Originally posted by miss sng
View Post
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Mahé june ka mauzoo: Soch!
Collapse
X
-
Originally posted by aquari View Postmeri koshish :blush:
very true......bohat acha likha hy app ny.....
insan ki soch bohat ahm kirdaar rekhti hay us ki shakhsiyaat main....
jasi soch hoo gi wasay he amaal bhe hoongay..aur jasay aamaal hoon gay...wasay he hum hoon gay....:lpop:
achi lagi app ki tehreer hamein...:phool:
khush rahiy..aur ..achi achi tehreerain likhti rahein....
Comment
-
Originally posted by miss sng View PostAS SALAM-o-ALIKUM,:rose
very true......bohat acha likha hy app ny.....
insan ki soch bohat ahm kirdaar rekhti hay us ki shakhsiyaat main....
jasi soch hoo gi wasay he amaal bhe hoongay..aur jasay aamaal hoon gay...wasay he hum hoon gay....:lpop:
achi lagi app ki tehreer hamein...:phool:
khush rahiy..aur ..achi achi tehreerain likhti rahein....
shukriya..
ha bilkul sooch ko sahi simt main rakhnaa bhi bauht zaroori hai or saath hi achi sooch ko pr aml krna bhii yeh humari shaksiyat ki takmel klyaa bauht zaroori haii :)
Comment
-
Originally posted by Wafa View Postsumera aur aquari.....bohot acha likha hai....parh kar waqae mai bohot acha laga.........kitni ache tarha aap apni feelings ko express kar leti hoo.....great....i am really impressed........:thmbup:
Thankyou Wafa
Originally posted by Zindgi View PostBuhat achi tehreerain hain dono kee..........i like them really..
aur janab Khalil sahib ap ny her masla main lazmi apni taang urani huti hay:kr:
thankyou zindgi :phool:
Comment
-
-
Originally posted by *Duaa* View Postmeray liay kirdaar waazeh hay aur mien nay koi bhi nhi kaha bal k aap k saamnay chand rishty rakhay haan un mien say koi bhi ho sakta hay..in rishtoon mien jo mien nay aap say byaan kiay agar friendship ho to hee aysi batien ki jaa sakti hien.....
aur yeh to depend karta hay na k agar mien is story ko aagay lay kar chaloon to in k darmiyaan konsa rishta chunoon............jitni kahani likhi us mien woh friends hien...ab yeh friendship sirf friend say bhi ho sakti hay aur kisi rishtay k hawalay say bhi ho sakti hay.......... so here is no confusion... all points are clear
janab confusion hay naa es liy ap ko kaha hay...........:tauba .
jaisy ap kee tehreer hay os main wo wazeh huna chayee..
yeh nahi k hum osy yeh samj lain ya wo samaj lian:khi:
Comment
-
Originally posted by Khalil View Postjanab writer ko to sab pata huta hay.....aik aam qaari ko kia pata k ap kia kehna chah rai hu aur es main kon kon sa chrakter hay
janab confusion hay naa es liy ap ko kaha hay...........:tauba .
jaisy ap kee tehreer hay os main wo wazeh huna chayee..
yeh nahi k hum osy yeh samj lain ya wo samaj lian:khi:
aur mujhay nhi lagta k yahan kisi aur qaari ko koi confusion ho ........:embarasse
aur sab say important baat......is story mien baat karnay waalon ka aapas ka rishta itna important nhi jitni k baat.......iska main idea unka rishta nhi bal'k kahi jaanay waali baat hay:hathora ....... pata nhi loog baat k asal maqsad ko maar kiun dayty hien.......:tauba
ap us baat par behs kar rahay ho jo k intihaai gayr ehm ha. koi bhi banda koi bhi baat point out kar sakta hay aur mien jawaab bhi doon gi but itni lambi behs ka mera koi iraada nhi ....sorry ....
aur mien koi munjhi hui writer nhi hoon , writing mien boht si galtiyaan hoon gien but yeh mujhay kahin say bhi galti nhi lag rahi...jitni baat ki us mien unka itna taaruf bhi boht hay thats what i think.... aur ab apki baat ka jawaab Zmufti sis hee dien gien... meray paas aur koi jawaab nhi hay:tauba .... shukriya
khush rahiay:comfort:
Comment
-
Originally posted by Wafa View Postsumera aur aquari.....bohot acha likha hai....parh kar waqae mai bohot acha laga.........kitni ache tarha aap apni feelings ko express kar leti hoo.....great....i am really impressed........:thmbup:
khush rahooo:lpop:
Comment
-
Originally posted by miss sng View PostWA SALAM:rose
mujhay samjh nhi aarhi k main kaya kahoon..sab kuch to app ny tehreer main he likh dia hy.....:)
bohat takleef hoti hy jab aitabar ki dhajiyaan urra dyta hy koi....:embarasse
kisi say wada karoo...to pora karoo....aur ..kisi ka aitabar kabhi na torooo...:lpop:
bohat acha likha hy app ny....:phool:
khush rahiy...:lpop:
ALLAH hum sab ko asay dhookay baaz loogoon say bachaiy rekhay...AMEEN:dua :dua
dearoo yahan tashreef laanay aur reply karnay ka boht shukriya:rose :rose :rose :phool:
Comment
-
Originally posted by *Duaa* View PostAs salam o alaikum:)
hum haazir hien apni tehreer k saath:blush:
khush rahiay:)
Asslam-o-alaikum
aap ki tehreer 2-3 baar PaRhi
tehreer bilashuba acarangaiz hai
kayyi muqamaat per dil ko choo laiti hai
aik khoobsurat tehreer ke liye daad qabool kijye
ab thoRi si tanqeed bhee ho jaaye
(maiN jo bhee tajzia karoN gi vo aik qaari ki haciat se ho ga aur yeh koi harf-e-aakhir nahiN)
aap ki tehreer ko paRh kar 2-3 markazi khayal aik dam zehn meN aate heN
1. Aitebaar
2. Muhabbat
2. Zarf
jo tehreer ka unwaan hai vo background meN rehta hai
aik lehaaz se yeh theek bhee hai kyoN k soch to pas-manzar meN rehti hai aur shayad yahi aap ne bhee socha hai. Laikin agar aap chahieN to soch ko
pas manzar se pesh manzar maiN la sakti heN.
MaiN aap ki tehreer ko is liye nahiN chaiR rahi keh meray adna khayal meN yeh pehlay unwaan par aik bharpoor tehreer hai.
regards
zmufti
Comment
Comment