Roshan Hayaat
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Roshan Hayaat
Collapse
X
-
Re: Roshan Hayaat
Assalaam-0-Alaikom:rose
Gul ...tehreer tu piyaari hai....lakin woh tip bhi bataiye naa ...keh kaisay seekha hai andhairoon main jeena.......
khud hi himmat karni chahiye i know....aur is kay ilaawa...kia karain.....
Comment
-
Re: Roshan Hayaat
Originally posted by Rida View PostAssalaam-0-Alaikom:rose
Gul ...tehreer tu piyaari hai....lakin woh tip bhi bataiye naa ...keh kaisay seekha hai andhairoon main jeena.......
khud hi himmat karni chahiye i know....aur is kay ilaawa...kia karain.....
perhney key liye shukrya:rose
Tips:- : )
Zindagi sirf aap ki hai ---is mey jitney massley hein-jitney andhereey hein-jitni talkhiyan hein-jitni pareyshaniyan hein- jitni rukawatein hein- jitni nakamiyan hein- in sab ko sirf aap ney hal kerna hai kyun key ye sirf aap ki zaat sey wabasta hein dont expect aynthing from anyone not even from your loved ones
masslon ko bhi aap ney hal kerna hai- andheyron ko roshni mey bhi aap ney badalna hai- talkhiyan aur pareyshaniyan bhi aap ney hi khatam kerni hain- rukwaton ko bhi aap ney hi suljhana hai - aur Nakamiyon ko bhi aap ney hi Kaamyabiyon mey badalna hai
inshALlah
aur ye sab bohot asaan hai -- Apney aap per yaqeen aur apney Rab per yaqeen---
is line key ilawa aap ki zindagi mey kuch nahi hai
aur bas : )" Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
Comment
-
Re: Roshan Hayaat
very true......mairay saath university mein aisa howa tha....jab mairi tamam frnds kahin aur thien... aur main kisi aur jaga............................. tab hi seekha tha...."i have to live on my own"
:roseLast edited by *Rida*; 24 January 2007, 08:47.
Comment
-
Re: Roshan Hayaat
Originally posted by Rida View Postvery true......mairay saath university mein aisa howa tha....jab mairi tamam frnds kahin aur thien... aur main kisi aur jaga............................. tab hi seekha tha...."i have to live on my own"
:rose" Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
Comment
-
Re: Roshan Hayaat
es main aap ny likha hay k aap ny jeena sekh lia hay
yeh post ghaliban aap ny aik saal pehly lagai thee aur shaid kuch month es per likhi hugi matlab k aik saal sy ziyada arsa hugia hay.....
to pehly yeh batain k aap ny kis ko roshani dee hay?
aur aap ny khudh yeh inspiration kis sy lee thee?
Os wakat aap ko yeh ehsaas tha jo aap kee himat aap ko dy raha tha
kia etny arsa k bad wo abi aik ehsaas hee hay ya k wo yakeen main badal gia hay...
aur aya jo loag aap sy jeena sekhy gy.....wo loag kia koi special hungy ya koi bee aap sy himmat ly sakta hay..?
Comment
-
Re: Roshan Hayaat
Originally posted by Khalil View Postes main aap ny likha hay k aap ny jeena sekh lia hay
yeh post ghaliban aap ny aik saal pehly lagai thee aur shaid kuch month es per likhi hugi matlab k aik saal sy ziyada arsa hugia hay.....
to pehly yeh batain k aap ny kis ko roshani dee hay?
aur aap ny khudh yeh inspiration kis sy lee thee?
Os wakat aap ko yeh ehsaas tha jo aap kee himat aap ko dy raha tha
kia etny arsa k bad wo abi aik ehsaas hee hay ya k wo yakeen main badal gia hay...
aur aya jo loag aap sy jeena sekhy gy.....wo loag kia koi special hungy ya koi bee aap sy himmat ly sakta hay..?" Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
Comment
Comment