Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

badal gaya hoon Main

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • badal gaya hoon Main

    Haan main bewafa hoon
    main aksar soocha karta tha
    agar tum mujhse bechar jao gay!
    to main ji nahin paoon ga
    tum ko har jagha dhondhoon ga
    roan ga,tarpoon ga
    chehkoon ga,chilaoon ga
    aur agar tum nahin aaye to!
    akhir ek din mar jaon ga
    magar ab dekha to main kitna ghalat tha
    tum to kab ka mujhay choor ja chukay ho
    har wada wafa ka toor ja chukay ho
    magar main phir b zinda hoon
    Haan main bewafa hoon
    tujh se bechar kar b kyu zinda hoon
    Haan!main bewafa hoon
    main bewafa hoon....














    Soochta ho kitna badal gaya hoon Main
    "Bilkul" tere jaisi ho gaya hun Main...!!!


  • #2
    Re: badal gaya hoon Main

    magar main phir b zinda hoon
    Haan main bewafa hoon
    tujh se bechar kar b kyu zinda hoon
    Haan!main bewafa hoon
    main bewafa hoon....

    Soochta ho kitna badal gaya hoon Main
    "Bilkul" tere jaisi ho gaya hun Main...!!!

    badal janey main burai nahi hai ....zindagi ko tu jena parta hai

    bewafa wo hai jo chor kar chala jaey
    aur kisi ki bewafai dekh kar jenay wala hi bawafa hota hai


    kafi dukhi aur bedharak tehreer hai
    keep writing

    Comment


    • #3
      Re: badal gaya hoon Main

      very nice kia baat hai

      Comment


      • #4
        Re: badal gaya hoon Main

        Originally posted by Pakiza View Post
        magar main phir b zinda hoon
        Haan main bewafa hoon
        tujh se bechar kar b kyu zinda hoon
        Haan!main bewafa hoon
        main bewafa hoon....

        Soochta ho kitna badal gaya hoon Main
        "Bilkul" tere jaisi ho gaya hun Main...!!!

        badal janey main burai nahi hai ....zindagi ko tu jena parta hai

        bewafa wo hai jo chor kar chala jaey
        aur kisi ki bewafai dekh kar jenay wala hi bawafa hota hai


        kafi dukhi aur bedharak tehreer hai
        keep writing
        thanks for liking..... :)

        Comment


        • #5
          Re: badal gaya hoon Main

          Originally posted by uzair143 View Post
          very nice kia baat hai
          thankooo buddy

          Comment


          • #6
            Re: badal gaya hoon Main

            well written and quite true ... as broken hearts are like roses which never bloom again....
            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

            Comment


            • #7
              Re: badal gaya hoon Main

              very nice janab bahoot achha likhtay hain aap
              keep it up
              sigpic

              Comment


              • #8
                Re: badal gaya hoon Main

                bohot khoob sahab
                khush rahin sada aap

                Comment


                • #9
                  Re: badal gaya hoon Main

                  hashim, xenya aur wasi aap sub ka shukriya......:rose

                  Comment

                  Working...
                  X