Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~khali daman~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • ~khali daman~

    Hameesha yehi kyon huta hey.... hameesha hi hua karta hey.... jab caha jisey caha .... jisdam caha .... kheel liya.... aaj galey lagaya .... dosrey pal dhakeel diya.... har baar yehi sooch kar ... k mujhey hi sab ki zaroorat hey.... yeh tu sab apney hein.... insey kay faraar...

    par hameesha yoon huta hey k jis cheez ko haath lagao.... jissey unsiyat rakho.... wohi cheez chin jati hey... wohi shakhs thook deeta hey....

    kya itni hi arzaan thi zaat... kyon karta hey yeh Khuda merye saath..... khair aaj se ehad hey apney saath.... na ksii ki khuahish karni na kabhi kisi ko moqa deena.... na itna musallat hu kisi pey k wo aap ko jhatak dey.... na yeh lagey k hamari Auqaat kya hey......:rose

  • #2
    Re: ~khali daman~

    Abey oye na kya kar na tang to nahi sunaya karon ga ulti baatein khud kerta hey to suney ga hee na jab tujhey aik baat samjha raha hota hoon to sunta kyun nahi hey khud bhi dil jalata hey apna aur mera dimagh alag sey kharab hota hey na kya kar na aisey jab pata hey key sab kuch sahi hona hey :) chal dramey baze na karein hun koi bas

    Comment


    • #3
      Re: ~khali daman~

      hmmm.....



      jeetay rahyeah khush rahyeah sada abad rahyeah :rose
      Zindagi Thak Gaye ..!!

      Comment


      • #4
        Re: ~khali daman~

        mera to dil karta hai kai aap donon ko mein phainti laga doon...aik taraf awais bhai aik taraf aap pata nahi ye aap donon ko ho kya jata hai [-(


        dil karta hai apna hi sar toor loon mein /sad

        Comment

        Working...
        X