: Gul (Khulasa of Gul) meri phali tehrer

                Originally posted by handsome
                :rose :rose :rose
                :rose :rose

                Comment

                • #9
                  Re: Gul (Khulasa of Gul) meri phali tehrer

                  hummmmm really nice one

                  Comment

                  Working...
                  X