Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~~ Ajab thi woh larki bhi ~~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • ~~ Ajab thi woh larki bhi ~~

    As salamo alaikum:)

    Khayriyat matloob khayriyat maqsood:D
    Attached Files

  • #2
    Re: ~~ Ajab thi woh larki bhi ~~

    Bauht khoobsooart:clap:

    Jo koi thi bauht masoom thi ..itni masoomiyat ki yeh duniya qabil nahi tu acha howa k uss ney apney app ko badl kr duniya dari sekh lii kunk aisi masoomiat ki koi qadr nahi krtaa..mager is ka mutlab yeh bhi nahi k masoomiayt ko hi khtum krdiya jaye bus zamney k hisab sey khoul chrha lena hi behter hia,..or jo koi humain qareeb sey janta hai ..ya humarey qareeb ajata hai woh humari is masoomiayt ko jan leta hai or isi sey mohabbat krney lagta hai ...or ek baat khaslat kabhi nahi badlatii so jis ka dil itna masoom hoo woh masoomiyat khoo nahi saktii bus kahi chup jati hai mager humarey ander hi majoud hoti haii

    Keep sharing:em:

    Comment

    • #3
      Re: ~~ Ajab thi woh larki bhi ~~

      Originally posted by aquari View Post

      aaj phir kuchh khoobsoorat ho gya hay kya:blush:
      thnx dear:D: khush rahoo:rose
      aysay boht say kirdaar hien is duniya mien dear.....bas kuch cute sa likhnay ko ji chaha to yeh hee likh diya
      haan sach kaha.....Fitrat nhi badalti.....insaan to bas ussay modify kar sakta hay badal nhi sakta.....aur jahan modify nah kar sakay wahan ussay khool k ander muqeed kar dayta hay ....aur yeh zindgi hay issay to aysay hee chalty jaana hay:)

      Comment

      • #4
        Re: ~~ Ajab thi woh larki bhi ~~

        bohat achay
        :welcome: :welcome: www.jandanwala.com:welcome::welcome:

        Comment

        • #5
          Re: ~~ Ajab thi woh larki bhi ~~

          Originally posted by notorious gujjar View Post
          bohat achay
          :blush: thnx

          Comment

          • #6
            Re: ~~ Ajab thi woh larki bhi ~~

            bohat khoob:)

            Comment

            • #7
              Re: ~~ Ajab thi woh larki bhi ~~

              wow Sumera hamain nahi maloom tha k aap likhti bhi hain. bhot achha likha aur bhot khub likha.
              hamain lagta hai k akser log es larki jese he hote hain. apni dunya mein mast rehne wale lakin waqt aur halat unn ko uss dunya se khench ker es dunya mein le ate hain jahan unn ko apni bhot si priorities change kerna perrti hain. jahan woh dunya ko apni aankhon se nahi Dunya ki di gae ainak se dekhte hain aur jahan unn ko apne irdgird k mahole k sanche mein hamlne k liye apna aap kahin doore rakh ker usse bhool jana perrta hai

              khush rahye
              "All I have learned from Life is that I know nothing."

              Comment

              • #8
                Re: ~~ Ajab thi woh larki bhi ~~

                Originally posted by hamzad View Post
                bohat khoob:)
                thnx dear:)

                Comment

                • #9
                  Re: ~~ Ajab thi woh larki bhi ~~

                  Originally posted by Gul-e-Lala View Post
                  wow Sumera hamain nahi maloom tha k aap likhti bhi hain. bhot achha likha aur bhot khub likha.
                  hamain lagta hai k akser log es larki jese he hote hain. apni dunya mein mast rehne wale lakin waqt aur halat unn ko uss dunya se khench ker es dunya mein le ate hain jahan unn ko apni bhot si priorities change kerna perrti hain. jahan woh dunya ko apni aankhon se nahi Dunya ki di gae ainak se dekhte hain aur jahan unn ko apne irdgird k mahole k sanche mein hamlne k liye apna aap kahin doore rakh ker usse bhool jana perrta hai

                  khush rahye
                  thnku dear:blush: ..khush rahiay:rose
                  bilkul theek...shayad issi liay kehty hien k insaan ki zindagi ka sab say khoobsoorat hissa uska bachpan hota hay...kiun k purity hoti hay ...nature apni asli haalat mien hoti hay:) ....

                  Comment

                  • #10
                    Re: ~~ Ajab thi woh larki bhi ~~

                    waqai yaar bari ajeeb larki thi wo waise
                    Mashallah buhat acha likha hai ap ne

                    Comment

                    • #11
                      Re: ~~ Ajab thi woh larki bhi ~~

                      Originally posted by danicool82 View Post
                      waqai yaar bari ajeeb larki thi wo waise
                      Mashallah buhat acha likha hai ap ne
                      :) :)
                      ji hamari behna nay issay parhnay k baad kaha
                      is larki ko tum pagal khaanay say utha kar laai hoo kya:hehe: :hehe:
                      magar aysa nhi hay....yeh is duniya ki khoobsoorat haqeeqat hay jisay duniya ki nazar lag jaati hay:tauba

                      thnx Danicool for appreciation:)

                      Comment

                      • #12
                        Re: ~~ Ajab thi woh larki bhi ~~

                        walaikum salam sumera,

                        Kash hum apni banai hui dunya mey reh saktey hotey :) leykin haqeeqat to phir haqeeqat hi hoti hai .......

                        likhti raho aur khush raho:rose
                        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                        Comment

                        • #13
                          Re: ~~ Ajab thi woh larki bhi ~~

                          Walaikum Assalam
                          wha sumera bohat hi khubsoorat likha hai aap ney. :thmbup:
                          bas aise hi share karti rahey. :rose

                          aap ney bilkul theek likha hai ke in duniya ke jhamelo mein insaan apna aap kahi kho deta hai aur baki reh jaati hai yeh fazool si duniya daari.
                          :rose Refreshing_breeze :rose

                          Comment

                          • #14
                            Re: ~~ Ajab thi woh larki bhi ~~

                            haa!! buht khooob lekha hai .. :clap::clap:
                            u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                            :pr:

                            Comment

                            • #15
                              Re: ~~ Ajab thi woh larki bhi ~~

                              Originally posted by yellowsky View Post
                              walaikum salam sumera,

                              Kash hum apni banai hui dunya mey reh saktey hotey :) leykin haqeeqat to phir haqeeqat hi hoti hai .......

                              likhti raho aur khush raho:rose
                              hmmm

                              thnx for comments dear:)
                              ap duaoon mien yaad rakhiay to hum khush:blush:
                              aap bhi khush rahiay:rose

                              Comment

                              Working...
                              X