Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Waqat........Dec 2005

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Waqat........Dec 2005

    assalamalikum

    is month main ham nay ab tak nai kahanai ka aghaaz nahi kia ...masood zara busy hain na :D....to main is month key leye aap ko aik mozoo daiti houn or aap us pay apni tehreer likhaye ....:)
    polling kay zarye best tehreer ka fasila hoo ga ....:rose


    hamara is mahanay ka mozoo hai

    Waqat


    last date ...31 dec hai :rose
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔


  • #2
    Re: Waqat........Dec 2005

    tasweer kahan hai Aanchal :D
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

    Comment


    • #3
      Re: Waqat........Dec 2005

      Originally posted by barg.e.gul
      tasweer kahan hai Aanchal :D
      tasweer leenay ki kushish ki the lekan waqat aik jaga rukta to laiti na woh to bhagta hi chala jata hai :donno:
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment


      • #4
        Re: Waqat........Dec 2005

        Originally posted by Aanchal
        tasweer leenay ki kushish ki the lekan waqat aik jaga rukta to laiti na woh to bhagta hi chala jata hai :donno:
        koi baat nahi, hum baghair tasweer key tehreer likh leytey hein ;)
        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

        Comment


        • #5
          Re: Waqat........Dec 2005

          Waqt ......... wil try :)
          sigpic

          Comment


          • #6
            Re: Waqat........Dec 2005

            Yeh lijiyeh "waqt" ke liyeh Image :p
            Attached Files
            sigpic

            Comment


            • #7
              Re: Waqat........Dec 2005

              Originally posted by Saima Shaheen
              Yeh lijiyeh "waqt" ke liyeh Image :p
              heheh thanxx chaloo waqat a gia gul key leye :khi:

              yeh yeh na likhna shuru karain daian ..
              yeh aik peeli ghari hai
              12 pay khari hai
              .....
              :lol
              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

              Comment


              • #8
                Re: Waqat........Dec 2005

                AsaLaMu ALaikum :rose

                Phele bar kisi Muqabley main hissa le rahe hon...jeetna ka shok nahi hia...bus aise he dil chaha ke shayad main bhi waqt per kuch likh sakti hon...So Likh deya :rose



                Baz oqat waqt or halat hamain aise rahon per le aatay hein..jahan hum chalna to nahi chahte...per chalna hamari majboori hota hai.. waqt beet jaata hai...Yaadein reh jate hain....hamesha se yehe hota aya hia...or najane kab tak aisa he hota rahe ga...waqt kabhi bhi kisi ke liye rukta he nahi hai...chalta he rehta hai...jaise koi pahya laga howa ho...aksur beeta howa kal...beete hue baatain...beete howa waqt..nazron ke samne chalne lagta hai...sochon main dobey hum in lamho ko apne andar tak mehsos karte hain...Kabhi aisa tha ke yeh sub pul hamare the...leken waqt ki dori ....sub kuch he juda juda kardete hai...apne buzargo se yehe sunte aye hain ke waqt ke sath chalna sekho...werna peche reh jao gai...ab najane hum waqt ke sath chal rahe hian ya nahi...yeh tu hamain apna mahasba karnay per he pata chale ga ke hum waqt ke sath chal rahe hian ya abhi bhi iss koshish main hain ke waqt hamare sath challay...!

                ~Main tu samjha tha ke lout atey hain janey waley
                tu ney jaker tu judai meri qismat karde...~

                Comment


                • #9
                  Re: Waqat........Dec 2005

                  Umm bohaaat achaa likha hai aap ny naz :rose
                  Mai bhe likhte hon ..zara papers khatam ho jayey .. :D:

                  Comment


                  • #10
                    Re: Waqat........Dec 2005

                    buhat acha likha hai naz :thmbup: or larki ham intazaar karain gay :rose
                    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                    Comment


                    • #11
                      Re: Waqat........Dec 2005

                      Buhut khoob Naz :thmbup:


                      Me ko ne bhi likha hai abhi half, time hi nahi mil raha complete kerne ka :(
                      sigpic

                      Comment


                      • #12
                        Re: Waqat........Dec 2005

                        Originally posted by naz
                        AsaLaMu ALaikum :rose

                        Phele bar kisi Muqabley main hissa le rahe hon...jeetna ka shok nahi hia...bus aise he dil chaha ke shayad main bhi waqt per kuch likh sakti hon...So Likh deya :rose



                        Baz oqat waqt or halat hamain aise rahon per le aatay hein..jahan hum chalna to nahi chahte...per chalna hamari majboori hota hai.. waqt beet jaata hai...Yaadein reh jate hain....hamesha se yehe hota aya hia...or najane kab tak aisa he hota rahe ga...waqt kabhi bhi kisi ke liye rukta he nahi hai...chalta he rehta hai...jaise koi pahya laga howa ho...aksur beeta howa kal...beete hue baatain...beete howa waqt..nazron ke samne chalne lagta hai...sochon main dobey hum in lamho ko apne andar tak mehsos karte hain...Kabhi aisa tha ke yeh sub pul hamare the...leken waqt ki dori ....sub kuch he juda juda kardete hai...apne buzargo se yehe sunte aye hain ke waqt ke sath chalna sekho...werna peche reh jao gai...ab najane hum waqt ke sath chal rahe hian ya nahi...yeh tu hamain apna mahasba karnay per he pata chale ga ke hum waqt ke sath chal rahe hian ya abhi bhi iss koshish main hain ke waqt hamare sath challay...!
                        hmmm very nice nazo :eye:

                        Comment


                        • #13
                          Re: Waqat........Dec 2005

                          Assalam.o.Alekum
                          Main kisi bhi polling thread main hissa nahi lena chahti is liye apni post hata rahi hun..aap sab k liye Dua go rahun gi.Allah kamiyabi naseeb karay Aameen. :)
                          Last edited by hayaa_n; 5 January 2006, 03:43.
                          :roseENIGMA:rose

                          Comment


                          • #14
                            Re: Waqat........Dec 2005

                            Very Good Hayaa_n :thmbup:
                            sigpic

                            Comment


                            • #15
                              Re: Waqat........Dec 2005

                              Me apney PC per nahi hoo in dino, werna Inpage main kerne ki koshish kerti. Me ne thori bongi mari hai parh lijiyeh ga



                              Saima Shaheen
                              Last edited by 'SamRazi'; 22 December 2005, 09:16.
                              sigpic

                              Comment

                              Working...
                              X