Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~*~*Khud Kalami*~*~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • ~*~*Khud Kalami*~*~

    Assalaam-0-Alaikom:rose
    aik martaba phir apni muntashir sochooN kay saath .....
    mairay zehen mein jo khayalaat thay.....unhain qalam band karnay per majboor kia hai mujhay Khalil , YellowSky aur mairi aik frnd ki soch nay.....mujhay malooM hai keh main aik sensitive muamlay per likh kar aap loagooN kay liye behes ka aghaaz kar rahi hooN ...lakin phir bhi her aik ka apna point of view hota hai.....yahan main apna point of view share kar rahi hooN.....Quran Paak mein perhi hoi aayatooN aur Ahadees ki roshini mein...

    Click image for larger version

Name:	1.gif
Views:	1
Size:	52.7 KB
ID:	2451179

    Click image for larger version

Name:	2.gif
Views:	1
Size:	73.5 KB
ID:	2451180
    Last edited by *Rida*; 15 May 2007, 11:27.
    For New Designers
    وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

  • #2
    Re: ~*~*Khud Kalami*~*~

    bohat kubsoorat baat likhi hai

    Allah aur likhnay ki taufeeq dey aamin
    :welcome: :welcome: www.jandanwala.com:welcome::welcome:

    Comment

    • #3
      Re: ~*~*Khud Kalami*~*~

      wa alaikum salam dear:)

      @
      thnx Rida jaani.:rose
      :thmbup: :thmbup: :thmbup:

      :clap: :clap: :clap:

      yehi saari batien mien Islam section mien ja kar Abi bhai say poochnay waali thi....kiun k mera zehn bhi uljha hua tha in sab batoon mien Khalil ki badoolat(Allah unki uljhanien suljhaay:dua ).....magar meray points to clear hien aur baaqi bhi ho jaien gay..:insha: .baqi sab k aanay say:)

      ..khush rahoo :phool: aur aysay hee khoobsoorat batien share karti rahoo,apni tehreeroon k through:) Allah tumhaaray qalam ko taaqat aur asar day...:dua ameen
      Allah sab ko apni amaan mien rakhay aur apnay eemaan par qayam rakhay ameen

      Comment

      • #4
        Re: ~*~*Khud Kalami*~*~

        Jazak Allah
        buhat khoobsurat aur eeman afroz tehreer hai Allah aap ko har lafz per jaza de
        maiN ne bhee aaj tak yahi dekha hai keh jab koi insan mushkil meN hota hai ya naakami ka samna karta hai to nakaami ko taqdeer ke sar mandh deta hai
        aur mayosi ke alam meN kuch log Allah se rujoo karte heN aur kuch najomioN se keh taqdeer ka pahia kab ghome ga
        apne pichle aamaal per kissi ki Tawajh nahiN hoti

        Comment

        • #5
          Re: ~*~*Khud Kalami*~*~

          Bauht khoob dear :clap:
          Qismat or aml ek doosrey k liya shayed lazim -o-malzoom chhezain hai ,dono apni jaga bauht hi zaroori bhi haii or dono ko apni hasiyat hai jis sey inkar mumkin nahi.Rizq ki misaal bauht achi di app ney k Allah ney Rizq ka wada kya zaroor hai pr woh niwaley humarey moo main nahi daltaa bulk humain mehnat kerni parti haii or phir jitna rizq qismat main likha hota haii na us seey zayda milta hai na kum.
          Or baaz chhezain humarey apney amaal ka hi nateeja hotey hai wohi baat k duniya makfat-e-aml hai ,or phir qayamat k rooz bhi tu amal hi tarazoo main tuley jayengeyy ...
          Or haa Naik Aml or sadq-e-dil ki dua hi taqdeer badl saki hai..dua hi tu woh taseer rakhti hia k ager dil sey ki jayee tu 7 asmanoo ko par ker k Allah k huzoor poohnch jati haii.
          Hamesha khush raheya or itna acha hi likhti raha karain..
          .

          Comment

          • #6
            Re: ~*~*Khud Kalami*~*~

            Originally posted by notorious gujjar View Post
            bohat kubsoorat baat likhi hai

            Allah aur likhnay ki taufeeq dey aamin

            pasand karnay ka aur dua dainay ka shukriyaa...:)

            Originally posted by sumera View Post
            wa alaikum salam dear:)

            @
            thnx Rida jaani.:rose
            :thmbup: :thmbup: :thmbup:

            :clap: :clap: :clap:

            yehi saari batien mien Islam section mien ja kar Abi bhai say poochnay waali thi....kiun k mera zehn bhi uljha hua tha in sab batoon mien Khalil ki badoolat(Allah unki uljhanien suljhaay:dua ).....magar meray points to clear hien aur baaqi bhi ho jaien gay..:insha: .baqi sab k aanay say:)

            ..khush rahoo :phool: aur aysay hee khoobsoorat batien share karti rahoo,apni tehreeroon k through:) Allah tumhaaray qalam ko taaqat aur asar day...:dua ameen
            Allah sab ko apni amaan mien rakhay aur apnay eemaan par qayam rakhay ameen
            Buht shukriya mairi kawish ko sarahnay ka ......main khud bhi pehlay is mamlay mein uljhi hoi thi...her shakhs apni alag raai rakhta hai......Tqdeer, Tadbeer kay hawlay say......kuch martaba aisa howa keh dosray loagooN ki batooN nay zehen ko aur uljhaya .....lakin waqt kay sath sath kuch ahadees milieN....kuch aayat...jinhooN nay sochooN ko aik point per markooz kar diyaa....pichlay hi dinooN kuch aisi baatain hoieN tu main nay socha keh main bhi is hawalay say kuch likhooN.......aap ki duaaeooNka bay had shukriyaa.....although maira dil nahin chahta duaaooN ka shukriyaa ada karnay ko lakin phir bhi ...:rose
            For New Designers
            وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

            Comment

            • #7
              Re: ~*~*Khud Kalami*~*~

              Originally posted by zmufti View Post
              Jazak Allah
              buhat khoobsurat aur eeman afroz tehreer hai Allah aap ko har lafz per jaza de
              maiN ne bhee aaj tak yahi dekha hai keh jab koi insan mushkil meN hota hai ya naakami ka samna karta hai to nakaami ko taqdeer ke sar mandh deta hai
              aur mayosi ke alam meN kuch log Allah se rujoo karte heN aur kuch najomioN se keh taqdeer ka pahia kab ghome ga
              apne pichle aamaal per kissi ki Tawajh nahiN hoti
              some times aisa hi hota hai keh loag 100% apnay aamaal ka bhugtaaN hi bhugat rahay hotay hain.....aisay loagooN ki waqai apnay aamall ki taraf tawaje nahin jati.....woh taqdeer ko hi kostay rehtay hain aur mazzeed gunah kama laitay hain.......aur some times ALLAH TALAA ki taraf say aazmaaish hoti hai......aur aisay mein kuch sabit qadam loag ALLAH RABBUL IZZAT per yaqeen rakhtay hoye halaat ka muqabla kartay hain....aur us ki aamaish mein kamyaab ho jatay hain....kuch hotay hain jin ka zarf unhain halaat say nimatnay ki ijazat nahin daita aur woh gumraah hojatay hain....
              ALLAH TALAA say dua hai woh hamesha hamain siraat-e-mustaqeem per chalnay ki taufeeq ata fermaaye.. AMEEN
              For New Designers
              وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

              Comment

              • #8
                Re: ~*~*Khud Kalami*~*~

                Originally posted by aquari View Post
                Bauht khoob dear
                Qismat or aml ek doosrey k liya shayed lazim -o-malzoom chhezain hai ,dono apni jaga bauht hi zaroori bhi haii or dono ko apni hasiyat hai jis sey inkar mumkin nahi.Rizq ki misaal bauht achi di app ney k Allah ney Rizq ka wada kya zaroor hai pr woh niwaley humarey moo main nahi daltaa bulk humain mehnat kerni parti haii or phir jitna rizq qismat main likha hota haii na us seey zayda milta hai na kum.
                Or baaz chhezain humarey apney amaal ka hi nateeja hotey hai wohi baat k duniya makfat-e-aml hai ,or phir qayamat k rooz bhi tu amal hi tarazoo main tuley jayengeyy ...
                Or haa Naik Aml or sadq-e-dil ki dua hi taqdeer badl saki hai..dua hi tu woh taseer rakhti hia k ager dil sey ki jayee tu 7 asmanoo ko par ker k Allah k huzoor poohnch jati haii.
                Hamesha khush raheya or itna acha hi likhti raha karain..
                .
                buht shukriya pasand karnay kaa.....aap ki post dekh kar mujhay laga shayed main nay ghalti kar di hai......lakin nahin main nay tu sahih likha hai.......naik aamaaaal UMAR barha saktay hain aur DUA taqdeer badal sakti hai.........:)
                For New Designers
                وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                Comment

                • #9
                  Re: ~*~*Khud Kalami*~*~

                  Originally posted by Aabgina View Post

                  u r :welcome: ..dear :phool:

                  Nahi dear ghalati ki baat nahi hai..hr ek ki apni sooch hoti haii or us sooch k peechey koi na koi reason or experience hota hai so jo app ney dekha,observe kya,mehsoos kya likh dala is main ghalat kya kiyaa:)

                  Comment

                  • #10
                    Re: ~*~*Khud Kalami*~*~

                    Originally Posted by aquari

                    mairay kehnay ka maqsad yah thaa ....
                    shayed aab aap samajh jaaien....:)
                    For New Designers
                    وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                    Comment

                    • #11

                      shayed aab aap samajh jaaien....:)[/color]
                      koshish pori ki hai samjhney kii :)

                      Comment

                      Working...
                      X