Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~Muqabla Barye Maah-e-February 2008~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: ~Muqabla Barye Maah-e-February 2008~

    wasi aur ehsas.. bohot umdah tehreerain aap ki

    Comment


    • #32
      Re: ~Muqabla Barye Maah-e-February 2008~

      Bahoot bahoot shukriya Hashim Raza sahib
      sigpic

      Comment


      • #33
        Re: ~Muqabla Barye Maah-e-February 2008~

        Originally posted by Masood View Post
        Mera dost kaun hai? :cc: kiskey naam likhoon? :cc: :p
        Salaam.

        "Dostoon ki kami nahi Masood bhai
        Ek dhoondo hazaar miltay hain"

        ji kisi ko bhi likh saktay hain aap.:)
        Last edited by Rosy; 11 February 2008, 07:33.

        Comment


        • #34
          Re: ~Muqabla Barye Maah-e-February 2008~

          accah muqabila hai my bhi kuch likhnay ki koshish kar ti hoon.
          par mujhay urdu main likhna nahi aata english main likh sakti hoon kiya?

          Comment


          • #35
            Re: ~Muqabla Barye Maah-e-February 2008~

            [quote=WASI ANJUM;651045]shukriya pasand karnay ka Pakiza:rose
            abhi dekhen kis kis k khat aatay hain :)[/quot]

            aap tu sab say phaly khat likhay hain. lagta hai bahut dukhi ho.
            Last edited by Rosy; 9 February 2008, 11:39.

            Comment


            • #36
              Re: ~Muqabla Barye Maah-e-February 2008~

              Originally posted by Masood View Post
              Mera dost kaun hai? :cc: kiskey naam likhoon? :cc: :p

              Me key

              ~Main tu samjha tha ke lout atey hain janey waley
              tu ney jaker tu judai meri qismat karde...~

              Comment


              • #37
                Re: ~Muqabla Barye Maah-e-February 2008~

                hmmmmm Topic Acha Hai Muje b sharing kerni chaye......

                Comment


                • #38
                  Re: ~Muqabla Barye Maah-e-February 2008~

                  [quote=Rosy;655915]
                  Originally posted by WASI ANJUM View Post
                  shukriya pasand karnay ka Pakiza:rose
                  abhi dekhen kis kis k khat aatay hain :)[/quot]

                  aap tu sab say phaly khat likhay hain. lagta hai bahut dukhi ho.
                  Kisi ki tehreeron se us k dukh ka andaza nahi lagya ja sakta
                  kinare per khare ho kar gehrai ka andaza laga rahi hain aap :)
                  sigpic

                  Comment


                  • #39
                    Re: ~Muqabla Barye Maah-e-February 2008~

                    Buhat achay peghaamat likhay Wasi aur Ahsas Aap nay ..:)
                    All The best DearZ

                    Comment


                    • #40
                      Re: ~Muqabla Barye Maah-e-February 2008~

                      bahut acchi tahreerain hain anjum aur Ahsaas ji k
                      apnay khayaalat ko alfaaz main acchi tarha dhala hai.
                      very nice.
                      Last edited by Rosy; 10 February 2008, 08:58.

                      Comment


                      • #41
                        Re: ~Muqabla Barye Maah-e-February 2008~

                        Originally posted by Gul View Post
                        Buhat achay peghaamat likhay Wasi aur Ahsas Aap nay ..:)
                        All The best DearZ
                        Bahoot bahoot shukriya Gul :rose
                        sigpic

                        Comment


                        • #42
                          Re: ~Muqabla Barye Maah-e-February 2008~

                          Originally posted by Rosy View Post
                          bahut acchi tahreerain hain anjum aur Ahsaas ji k
                          apnay khayaalat ko alfaaz main acchi tarha dhala hai.
                          very nice.
                          bahoot bahoot shukriya pasand karnay ka Rosy :rose
                          sigpic

                          Comment


                          • #43
                            Re: ~Muqabla Barye Maah-e-February 2008~

                            Originally posted by Hashim Raza View Post
                            wasi aur ehsas.. bohot umdah tehreerain aap ki
                            Originally posted by Gul View Post
                            Buhat achay peghaamat likhay Wasi aur Ahsas Aap nay ..:)
                            All The best DearZ
                            Originally posted by Rosy View Post
                            bahut acchi tahreerain hain anjum aur Ahsaas ji k
                            apnay khayaalat ko alfaaz main acchi tarha dhala hai.
                            very nice.
                            Buhat shukriya Ap sab ka itni hosla afzai ka..
                            khush rahiye:rose

                            Comment


                            • #44
                              Re: ~Muqabla Barye Maah-e-February 2008~

                              Originally posted by Rosy View Post
                              accah muqabila hai my bhi kuch likhnay ki koshish kar ti hoon.
                              par mujhay urdu main likhna nahi aata english main likh sakti hoon kiya?

                              bohat shukriya :rose
                              aap yahan sirf urdu main he likh sakti hain english k liye alag section
                              hai vahan bhi pegham k mutaliq aik acha contest hai aap vahan share kar
                              sakti hain aapki tehreer

                              Originally posted by *Roomi* View Post
                              hmmmmm Topic Acha Hai Muje b sharing kerni chaye......
                              bohat shukriya roomi ji :rose
                              zaror aap share kijiye ye to bohat achi baat hai

                              Comment


                              • #45
                                Re: ~Muqabla Barye Maah-e-February 2008~

                                Barish jee sirf aap K Pm nay aaj yeh likhwaya !
                                warna zehan mein kuch b nahi tha likhnay k liyay ! :) ab jo b likha hai
                                Just Bardasht kijay gaa :eye:




                                Comment

                                Working...
                                X