Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

lamha

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • lamha

    hamari zindgi ma baz lamhay asay aata haan jo zindgi ka aaham lamhay ban jata haan....
    jin ko khubsurti aur dilkashi ke badolat ham sari zindgi faramosh nahi kar saktay...
    yah lamhay hamaray leya amar ho jata haan....
    aur yah khushgavar yaaday ban kar hamasha mahfooz rahtay haan.....
    kabi tapta sahra ma nahlistan ka kam datay haan....
    dukhoo ka sathi ban jatay haan....
    yahi lamhay ganay paro ke gani chayoo ban jata haan....
    zindgi ka gup andharoo ka yahi lamhay chamakti keran ka kam datay haan........
    jab zindgi ka sathi dukh danay lagta haan to yahi lamhay marham ban jatay haan....
    in khush guar lamhoo ko laya nahi jata yah khud aya jata haan.....
    sigpic

  • #2
    Re: lamha

    :mm:...yeh nazm hai ya nasr?

    Comment


    • #3
      Re: lamha

      g nasr ha
      sigpic

      Comment


      • #4
        Re: lamha

        :lol

        bohat achi shairi ki he...meri to aankhon mein aansu aa gaye





        huss husss ke :lol


        abay yeh shairi ka section he, nasar ka nahi :hehe:

        waise acha likha
        :thmbup:

        Comment


        • #5
          Re: lamha

          Originally posted by nomi sialkoti View Post
          g nasr ha

          ok..main is ko move krti hoo nasr section main

          Comment


          • #6
            Re: lamha

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            :lol

            bohat achi shairi ki he...meri to aankhon mein aansu aa gaye





            huss husss ke :lol


            abay yeh shairi ka section he, nasar ka nahi :hehe:

            waise acha likha
            es ma hasnay wali to koi bat nahi ha:mm:
            galti insan sa he hote ha...
            sigpic

            Comment


            • #7
              Re: lamha

              bohat acha likha hai aap ney:em:

              keep sharing
              :rose Refreshing_breeze :rose

              Comment


              • #8
                Re: lamha

                Originally posted by refreshing_breeze View Post
                bohat acha likha hai aap ney:em:

                keep sharing
                hosla afzai ka sukriya
                sigpic

                Comment


                • #9
                  Re: lamha

                  Originally posted by nomi sialkoti View Post
                  es ma hasnay wali to koi bat nahi ha:mm:
                  galti insan sa he hote ha...
                  aap bhi sialkot sey hotey hein iss liye wo hans rahey they lol ...

                  aur kuch ghalityaN kafi khushgawaar hoti hein jaisey Qalam uthaney ki ghalti :D

                  likhtey rahein :thmbup:
                  " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                  Comment


                  • #10
                    Re: lamha

                    wow buhat acha likha

                    Comment

                    Working...
                    X