Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

KHOOBSURATI KA PUJAARI (mera naya afsana)

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • KHOOBSURATI KA PUJAARI (mera naya afsana)

    Salam ahl-e-bazm!

    Pehle afsane ki pazeraayi ke baad himmat ho gayi ek aur afsana likhne ki aam zubaan mein...ummeed hai ye wala bhi pasand aayega...aapki aara ka intizaar rahega...ummeed hai hausla afzaayi farmaayenge..shukriya!:rose


    P.S:main Wasi jee ka shukriya ada karna chahungi jinhone mere afsaane ko urdu mein type kiya hai.
    Attached Files
    Last edited by shummu; 21 June 2008, 09:20.

  • #2
    Re: KHOOBSURATI KA PUJAARI (mera naya afsana)

    cont...
    Attached Files

    Comment


    • #3
      Re: KHOOBSURATI KA PUJAARI (mera naya afsana)

      buht acha likha hai shammu...lakin kuh kami si hai....yeh anjaam kuch adhora dhora mehssos ho raha hai....
      For New Designers
      وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

      Comment


      • #4
        Re: KHOOBSURATI KA PUJAARI (mera naya afsana)

        thanx rida for liking my story... han main jaanboojh ke ending aisi hi rakhti hun..kuch readers pe chorhti hun ke woh sochte rahein ke aage kya hua :)

        Comment


        • #5
          Re: KHOOBSURATI KA PUJAARI (mera naya afsana)

          Wowwwwwwwwww...

          Bohut Acha Likh App nNe :)

          Lekin END Pakistani Films Jesa Kerdia :D

          Thanx....

          Reputation Added :)

          Comment


          • #6
            Re: KHOOBSURATI KA PUJAARI (mera naya afsana)

            thank u so very much...taareef ke liye bhi aur reputation ke liye bhi..I'm really honoured :salam:

            maine to aaj tak koi pakistani film nahi dekhi..han indian filmein dekhti hun hehehe :lpop:

            btw aap male hain ya female... sorry mujhe pata nahi hai isliye asking :embarasse

            Comment


            • #7
              Re: KHOOBSURATI KA PUJAARI (mera naya afsana)

              Bahot khoobsurat Afsana likha hai aap ne
              mujhe to bahot achha laga end aap ne story k hisaab se sahi likha hai
              mujhe to aap ka ye afsana really bahot pasand aaya
              likhti rahen
              khush Rahen
              sigpic

              Comment


              • #8
                Re: KHOOBSURATI KA PUJAARI (mera naya afsana)

                :alhamd:
                Originally posted by WASI ANJUM View Post
                Bahot khoobsurat Afsana likha hai aap ne
                mujhe to bahot achha laga end aap ne story k hisaab se sahi likha hai
                mujhe to aap ka ye afsana really bahot pasand aaya
                likhti rahen
                khush Rahen
                bahut bahut shukriya wasi jee jo meri adna si koshish aapko pasand aayi...duaa kijiyega ke aayenda aur behtar likh sakoon...:rose


                thanx for the reputation:salam:
                Last edited by shummu; 22 June 2008, 17:27.

                Comment


                • #9
                  Re: KHOOBSURATI KA PUJAARI (mera naya afsana)

                  Originally posted by shummu View Post
                  thank u so very much...taareef ke liye bhi aur reputation ke liye bhi..I'm really honoured :salam:

                  maine to aaj tak koi pakistani film nahi dekhi..han indian filmein dekhti hun hehehe :lpop:

                  btw aap male hain ya female... sorry mujhe pata nahi hai isliye asking :embarasse
                  Your Welcome.... Acha Kaam Tha Reputation lena Aap Ka Right tha na :)

                  Lekin Style To Aap Ka Pakistani Films jesa he tha na....Bohut Jald App Film producer ban jaeen gien.. :) Ager Esse He Likhte Rehien... :):khi:

                  I am Male (Wese Kio Poocha ??)

                  Comment


                  • #10
                    Re: KHOOBSURATI KA PUJAARI (mera naya afsana)

                    woh mukhatib karne ke liye poocha..socha kahin ghalti na ho jaaye..main apako female samjh rahi thi..achcha hua ab pata chal gaya u r a male :)

                    Comment


                    • #11
                      Re: KHOOBSURATI KA PUJAARI (mera naya afsana)

                      Nice story shummu dear ,
                      mujhay nahi pata tha aap poetry k sath sath
                      nasar b achi likh leyti hein ...
                      nice work..!
                      Share karti rahiyay ...!:)

                      Comment


                      • #12
                        Re: KHOOBSURATI KA PUJAARI (mera naya afsana)

                        bout acha afsana likha hai app ne
                        Bilal

                        Comment


                        • #13
                          Re: KHOOBSURATI KA PUJAARI (mera naya afsana)

                          Originally posted by Gul View Post
                          Nice story shummu dear ,
                          mujhay nahi pata tha aap poetry k sath sath
                          nasar b achi likh leyti hein ...
                          nice work..!
                          Share karti rahiyay ...!:)
                          thank u so much Gul sis..aap khud ek achchi writer hain aur aap ki jaanib se daad paa kar bahut khushi hui...:) main nasr ke maidaan pe wasi jee ki badaulat hi aayi hun...unhone hi mujhe encourage kiya tha likhne ke liye...pehla afsana maine yahin ke muqaable ke liye likha tha 'bewafa kaun' shayad apane dekha ho... kaafi pazeraayi mili to uske baad himmat karke ye wali story likhi hai... ummeed hai aayend abhi yuhin hausla afzaayi farmaati rahengi....thanx :rose

                          Comment


                          • #14
                            Re: KHOOBSURATI KA PUJAARI (mera naya afsana)

                            Originally posted by coolbilal View Post
                            bout acha afsana likha hai app ne
                            Bilal
                            bahut shukriya bilal jee.. :salam:

                            Comment


                            • #15
                              Re: KHOOBSURATI KA PUJAARI (mera naya afsana)

                              Walekam-Aslam
                              bohat he khubsurat likha hia janab
                              parh ker bohat acha laga
                              story aise he honi chaiyey, jis mein reader khud ko us jagah per mehsoos karay
                              kabhi kabhi adhori kahaniyan achi hoti hein:phool:

                              Comment

                              Working...
                              X