Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mohabbat Kia hai

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Mohabbat Kia hai

    Asslam o Alycum Friendzz

    Ye mere pehle try hai

    plzz is ko parhe ke comments zaror dejiye ga
    Attached Files

  • #2
    Re: Mohabbat Kia hai

    ok
    Attached Files

    Comment


    • #3
      Re: Mohabbat Kia hai

      Best story u have writen here i like it really...
      To writer sahib ap hee batain k pher muhabat kia hay?


      mra jawab thora sa Azar kee taraf jata hay
      jabky ham muslim hian aur hamari kuch limits hain aur main reply nahi karongi
      kiun k meri reply kafee controversial ho jay gee....
      Jo azar ny kia hay wo b muhabt hy aur jo larki ny kia hay wo b muhabat hay...
      yeh kahani global level kee nahi hay siraf hamary hee muhashary kee akasi kerti hay..
      han ager dekhain k wo dono muslim nahi huty to pher wohi asal muhabt huti jo azar kehta hy

      well writer dear......aap khudh batain k pher konsi muhabt theek rehti hy...
      her bandy her farad kee apni apni muhabat kee defination hain hum kisi sy apni towako kee tareef nahi ager sunty to hum osy muhbat nahi kehty...
      mery khiyal main dono hee theek hain

      welldone again u have write moralfull and result full story keep sharing i like it..
      ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
      372-haha372-haha372-haha

      Comment


      • #4
        Re: Mohabbat Kia hai

        Originally posted by KurriPunjaban View Post
        Best story u have writen here i like it really...
        To writer sahib ap hee batain k pher muhabat kia hay?


        mra jawab thora sa Azar kee taraf jata hay
        jabky ham muslim hian aur hamari kuch limits hain aur main reply nahi karongi
        kiun k meri reply kafee controversial ho jay gee....
        Jo azar ny kia hay wo b muhabt hy aur jo larki ny kia hay wo b muhabat hay...
        yeh kahani global level kee nahi hay siraf hamary hee muhashary kee akasi kerti hay..
        han ager dekhain k wo dono muslim nahi huty to pher wohi asal muhabt huti jo azar kehta hy

        well writer dear......aap khudh batain k pher konsi muhabt theek rehti hy...
        her bandy her farad kee apni apni muhabat kee defination hain hum kisi sy apni towako kee tareef nahi ager sunty to hum osy muhbat nahi kehty...
        mery khiyal main dono hee theek hain

        welldone again u have write moralfull and result full story keep sharing i like it..


        Thanks Dear for ur Comments

        Agar aap kehti ho ke Aazar ki mohabbat theek hai tu being a muslim socho ke kia islam is baat ki ijazat deta hai?

        Comment


        • #5
          Re: Mohabbat Kia hai

          Originally posted by Super Cop View Post
          Thanks Dear for ur Comments

          Agar aap kehti ho ke Aazar ki mohabbat theek hai tu being a muslim socho ke kia islam is baat ki ijazat deta hai?
          hUMM YEHI TO MAIN KEH RAHI HUN K HAMARY ISLAM MAIN YEH CHEZ THEEK NAHI HAY..
          MAIN AUR YEH B KEH RAHI HUN K YEH STORY SIRAF ISLAMIC MUHASHRY KEE HAY AGER WEST KEE HUTI TO WO ESY MUHABT HEE SAMJTY HAIN ASAL WALI MUHABAT..
          KHAIR APP NY MERA REPLY GHOOR SY NAHI PARHA PHER DEKHAIN DEAR SUPER COP..
          ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
          372-haha372-haha372-haha

          Comment


          • #6
            Re: Mohabbat Kia hai

            umm bt mobhabbat.........karo to jano..:wk

            Comment


            • #7
              Re: Mohabbat Kia hai

              Originally posted by wajid hanif View Post
              umm bt mobhabbat.........karo to jano..:wk
              achi baat kehi hy ap ny janab g:rose
              ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
              372-haha372-haha372-haha

              Comment


              • #8
                Re: Mohabbat Kia hai

                Weldone for very nice story and a nice question:)
                Jis mohabbat k liey jismki zaroorat ho wo hawas ka ek roop hey.
                Jism mohabbat k liey zaroori ho to mohabbat k her rang aur her roop maiN jism shamil ho.
                Mohabbat wo jazba hey jo rooh maiN otar jaiey aur jism rooh ka esa farmanbardar ban jaiey k oss k khilaf na chal sakey.
                Esey log bhi iss dunya maiN bohat heN jo ek dosrey ko dekhey bina mohabbat rakhtey heN.
                Mohabbat ko napney ka pemana hey" jismani hawas na hona.".
                :rose :rose :rose

                :rose :rose :rose

                Comment


                • #9
                  Re: Mohabbat Kia hai

                  wow buhat acha likha hai

                  laiken mohabbat kai kisam ki hoti hai


                  ab ap ne jaise mohabbat ko mamnoh qara diya hai, baaz loog aise mohabbat ko he pasand karte hain


                  Anywayz buhat acha likha hai aap ne
                  "Do Not Wish For Less Problems, Always Wish For More Skills"

                  Comment


                  • #10
                    Re: Mohabbat Kia hai

                    story bauht zaberdsat :em:
                    good work aab atey hain app k sawal ki taraf k mohabbat kya hai...!
                    main bhi us larki ka saath doogni k mohabat jismoo k milney ko nahi kehtey
                    mohabat apney ander mojoud hoti hai ,woh sansoo ki tasalsul ki mohtaj nahi hotii
                    kisi marney waley k saath na tu marti hai na hi kisi k hijr main khatumn hoti hia
                    app ney jio issue uthaya ,yeh aaj kal bauht commonly suney main araha hai or sis waja sey loog relation tu bana letey hian laikin shayed unhain khud bhi nahi maloom hota hai k yeh mohabat nahi just attractionh hia.
                    Mohabbat apney under poori duniya abad rakhti hai,or mohabat k lyaa merey khayal sey pehleyishq-e-haqeeqi ka maza chakhaa jayee phr mijazi ki taraf paish qadmi karoo,..or rahi baat aisey relation ki tu yeh need tu kisi sey b hi poori ki jasakti haii..woh kehtey hian naa
                    Mainey man'a ishq bari haqeeqat hia
                    Dil ki taskeen mager hawas main nahi
                    or jo hawas rakhtey hain woh mohabbat kr hi nahi sakteyy..!
                    keheny ko is waqt merey pass itna kuch hai k be-intehaa mager comments mukhtasir munasib lagtey hian..phr bhi main kafi kuch likh chuki hoo..over al ager main apni baat summarize karoo tu sirf itnaa k Mohabbat main aisi demands nahi hoti ,or jaha hoti hai wahan mohabat nahi hoti...,or ager app isi mohabbat ko ek married couple k darmian consider karoo tu wahan bhi mutual understanding ki baat ajaye gi yaktarfa baat wahan bhi achi nahi lagtii .

                    Comment

                    Working...
                    X