Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Khat - Muhbbat

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Khat - Muhbbat

    Salaam Friends Mere Bhe fist sharing hi Ase he as tarf aygaya tu Socha kuch shair karon Chalaon App jase Mahaan hasteon Key Darmeyan ....... Main kuch bhi nahi tu soch raha hon ak khat likh don Muhbbat ka .... app ki rahe ka muntazir Ali



    Dear So and so Salaam ..


    Buhat kamal zabt key saath hemat ke hi in na_tawa haton ney likhnai ki jesarat ki hey ... jo dor sey chand ko dekh Kar Ungli Tu outha sakte hey
    Mager Paa nahi sakte ....... jo rafat key
    sare Khyaab Dekh tu sakte hi ..... Mager takmil nahi karsakte ... in he socho main Main Gum .... Aankhon Main Ak Be Naam sa Rista lekar Tumhare naam kuch likhna chata hon ...


    Dear Jante ho Dil kiy hey


    Dil us Clock ke Mand hey jo jo apnai Mehboob par ak nazar pharte he kud ba kud dhk dhk karna Shoro Kardeta hey or na chaya kar bhi us ki poja karta hai ..
    or dunya ki har kimate shaai sey bhar kar us ki ak deed ka intezar Rheta hey ..
    Main ney us ak nazar key bad jo karb Mhesos kiya ... hai us ke Lazat aj bhi parche bun kar ... Mare saath Saath Rhete hi .... Tum tu chali gaye .. ak nazar dalte ho he ...Chand ... Mager apnai Pichai QAYMAT Nazal kargaye ..or bad tere in AANKHON Main wo Roshni na rahi Dear . ab tere yaad key
    Saae .... Apni tamam tar Hasar Samanon key Saath Tufaan Uthate hain ... or fursat key Lamhaat main tere yaad dilate hain .


    DEAR ....


    Shyeed tum nahi jante muhbbat ki koy zabaa nahi hote aye jub hote hi tu ... Jasim ka Roha Roha ... Intezar karta hi ...... Tum bhi aye Khat Phar kar soch rahe
    Hogi ... Katna pagal Larka hi ....... Mager Han .... aye such hi Main pagal hon Aaj
    TU ...... us main bhi Kusoor tere man mohni suraat ka hai ...... jas ko dekh kar kase bhi insan kai jazbon Main hall chall ........ ho sakte hi . koy bhi dewana apnai
    hush o hawas Sey Begana hosakta hey ...... Ruk e yaar na pakar ko Mar sakta hey ...Mare ak tarfa Muhbbat ko sara de doo ... kudara atna soch loo aygar aye waqt Beet Gaya Tu .... Tujh ko umar bhar ka pachtawa hoga ..... mera marna na shayeed tum ko gawara hoga .... beet jaiga musoom dure ka ... ager tujh dilruba
    ka ak e shara hoga ..... OR ,.... Ager as par bhi tera dil na paseja tu LUG Bhool jayin gaye us Taj mehal ko jas naam kase nai Rakha hai hai .......


    MUHBBAT ........... Jawab ka intezar RHEGA ......... Tumhara ..Ali


  • #2
    Re: Khat - Muhbbat

    Walikumas salam
    hmm...kiya muhabbat itni hi confusing hai...inti hi zalim hai
    jitni app ke iss khat ki mehbuba

    kafi interesting likha hai

    keep writing

    Comment


    • #3
      Re: Khat - Muhbbat

      Buhat khoob likha! ! kash k aap ki mehbooba issay parh ley :)
      meri dua aap k sath hai !

      Comment


      • #4
        Re: Khat - Muhbbat

        Originally posted by Pakiza View Post
        Walikumas salam
        hmm...kiya muhabbat itni hi confusing hai...inti hi zalim hai
        jitni app ke iss khat ki mehbuba

        kafi interesting likha hai

        keep writing

        Muhabbat Zalim shayad nahi hoti pakiza jee
        magar Muhabbat ki shidat oss ko zalim bana deyti hai
        oss shukhs k liyay jo muhabbat karta hai
        na k Mheboob ya mehbooba zalim hotay hein :)

        Comment


        • #5
          Re: Khat - Muhbbat

          Originally posted by Ali jee View Post
          Salaam Friends Mere Bhe fist sharing hi Ase he as tarf aygaya tu Socha kuch shair karon Chalaon App jase Mahaan hasteon Key Darmeyan ....... Main kuch bhi nahi tu soch raha hon ak khat likh don Muhbbat ka .... app ki rahe ka muntazir Ali



          Dear So and so Salaam ..


          Buhat kamal zabt key saath hemat ke hi in na_tawa haton ney likhnai ki jesarat ki hey ... jo dor sey chand ko dekh Kar Ungli Tu outha sakte hey
          Mager Paa nahi sakte ....... jo rafat key
          sare Khyaab Dekh tu sakte hi ..... Mager takmil nahi karsakte ... in he socho main Main Gum .... Aankhon Main Ak Be Naam sa Rista lekar Tumhare naam kuch likhna chata hon ...


          Dear Jante ho Dil kiy hey


          Dil us Clock ke Mand hey jo jo apnai Mehboob par ak nazar pharte he kud ba kud dhk dhk karna Shoro Kardeta hey or na chaya kar bhi us ki poja karta hai ..
          or dunya ki har kimate shaai sey bhar kar us ki ak deed ka intezar Rheta hey ..
          Main ney us ak nazar key bad jo karb Mhesos kiya ... hai us ke Lazat aj bhi parche bun kar ... Mare saath Saath Rhete hi .... Tum tu chali gaye .. ak nazar dalte ho he ...Chand ... Mager apnai Pichai QAYMAT Nazal kargaye ..or bad tere in AANKHON Main wo Roshni na rahi Dear . ab tere yaad key
          Saae .... Apni tamam tar Hasar Samanon key Saath Tufaan Uthate hain ... or fursat key Lamhaat main tere yaad dilate hain .


          DEAR ....


          Shyeed tum nahi jante muhbbat ki koy zabaa nahi hote aye jub hote hi tu ... Jasim ka Roha Roha ... Intezar karta hi ...... Tum bhi aye Khat Phar kar soch rahe
          Hogi ... Katna pagal Larka hi ....... Mager Han .... aye such hi Main pagal hon Aaj
          TU ...... us main bhi Kusoor tere man mohni suraat ka hai ...... jas ko dekh kar kase bhi insan kai jazbon Main hall chall ........ ho sakte hi . koy bhi dewana apnai
          hush o hawas Sey Begana hosakta hey ...... Ruk e yaar na pakar ko Mar sakta hey ...Mare ak tarfa Muhbbat ko sara de doo ... kudara atna soch loo aygar aye waqt Beet Gaya Tu .... Tujh ko umar bhar ka pachtawa hoga ..... mera marna na shayeed tum ko gawara hoga .... beet jaiga musoom dure ka ... ager tujh dilruba
          ka ak e shara hoga ..... OR ,.... Ager as par bhi tera dil na paseja tu LUG Bhool jayin gaye us Taj mehal ko jas naam kase nai Rakha hai hai .......


          MUHBBAT ........... Jawab ka intezar RHEGA ......... Tumhara ..Ali

          walaikum salam..

          wah janab kafi achaa khat likha hia....:)bas zara dear hata ker janaa likhte tu shaidd bohat acha lagta...
          per khairr dear bhi ach alag rah hai...
          jis ke liye bhi likha hai....shaid wo perhlay kahin se ghomti hoi nazer us ki ap ke khat per perh jay gi shaidd...:)inshAllah..
          khush rhaiye:rose




          Comment


          • #6
            Re: Khat - Muhbbat

            Boht acha or mohabbat say bharpoor khat likha hai, :ff:
            janab! wesay yehan mahaan hastiyaan hain kahan? yehan
            sab aam si hastiyan bhi nahi aam say log hain,
            kam az kam main to boht aam si hon ..
            khat boht acha likha, kaheen istaaray boht achay hain.
            boht achi tahreer hai, gudaaz, gham aagenn, pur soaz tahreer hai,
            albatta roman ki kuch ghaltiyan hain jo nahi honi chahiyen theen.
            sada khush rahin our yonhe likhty rahain



            .

            Comment


            • #7
              Re: Khat - Muhbbat

              keep writing Ali Jee Alfaz Khud Bata Raey Hey App ka Urooj Likhtey Rahey Intezar Rhega

              Comment


              • #8
                Re: Khat - Muhbbat

                Originally posted by Pakiza View Post
                Walikumas salam
                hmm...kiya muhabbat itni hi confusing hai...inti hi zalim hai
                jitni app ke iss khat ki mehbuba

                kafi interesting likha hai

                keep writing
                ha ha ha ak baat chose app ney aj kaal khat ka door kaha Rhegaya hey zamana he atna fast hey ............ jub kuch alfazon ko usde kiya hey :khi:

                thank u reply ................

                Comment


                • #9
                  Re: Khat - Muhbbat

                  :rose
                  Originally posted by comon View Post
                  keep writing Ali Jee Alfaz Khud Bata Raey Hey App ka Urooj Likhtey Rahey Intezar Rhega
                  thank u reply ................so much:rose

                  Comment


                  • #10
                    Re: Khat - Muhbbat

                    Originally posted by Pehli``Barish View Post
                    Boht acha or mohabbat say bharpoor khat likha hai, :ff:

                    janab! wesay yehan mahaan hastiyaan hain kahan? yehan
                    sab aam si hastiyan bhi nahi aam say log hain,
                    kam az kam main to boht aam si hon ..
                    khat boht acha likha, kaheen istaaray boht achay hain.
                    boht achi tahreer hai, gudaaz, gham aagenn, pur soaz tahreer hai,
                    albatta roman ki kuch ghaltiyan hain jo nahi honi chahiyen theen.
                    sada khush rahin our yonhe likhty rahain




                    .
                    thank u sis jeeeeeeeeeeee :lpop:

                    Comment


                    • #11
                      Re: Khat - Muhbbat

                      Originally posted by Gul View Post
                      Buhat khoob likha! ! kash k aap ki mehbooba issay parh ley :)
                      meri dua aap k sath hai !
                      ufffff Gul Had karte ho app bhi mehbooba ho ge tu phare gi na ....... just ak chote se qalaam azmaye ki hey ......... :)

                      Thank u ............... gul

                      Comment


                      • #12
                        Re: Khat - Muhbbat

                        Originally posted by Lagan View Post
                        walaikum salam..

                        wah janab kafi achaa khat likha hia....:)bas zara dear hata ker janaa likhte tu shaidd bohat acha lagta...
                        per khairr dear bhi ach alag rah hai...
                        jis ke liye bhi likha hai....shaid wo perhlay kahin se ghomti hoi nazer us ki ap ke khat per perh jay gi shaidd...:)inshAllah..
                        khush rhaiye:rose
                        nahi bhi asa kuch nahi ........... just sharing hey ............ :khi:

                        thank u so much .................................:rose

                        Comment


                        • #13
                          Re: Khat - Muhbbat

                          nice sharing
                          :rose Refreshing_breeze :rose

                          Comment


                          • #14
                            Re: Khat - Muhbbat

                            Bohat Acha lekha hey ....................

                            Comment


                            • #15
                              Re: Khat - Muhbbat

                              Wah Jee Wah Ali .........

                              Comment

                              Working...
                              X