This is my first mujy aqauri kee tehreer dekh ker shoak mera pher sy baidar huwa socha k kia likhoon...aur mera rabta her wakat insaan aur os kye harkatoon per rehta hun as i m students of humanity..to main ny yeh jo likha hay es main aik aham masla hay...jo ap logon aur sab ko huta hay zindgi main kabi kabi....aur main ny esy yehan es liy kaha hay k hum sab mil ker es ka koi hal talash ker skaty hian? ab ejazat chaongii aur mery writng theek nahi hay inpage nahi milta complete to aisa hee likh dia hay
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Mehboob koon hay?
Collapse
X
-
Re: Mehboob koon hay?
:donno: Aaap nai boht achi tehreer likhi hai per ek cheez kai aap nai dono chezo ka moazna kar dia hai ya tu mujhay theek tarah sai samaj nahi aye ... i dono per apna khyalat ka izhar zaror karonga ......... mera khyal sai mehboob kai ghar sai khuda ka ghar behtar hai wahi hai jo mehboob kai dil mai pyar dalta hai ....... ..........woh agar pyar na dala tu dunya jahan ek kar do per kisie ka dil mai jaga nahi bana sakta ...... khair nice ..omeed hia aap ko mazeed tehrerain is sai b behtar hongi ... :thmbup:
Last edited by Shaheen; 1 June 2007, 06:44.
-
Re: Mehboob koon hay?
zindgi nice writting ....mujhey khushi haii k app ka shouk meri tehrer dekh kr baidar howaa....
Lazim hia rahey dil k pass pasban-e-aql
mager kabhi kabhi issey tanha bhi chor dey
Answer merey mutabiq yehi banta hai k dear ishq-e-haqeeqi or ishq mijazi do alg alag chezain haiin or ek doosrey juda hotey howey bhi saath jori hoi hain,haqooq dono k hain balance humain krna haii,azan k waqt masjid ka hi rukh krna chahyeaa kunk yeh us Zaat ka huq haii woh humain bula raha hota haii rahi baat k woh nazar nahi ata tu ishq in sub baatoo sey mawara hota haii...or bashar honey k bhi tu kuch taqazey hain tu us main ajata hia ishq-e-mijazi,kaha likha hia 24hrs masjid main guzar doo,ibadat k liyaa tu farishtey bhi haii hum farishta nahi insan hai Allah ney khud humain jodoo ki soorat main banaya haii so kabhi na kabhi kahi na kahi hum ishq-e-mijazi k bhi murtakib hotey hiann...mahboob dono ki haii pr munasib aeitedal qayim rakhna zaroori haii
Comment
-
Re: Mehboob koon hay?
Originally posted by aquari View Postzindgi nice writting ....mujhey khushi haii k app ka shouk meri tehrer dekh kr baidar howaa....
Lazim hia rahey dil k pass pasban-e-aql
mager kabhi kabhi issey tanha bhi chor dey
Answer merey mutabiq yehi banta hai k dear ishq-e-haqeeqi or ishq mijazi do alg alag chezain haiin or ek doosrey juda hotey howey bhi saath jori hoi hain,haqooq dono k hain balance humain krna haii,azan k waqt masjid ka hi rukh krna chahyeaa kunk yeh us Zaat ka huq haii woh humain bula raha hota haii rahi baat k woh nazar nahi ata tu ishq in sub baatoo sey mawara hota haii...or bashar honey k bhi tu kuch taqazey hain tu us main ajata hia ishq-e-mijazi,kaha likha hia 24hrs masjid main guzar doo,ibadat k liyaa tu farishtey bhi haii hum farishta nahi insan hai Allah ney khud humain jodoo ki soorat main banaya haii so kabhi na kabhi kahi na kahi hum ishq-e-mijazi k bhi murtakib hotey hiann...mahboob dono ki haii pr munasib aeitedal qayim rakhna zaroori haii
ahan thanks for reply Aquari...baat yeh hy k eshk e hakeeki aur majazi per hee main ny yeh tehreer likhi thee...aur ap ko samaj agai hay mujy ap ko daad daini pary gee kiun k yeh kuch logon k oper sy guzar gai hay:thmbup: .
abi ap kee baat ka jawab nahi dongi thori see research ker loon pher inshaALLAH
Comment
-
Re: Mehboob koon hay?
Originally posted by Shaheeen View Post:donno: Aaap nai boht achi tehreer likhi hai per ek cheez kai aap nai dono chezo ka moazna kar dia hai ya tu mujhay theek tarah sai samaj nahi aye ... i dono per apna khyalat ka izhar zaror karonga ......... mera khyal sai mehboob kai ghar sai khuda ka ghar behtar hai wahi hai jo mehboob kai dil mai pyar dalta hai ....... ..........woh agar pyar na dala tu dunya jahan ek kar do per kisie ka dil mai jaga nahi bana sakta ...... khair nice ..omeed hia aap ko mazeed tehrerain is sai b behtar hongi ... :thmbup:
Comment
-
Re: Mehboob koon hay?
kehty hien mohabbat mantaq nhi samajhti
koi bhi rah pakroo...manzil ishq-e-haqeeqi hee ho gi.....
ishq-e-mijaazi seerhi hay ishq-e-haqeeqi tak pohnchnay ki
woh shakhs beech mien khara hay...agar mantaq ki baat ki jaay to woh
masjid ka rukh karay ...ishq-e-haqeeqi mien doob jaay to ussay ishq-e-mijaazi bhi mil jaay ga ya phir ussay uski zaroorat hee nah rahay gi but
woh shakhs beech choorahay par khara hay...ussay ik hee wqt mien doonoo chahiay......
amooman hota yeh hay k jab loog isq-e-mijaazi mien doobty hien to kuchh pal kuchh arsa k liay haqeeqi say gafil ho jaaty hien magar mehboob ki bayrukhi unhien haqeeqi say mila dayti hay.......aur tab sab kuchh theek ho jaata hay
...thats what i think
aur apki tehreer mien subject pehli seerhi par khara hay...issi liay confusion ka shikaar hay.......jab woh aagay barhay ga aur saheh rah chunay ga to manzil paa lay ga...:):insha:
Comment
-
Re: Mehboob koon hay?
Originally posted by Zindgi View Postahan thanks for reply Aquari...baat yeh hy k eshk e hakeeki aur majazi per hee main ny yeh tehreer likhi thee...aur ap ko samaj agai hay mujy ap ko daad daini pary gee kiun k yeh kuch logon k oper sy guzar gai hay:thmbup: .
abi ap kee baat ka jawab nahi dongi thori see research ker loon pher inshaALLAH
u r :welcome: dear..
samjh tu khiar i think yeh sub k ajani chahyeaa kunk khasa common sa issue hai mager shayed apni apni tajurbat or observations hoti hain...main persoanly is concept sey pechely 8saloo sey ashna hoo shayed isi lya foran samjh agai..app k commant ka intezar raheyga mager dear mainey jo kuch bhi likha hai without reserch k likha hai yeh sub meri zaaati raye haii :blush:
Comment
-
Re: Mehboob koon hay?
Originally posted by Zindgi View PostThis is my first mujy aqauri kee tehreer dekh ker shoak mera pher sy baidar huwa socha k kia likhoon...aur mera rabta her wakat insaan aur os kye harkatoon per rehta hun as i m students of humanity..to main ny yeh jo likha hay es main aik aham masla hay...jo ap logon aur sab ko huta hay zindgi main kabi kabi....aur main ny esy yehan es liy kaha hay k hum sab mil ker es ka koi hal talash ker skaty hian? ab ejazat chaongii aur mery writng theek nahi hay inpage nahi milta complete to aisa hee likh dia hay
Comment
-
Re: Mehboob koon hay?
Originally posted by Zindgi View Postplz waite i will reply becouse abi main hosting main hun yehan time nahi hay k kuch likh sakon....abi ja rai hun sham ko likhongi inshaALLAH" Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
Comment
-
Re: Mehboob koon hay?
zindagy je ap ne kaha ALLAJ JE ap say bat nahi kurtay ghor khurin to shaed us ne ap k dill main mohabt peda ki ap k us mehbob k sath jo ap say sedhay moun baat nahi kurta takay ap ko ahsas ho k ALLAH JE k leay bhi us k bunday us k mehboob hain or ap UN k gher k samnay say guzar jatay hOun say baat keay bina hi ,us dukh ko sumjhain jo ap ka or ALLAH JE ka hay ,or jub dukh eak jasay ho to juwab ALLAH JE KHUD BAKHUD AP K DILL MAIN DAL DAY GA,
Comment
Comment