Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aik kahani

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Aik kahani

    I think I should better start writing again ... aur ye apney aap ko "back on writing track" per laaney k liye aik choti si koshish...

    Teen satoor per mushtamil aik mukhtasir si kahani
    Attached Files
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

  • #2
    Re: Aik kahani

    Wah bohat khoob.... aap zaroor likhain kiyonki waqayi chand lafzoon main poori daastan-e-zindagi bayan karna kisi mamooli insaan kay bas ki baat nahin... iss kay liye lafzoon ka intikhaab aur fikri soch ka mayar bohat aala hona chayeh jo aap kay inn chand lafzoon main bakhoobhi nazar aata hay...

    Zindagi beetaanay ka itna khoobsurat masraf main nay aaj tak nahin paRha... ek raat aur din per mushtamil aap ki zindagi ka safar waqayi har dil ki awaaz lagta hay, shaaeri naam hi isi ka hay kay jab koi paRhay tou ussay aisa lagay kay woh apnay aap say guftagoo kar raha hay aur har ek lafz us ki apni aap beti ho jo kisi aur kay zehan say iss screen per muntaqil ho gayi...

    Keep sharing and Khush rahyeh :)
    sigpic

    Comment


    • #3
      Re: Aik kahani

      tu achi beet rahi hai hai .:).. ALLAH TALA her maidan mein kamyaabi say hamkinaar karay ...AMEEN
      For New Designers
      وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

      Comment


      • #4
        Re: Aik kahani

        Originally posted by thefire1 View Post
        Wah bohat khoob.... aap zaroor likhain kiyonki waqayi chand lafzoon main poori daastan-e-zindagi bayan karna kisi mamooli insaan kay bas ki baat nahin... iss kay liye lafzoon ka intikhaab aur fikri soch ka mayar bohat aala hona chayeh jo aap kay inn chand lafzoon main bakhoobhi nazar aata hay...

        Zindagi beetaanay ka itna khoobsurat masraf main nay aaj tak nahin paRha... ek raat aur din per mushtamil aap ki zindagi ka safar waqayi har dil ki awaaz lagta hay, shaaeri naam hi isi ka hay kay jab koi paRhay tou ussay aisa lagay kay woh apnay aap say guftagoo kar raha hay aur har ek lafz us ki apni aap beti ho jo kisi aur kay zehan say iss screen per muntaqil ho gayi...

        Keep sharing and Khush rahyeh :)
        thank you for your precious words bro.
        much appreciated :-)
        Originally posted by *Rida* View Post
        tu achi beet rahi hai hai .:).. ALLAH TALA her maidan mein kamyaabi say hamkinaar karay ...AMEEN
        shukran Rida :rose
        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

        Comment


        • #5
          Re: Aik kahani

          Bahot khoob sister nice
          keep it up
          sigpic

          Comment


          • #6
            Re: Aik kahani

            Assalam o Alaikum wr wb..

            Bohat shukria kay aap ne itnay khobsoorat ahsasat hum se share karay...
            Likhti rahain........
            Khush rahain...


            میرے الفاظ ہی پردہ ہیں میرے چہرے کا


            میں ہوں خاموش جہاں ، مجھ کو وہاں سے سنئیے

            Comment


            • #7
              Re: Aik kahani

              Originally posted by Z. View Post
              I think I should better start writing again ... aur ye apney aap ko "back on writing track" per laaney k liye aik choti si koshish...

              Teen satoor per mushtamil aik mukhtasir si kahani
              Shabash!!

              kuch bhi na kaha, kuch keh bhi gaiy, kuch kehtay kehtay reh bhi gaiy
              That's Enough...!!

              Comment


              • #8
                Re: Aik kahani

                deer shukali khori
                u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                :pr:

                Comment

                Working...
                X