Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mahé june ka mauzoo: Soch!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Originally posted by aquari View Post
    meri koshish :blush:
    aquari Saheba
    asslam-o-alaikum
    aap ki tehreer paRhi
    aik kaamyaab tehreer ke liye daad aur mubarikbaad qabool kijye
    aap ne direct approach istemaal kii hai aur us maiN kaamyaab heN
    mere zehn maiN aik choti si baat he jo aap se share karti hooN
    yeh hamaari sochne ki salahiat hi hai jo hamieN baaqi makhlooq se mumtaaz karti hai
    shayad Ashraf-ul-makhlooqaat hone ka aizaaz bhee issi salahiat ke sabab hai

    likhti rahiye
    aur khush rahiye
    zmufti

    Comment


    • #47
      Originally posted by zmufti View Post
      aquari Saheba
      asslam-o-alaikum
      aap ki tehreer paRhi
      aik kaamyaab tehreer ke liye daad aur mubarikbaad qabool kijye
      aap ne direct approach istemaal kii hai aur us maiN kaamyaab heN
      mere zehn maiN aik choti si baat he jo aap se share karti hooN
      yeh hamaari sochne ki salahiat hi hai jo hamieN baaqi makhlooq se mumtaaz karti hai
      shayad Ashraf-ul-makhlooqaat hone ka aizaaz bhee issi salahiat ke sabab hai

      likhti rahiye
      aur khush rahiye
      zmufti
      Bauhtt dhairoo shukriya..
      jo baat app ney share ki bilkul 100% correct
      ek baat mainey is tehreer ko kai bar check kr k post kya tha or phirbhi dil main ek khuof sa tha k najaney kaha kaha kamii reh gai hai..or such kahootu app ki tanqeed sey thori khofzada thi after all ustadoo sey dur tu lagta hai na pr yeh darasl dur nahi un ka ahteram hota haii :)
      meri koshish ko kamyab qarar deney ka shukriya u mae my day

      Comment


      • #48
        Originally posted by zmufti View Post
        Sumera saheba
        Asslam-o-alaikum
        aap ki tehreer 2-3 baar PaRhi
        tehreer bilashuba acarangaiz hai
        kayyi muqamaat per dil ko choo laiti hai
        aik khoobsurat tehreer ke liye daad qabool kijye

        ab thoRi si tanqeed bhee ho jaaye
        (maiN jo bhee tajzia karoN gi vo aik qaari ki haciat se ho ga aur yeh koi harf-e-aakhir nahiN)
        aap ki tehreer ko paRh kar 2-3 markazi khayal aik dam zehn meN aate heN

        1. Aitebaar
        2. Muhabbat
        2. Zarf

        jo tehreer ka unwaan hai vo background meN rehta hai
        aik lehaaz se yeh theek bhee hai kyoN k soch to pas-manzar meN rehti hai aur shayad yahi aap ne bhee socha hai. Laikin agar aap chahieN to soch ko
        pas manzar se pesh manzar maiN la sakti heN.
        MaiN aap ki tehreer ko is liye nahiN chaiR rahi keh meray adna khayal meN yeh pehlay unwaan par aik bharpoor tehreer hai.
        regards
        zmufti
        Wa alaikum salam ma'am
        boht shukriya aap nay mayri baat ko saheh andaaz mien samjha
        aur sarahnay k liay bhi boht shukriya.....:rose
        pas-e-manzar mien rakhnay ki yehi wajah thi ...kuchh batien paysh manzar mien itni pur asar nhi rehtien jitni k pas-e-manzar mien hoti hien.

        aur mien hamaysha apki tanqeed ki muntazir rehti hoon:blush:

        ik baar phir boht shukriya:ff:
        khush rahiay hamaysha:)

        Comment


        • #49
          Originally posted by aquari View Post
          wo tu soowey howey hain..app bhi tu writer haii :eye:
          jee aquari....iss pey likhna tha magar soch ....soch hi reh gai hai :)

          leykin aik soch pehley bhi pegham pey share ki thi to wahi yahan add ker leyti hun....yani Paurani soch :$ ......
          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

          Comment


          • #50
            Attached Files
            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

            Comment


            • #51
              Originally posted by yellowsky View Post
              jee aquari....iss pey likhna tha magar soch ....soch hi reh gai hai :)

              leykin aik soch pehley bhi pegham pey share ki thi to wahi yahan add ker leyti hun....yani Paurani soch :$ ......

              haa aksar sooch main bauht kuch hota haii pr lafzoo ka roop nahi dey patey hum
              sooch poorani hi sahi pr hai bauht achii :em:

              Comment


              • #52

                Comment


                • #53
                  Originally posted by zmufti View Post
                  yellowsky saheba

                  lagta hai maiN bhee aap ki yeh tehreer pehlay paRh chuki hooN
                  aap ne kissi aise insaan ke baare meN likha hai jis ki soch us ki taabe hai aur vo jab chahe soch ki khiRki khol sakta hai aur jab chahe band kar sakta hai
                  aisa karna kissi aam insaan ke liye kaafi mushkil hai
                  aur yeh aam tor per tab hi hota hai jab zindagi kissi ko itna masroof kar de keh dimaagh khaali na reh sake
                  taham mujhe aap ka khayal aur is ki treatment buhat pasand aayii
                  meri janib se daad qabool kijye
                  maiN yeh chahooN gi keh aap is tukRe ko aik mukammal afsaane ki shakl deN
                  regards
                  zmufti
                  " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                  Comment


                  • #54
                    Originally posted by aquari View Post
                    haa aksar sooch main bauht kuch hota haii pr lafzoo ka roop nahi dey patey hum
                    sooch poorani hi sahi pr hai bauht achii :em:
                    shukran Aquari :ff:
                    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                    Comment

                    Working...
                    X