Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

**Kalim Nigaar** The Writter By Bheegi..

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • **Kalim Nigaar** The Writter By Bheegi..

    Assalam-o-Alikum WR WB

    Pegham ky memebers aur Pegham ki Team ko BP ki Traf sey bhot bhot Assalam-o-Alikum WR WB ,

    Ajj Saturday 06 Januray 2006 hay .... aaj main jo Tahreer ... apni paish kar rha hu ... wo shayd itni aham na ho .... na hi shayd us main kuch itna khas ho ..... per mery liya ... ya bhot important hay .... kuo hy kis liya hay ... is ka main kuch bhi byaan nahi kar sakta .... but is Tahreer ko jis trha may ny likha ... wo feelings mery lhaaz say to still baki hi hy ... but Kosish ki ....

    Is Tahreer per kuch bhot si yaadain wabasta hay ...... jasy ... agr ya tahreer sach ho jay ... to mujhy sukoon milay . per is Tahreer per sab sey ziyada kaaam , aur sab sey ziayda mahnat aik shaks nay ki hy ... main nay to just likha tha .... wo bhi kitni mistakes ky saath likha ho ga ya ... wo shaks jaanta hy jis nay is ko urdu inpage main convert kya ....per is tahreer per bhot sey logo ny apni mahnat ki ..... aur un sab main sey sab sey pahala naam Aanchal ka hay ..... ji Aanchal ! inko mai nay aik musibat main daal diya tha .... bechari achi khasi Poetry ko compose krti thi .... per may nay hi un sey panga ly liya .... aur mujhy khushi is baat ki hay kay Aanchal nay ... bari himat ky saath na chatay hui bhi meri is tahreer ko compose karny ki haami bhari ..... Aanchal ji sey 1 baar guftgooo bhi hui isi Tahreer per ..... aur shayd un ko andaza hua ho ga kay aik to BP Pagal hay dosra ya kay is ky liya ya bhot important rakhti hay .....

    Aanchal .... main aap ka bhot tah dil sey shukriya ada karta hu .... bhot hi dil ki ghariyo sey .... aap nay mujh per ya jo karam aur aanayat ki hay INSHALAH is ko hamesha yaad rakhu ga ..... Mein jaanta hu kay aap ny bhot mahnat ki hy ... khas kar images per ... aur main jaanta hu ky shayd aap ko uljhan bhi hui ho ... per Anchal aap nay jo zimdaree puri kar di us ka bhot shukrya ... balkay shukrya bhi nhi ... shukrya sey shayd ahmiyat khi kum na ho jay to isi liya ya mery liya aap per aik karam rha hy ...in ky saath aap ky jo dosto ny help ki jin ko main jaanta nhi unko bhi meri traf sey bhot THX kay unhoo nay aik anjaan ky liya apna kimti waqt diya ....

    Dear memebrs . main ya apni Tahreer dil ki khushi ki saath ... Miss. Aanchal ko jo kay sab ky liya ankho ka tara bhi hy ... un ko delicate karta hu .... aur aap sab sey guzarish hay kay please Aanchal ki mahnat ko dil ki ghariyo sey aur bhot chaat ky saath nawaziya .

    Thx Aanchal :)

    FeamanAllah
    Bheegi-Palkain
    9:47 Am
    Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
    Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga



  • #2
    Re: **Kalim Nigaar** The Writter By Bheegi..

    :rose
    Attached Files
    Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
    Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga


    Comment


    • #3
      Re: **Kalim Nigaar** The Writter By Bheegi..

      :rose
      Attached Files
      Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
      Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga


      Comment


      • #4
        Re: **Kalim Nigaar** The Writter By Bheegi..

        :rose

        is last post ky saath yahi kho ga kay Plz Aanchal ki mahnat aur un ky dost ki mahnat ko zaroor saraha jay

        Shukrya
        BP
        Attached Files
        Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
        Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga


        Comment


        • #5
          Re: **Kalim Nigaar** The Writter By Bheegi..

          Filhal printout le leta hoon, fursta mein padh ke comment doonga

          Waise Aanchal ka kya kahna, she is The Great
          Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
          Hamarey naam ka patthar zaroor milega

          Comment


          • #6
            Re: **Kalim Nigaar** The Writter By Bheegi..

            Bohat hi achi aur dil ko chu lenay wali tehreer likhi hai BP :)

            Comment


            • #7
              Re: **Kalim Nigaar** The Writter By Bheegi..

              Aik bouhat hi dil hila deney wali tehreer parhi hay jis say aankhain bouhat namm ho gai hain..zinda lafz yun hi apni giraft main lay letey hain..is main koi shak nahi k roman urdu main likhi hui tehreer main woh baat nahi aati jo k urdu tehreer ko urdu main hi read kartay waqt mehsoos hoti hay..Aanchal ji nay is tehreer ko itna umda compose kar k paish kiya hay k tehreer ka roop mazeed sanwar gaya hay...mujhay yeh tehreer aur is ki composing bouhat pasand aai hay..bila shuba Bheegi Palkein ji aap bouhat umda writer hain aur Khuda daad salahiyat rakhtay hain :masha
              Aanchal ji nay jis tarha tehreer ki munasibat say black aur white main is ko compose kiya hay bouhat umda lag raha hay..:thmbup: :)
              :roseENIGMA:rose

              Comment


              • #8
                Re: **Kalim Nigaar** The Writter By Bheegi..

                Originally posted by Spy009
                Filhal printout le leta hoon, fursta mein padh ke comment doonga

                Waise Aanchal ka kya kahna, she is The Great
                Asslam-o-Alikum WR WB

                Ji sure print out zaroor lijya per meri bhi yahi Guzarish hay kay Fursat aur sukoon main hi parhya ga :)

                FeamanAllah
                Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
                Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga


                Comment


                • #9
                  Re: **Kalim Nigaar** The Writter By Bheegi..

                  Originally posted by jums
                  Bohat hi achi aur dil ko chu lenay wali tehreer likhi hai BP :)
                  Assalm-o-ALikum WR WB

                  Bhot shukriya Jums kay aap nay time nikala aur parha .... achi ho ya buri ya to mery liya IMP nahi but aap ka kimti waqt mery liya IMP hay jo aap nay diya

                  Shukriya

                  FeamanAllah
                  Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
                  Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga


                  Comment


                  • #10
                    Re: **Kalim Nigaar** The Writter By Bheegi..

                    Originally posted by hayaa_n
                    Aik bouhat hi dil hila deney wali tehreer parhi hay jis say aankhain bouhat namm ho gai hain..zinda lafz yun hi apni giraft main lay letey hain..is main koi shak nahi k roman urdu main likhi hui tehreer main woh baat nahi aati jo k urdu tehreer ko urdu main hi read kartay waqt mehsoos hoti hay..Aanchal ji nay is tehreer ko itna umda compose kar k paish kiya hay k tehreer ka roop mazeed sanwar gaya hay...mujhay yeh tehreer aur is ki composing bouhat pasand aai hay..bila shuba Bheegi Palkein ji aap bouhat umda writer hain aur Khuda daad salahiyat rakhtay hain :masha
                    Aanchal ji nay jis tarha tehreer ki munasibat say black aur white main is ko compose kiya hay bouhat umda lag raha hay..:thmbup: :)
                    Assalam-o-Alikum WR WB

                    Hayaa! ......aap mein mujhy aik baat bhot umda lagti hay .... jis ki tareef karna main chonga ... wo y akay aap kisi bhi shaks ki chay wo main hu ya koi aur us ki hosla afzai bhot achy andaz main karti hay ..... ya huner bhi kisi kisi ko ata hay .... Alllah aap ko khush rakhy Ameen ,

                    Dosri traf baat rahi Aanchal ki .... to no doubt Aanchal nay bhot umda kaam kya hay ..... wo Talented hay ya main janta tha jabhi ya un ko sonmpa ... per mujhy ya andaza nahi tha kay meri socha ur meri nazar ko wo is trha utaar dey gi ... Really Aanchal u did a Good Job ... isi liya ya Tahreer aap ko dedicate ki hy ...

                    Haya ! .... aap nay tareef ky andaz main ya kha kay koi shak nahi kay main aik Azeem Writter hu .... ya aap ki muhbat aur chaat hay ky aap nay itny pyary lafzo sey nawaza ... per ab tak main bhot adhora hu ... aap sey aur her shaks sey ya request hy meri .,... kay kabhi bhi kisi ghalt baat per ya kisi ghalt jumlay per mujhy daad na dijya ga ... kuo kay aik ghalat daad hamesha phir mujhy Ghalt hi likhny per majboor karay gi ... aap sab ka mashwara . aap sab ki ray mery liya bhot important hay ...

                    Thx Haya ... kay aap nay apna kimti waqt is nacheez ko diya .

                    FeamanAllah
                    Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
                    Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga


                    Comment


                    • #11
                      Re: **Kalim Nigaar** The Writter By Bheegi..

                      Salam

                      As I told yesterday, maine printout le ke fursat mein padha, padhney ke baad comment yeh nikla ke story concept se kahin zyadah CREDIT inpage mein dhalney waley ko jata hai
                      Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                      Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                      Comment


                      • #12
                        Re: **Kalim Nigaar** The Writter By Bheegi..

                        :masha :rose buht achaa tahreer hai BP ji .. pher kar buht acha laga:thmbup:
                        u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                        :pr:

                        Comment


                        • #13
                          Re: **Kalim Nigaar** The Writter By Bheegi..

                          Kahani jesi lagi mujhey to .. Its nice... abhi the end tak nahen pohanchi hoon... jitni pari achi lagi... inshaAllah... fir aa ke baaqi parhoon gi... khush rahye likhtey rahye...
                          Visit My Early PS Work
                          You Are Welcome To Comment

                          Comment


                          • #14
                            Re: **Kalim Nigaar** The Writter By Bheegi..

                            Originally posted by Bheegi-Palkain
                            Assalam-o-Alikum WR WB

                            Hayaa! ......aap mein mujhy aik baat bhot umda lagti hay .... jis ki tareef karna main chonga ... wo y akay aap kisi bhi shaks ki chay wo main hu ya koi aur us ki hosla afzai bhot achy andaz main karti hay ..... ya huner bhi kisi kisi ko ata hay .... Alllah aap ko khush rakhy Ameen ,

                            Dosri traf baat rahi Aanchal ki .... to no doubt Aanchal nay bhot umda kaam kya hay ..... wo Talented hay ya main janta tha jabhi ya un ko sonmpa ... per mujhy ya andaza nahi tha kay meri socha ur meri nazar ko wo is trha utaar dey gi ... Really Aanchal u did a Good Job ... isi liya ya Tahreer aap ko dedicate ki hy ...

                            Haya ! .... aap nay tareef ky andaz main ya kha kay koi shak nahi kay main aik Azeem Writter hu .... ya aap ki muhbat aur chaat hay ky aap nay itny pyary lafzo sey nawaza ... per ab tak main bhot adhora hu ... aap sey aur her shaks sey ya request hy meri .,... kay kabhi bhi kisi ghalt baat per ya kisi ghalt jumlay per mujhy daad na dijya ga ... kuo kay aik ghalat daad hamesha phir mujhy Ghalt hi likhny per majboor karay gi ... aap sab ka mashwara . aap sab ki ray mery liya bhot important hay ...

                            Thx Haya ... kay aap nay apna kimti waqt is nacheez ko diya .

                            FeamanAllah
                            Assalam.o.Aleikum
                            :jazak: :) Aap k pur'khuloos lafzon k liye shukar guzaar hun but aik baat ki wazahat karna chahun gi.. main nay aap ko "Azeem Writer" qaraar nahi diya aur na yeh lafz use kiya hay main nay likha hay k..
                            "bila shuba Bheegi Palkein ji aap bouhat umda writer hain aur Khuda daad salahiyat rakhtay hain :masha"
                            Mairay liye Lafz Azeem bouhat hi Azeem hay aur main yeh use nahi karti hun..bouhat khas mowqo'n par use karti hun..
                            Aap kay itnay umda reply k liye shukar guzaar hun.bouhat khush rahiye.Aameen.:)
                            :roseENIGMA:rose

                            Comment


                            • #15
                              Re: **Kalim Nigaar** The Writter By Bheegi..

                              Originally posted by hayaa_n
                              Assalam.o.Aleikum
                              :jazak: :) Aap k pur'khuloos lafzon k liye shukar guzaar hun but aik baat ki wazahat karna chahun gi.. main nay aap ko "Azeem Writer" qaraar nahi diya aur na yeh lafz use kiya hay main nay likha hay k..
                              "bila shuba Bheegi Palkein ji aap bouhat umda writer hain aur Khuda daad salahiyat rakhtay hain :masha"
                              Mairay liye Lafz Azeem bouhat hi Azeem hay aur main yeh use nahi karti hun..bouhat khas mowqo'n par use karti hun..
                              Aap kay itnay umda reply k liye shukar guzaar hun.bouhat khush rahiye.Aameen.:)
                              Assalam-o-ALikum WR WB

                              Hayan ji ... bhot bhot shukrya kay aap nay Reply kya ..... aap nay shai kha Azeem to kisii kisi ky liya hi kha jaata hay aur sab say Azeem to wo Zaat hay jis kay qazbaty main hamarai jaan hay ... sorry mujhy paarhnay main mistake ho gai thi ..... main apnay alfaz wapis layta hu ....

                              Allah aap ko is ka ajar dey jo aap ny meri ghalti ko pakra

                              Eid mubrak aap ko aur aap kji whole family ko

                              FeamanAllah
                              Bheegi Palkain
                              Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
                              Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga


                              Comment

                              Working...
                              X