Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

eik choti si guzarish hai

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • eik choti si guzarish hai

    nasri adab mein bahut achay likhnay walain hain jo bahut acha aur bahut umda likhtay hain.... lakin her eik jo bhi likhta hai yahab vo sad writing or dukhi kahani likhta hai .... mein kahna yeh chahta hoon k aap log mazahiya adab kyun nahi create karte...... hamari life mein pehlay bahut gum hain ulta aap logon ki tahreer bhi ghamgeen parte hain tu aur dukhi hojatey hain..... :) yahan tu aisa lagta hai jo hamari life mein sirf muhabbat , judai, sittam zarfi, aansoo aur dukh he rah gaye hain..... plz aap log thora mazah per tabbah aazmai karein..... warna mein aap logon poetry aur adab nahi parhon ga......
    aur last but not least eik aur guzarish k jab bhi aap voting karni ho tu plz through pm sub members ko agaah karein..... aur yeh is forum ki mod ki responsibility hai.....
    Last edited by raafi; 4 February 2008, 06:19.

  • #2
    Re: eik choti si guzarish hai

    i totally agree with U Raafi
    waqai PG ke writers ko Mezah main bhi tabah azmai karni chahiye
    :)
    waiting..........

    Comment


    • #3
      Re: eik choti si guzarish hai

      aaray app muje parooo...........

      I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani


      Comment


      • #4
        Re: eik choti si guzarish hai

        totaly agree reputated post...

        Comment

        Working...
        X