Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Naqab Cherey!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Naqab Cherey!

    Assalamo-Alekam, ummid kerti hoon ke aap sab kheriyat say hon gey.
    Yeh meri naye Tehreer hai, well hai tou bohat purani lekin aap logon ke saath share abhi ker rahi hoon. Basically, yeh meri sab say Pehli Tehreer hai, jis din mein ne aisey he socha tha ke let's write something, tou us din mein ne yeh likhi thi. Meri pehli dou Tehreerein, "Zameer Ki Awaz" aur "Zindagi...Aik Tehreer", woh dono mein ne is Tehreer ke baad likhi thi.
    I hope you will read it and give your valuable comments! Khush Rahiye:)






  • #2
    Re: Naqab Cherey!

    w/salaam...!!!
    hmm...!!!
    sadia ap ne acha likha hai go k aap ne bata diya k yeh aap ki sab se pehli kawish hai lekin phir bhi perh ker mehsoos hua k kafi pukhtagi hai aap ki tehreer mai aur khaas tor per jis aham aur hassas masley ko aap ne chuna apni tehreer k liye uss ki zaroorat k mutabiq kisi hud tak aap apni tehreer k saath insaaf ker pai hain...!!!
    khush rahen... :)

    Free call from net to fone.
    To 181 countries.
    100 % working and tested.

    Comment


    • #3
      Re: Naqab Cherey!

      aap ke comments ka bohat shukriya Mind Hacker, INSHALLAH koshish karoon gi ke apni writing ko improve ker sako, once again thanx for reading and giving your precious comments:)

      Comment


      • #4
        Re: Naqab Cherey!

        ahaN - bohat umdah tehreer likhi hay aap ne Sadia Likhti rahye - ALLAH aap ke qalam main taqat peda kare Amin
        Allah

        Comment


        • #5
          Re: Naqab Cherey!

          thanx for liking Yaaram bhai! aap ke Dua ke liye bohat bohat shukriya:)

          Comment


          • #6
            Re: Naqab Cherey!

            meinay bhi aap ki yeh sharing first time parhi hai.... khooobsurat sharing hai..... keep it up

            Comment


            • #7
              Re: Naqab Cherey!

              buht chi tehreeer hai ......aaj kal tu aisa hi haal hai her jaga..
              :lpop:
              You'll never fail if you never quit.....

              Comment


              • #8
                Re: Naqab Cherey!

                bahut achi tehreer hai Sadia

                Khuda app ko aur sach likheny ki taaqat de

                Comment


                • #9
                  Re: Naqab Cherey!

                  sadia aap nay itni achi kahani likhi hay k main jitni tareeef karon wo kam hay, achi manzar kashi ki hay or kahani main jo pegham aap nay diya hay wo bohat naseehat aamooz hay, aap boht achi likhnay wali hain is liye choti si, nanhi munni si tanqeed krnay ki jasaarat kar rahi hon :eye:
                  aap aik chonka daynay walay anjaam ki tarf kahani ko boht khoobsorti say lay kar to gae hain magar anjaam ka kahani say talluq kuch mazboot nahi bana, mera khiyal hay k agar is afsanay main dukandaar k kirdaar per kuch zoo maani fiqray or hotay to ye is say bhi ziyada acha afsana hojata, aap ka afsaana perh kar boht khushi hoi our dili itminaan bhi k MASHALLAH yahan bohat achay achay likhnay walay mojood hain, khush rahain :rose

                  Comment


                  • #10
                    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                    Comment


                    • #11
                      Re: Naqab Cherey!

                      Originally posted by Pehli``Barish View Post
                      sadia aap nay itni achi kahani likhi hay k main jitni tareeef karon wo kam hay, achi manzar kashi ki hay or kahani main jo pegham aap nay diya hay wo bohat naseehat aamooz hay, aap boht achi likhnay wali hain is liye choti si, nanhi munni si tanqeed krnay ki jasaarat kar rahi hon :eye:
                      aap aik chonka daynay walay anjaam ki tarf kahani ko boht khoobsorti say lay kar to gae hain magar anjaam ka kahani say talluq kuch mazboot nahi bana, mera khiyal hay k agar is afsanay main dukandaar k kirdaar per kuch zoo maani fiqray or hotay to ye is say bhi ziyada acha afsana hojata, aap ka afsaana perh kar boht khushi hoi our dili itminaan bhi k MASHALLAH yahan bohat achay achay likhnay walay mojood hain, khush rahain :rose
                      thank you so very much dear for your appreciation and your useful comments:)
                      well, is kahani mein jahan tak yeh naqab chehron ki baat thi, usi ke saath saath, jis theme per mein focus ker rahi thi, woh main character ka view of people and life aur jis taran say us ne logon ko parkha tha aur parkh raha tha:)
                      mein koshish karoon gi key aur likh sakon aur woh behtar ho:)

                      Comment


                      • #12
                        Re: Naqab Cherey!

                        shukriya:rose
                        thaparon say sudhar jayen tou phir kia he kehney:)

                        Comment


                        • #13
                          Re: Naqab Cherey!

                          Originally posted by Pakiza View Post
                          bahut achi tehreer hai Sadia

                          Khuda app ko aur sach likheny ki taaqat de
                          shukriya Pakiza ji:rose
                          INSHALLAH I will try to write more:)

                          Comment


                          • #14
                            Re: Naqab Cherey!

                            buht chi tehreeer hai ......aaj kal tu aisa hi haal hai her jaga..
                            shukriya:)

                            Comment


                            • #15
                              Re: Naqab Cherey!

                              Originally posted by raafi View Post
                              meinay bhi aap ki yeh sharing first time parhi hai.... khooobsurat sharing hai..... keep it up
                              shukriya:)

                              Comment

                              Working...
                              X