Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Insaan

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Insaan

    :rose :rose :rose
    Attached Files
    Mind Sciences

  • #2
    Re: Insaan

    :clap:
    Excellent. Alfaaz ka istimaal apney arooj per hai. Aik aisa mozoo jis per kitabein likhi jaa sakti hain unhein chand aik paragraph mein dhaal diya hai. Is tehreer mein bohat aham Pegham posheedah - insaan ki bala'dasti sey ley ker inkisari tak - sab kuchh nazar aa raha hai. Lajawab!
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment

    • #3
      Re: Insaan

      Originally posted by Masood View Post
      :clap:
      Excellent. Alfaaz ka istimaal apney arooj per hai. Aik aisa mozoo jis per kitabein likhi jaa sakti hain unhein chand aik paragraph mein dhaal diya hai. Is tehreer mein bohat aham Pegham posheedah - insaan ki bala'dasti sey ley ker inkisari tak - sab kuchh nazar aa raha hai. Lajawab!
      Thanks masood bhai.Tahreer lajawab ho na ho aap ka encourage karnay ka andaz waqai lajawab hai.:rose
      Mind Sciences

      Comment

      • #4
        Re: Insaan

        Bravo Zap! :thmbup:

        Insaan ko waqai thora sa rukney ki aur thora sa sochney ki zaroorat hai key "mey kis taraf ja raha hun---mujhey kis taraf jana hai"
        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

        Comment

        • #5
          Re: Insaan

          Originally posted by yellowsky View Post
          Bravo Zap! :thmbup:

          Insaan ko waqai thora sa rukney ki aur thora sa sochney ki zaroorat hai key "mey kis taraf ja raha hun---mujhey kis taraf jana hai"
          Darust farmaya aap ne:salam:
          Mind Sciences

          Comment

          • #6
            Re: Insaan

            Mashallah buhat acha likha hai ap ne

            Comment

            • #7
              Re: Insaan

              Originally posted by danicool82 View Post
              Mashallah buhat acha likha hai ap ne
              Pasand karnay ka shukriya
              Mind Sciences

              Comment

              • #8
                Re: Insaan

                Baji mujy fakhar hay aap per k aap ny humain pher wohi wala insaan bana dia hay kiun k main samjta hun k jab insaan apni ghalti pehchan ly to wo asal mukam per ajata hay aur ap ny as human apni sab ghaltion ko tasleem ker lia hay aur mujy Lagta hay k ALLAH bee buhat khush hogia huga es per...
                and es sy mujy shakispier kee aik line yaad agia hay

                K apny ghalti kee moafee mangna hee pehly naiki hay.

                Comment

                • #9
                  Re: Insaan

                  Assalaam-0-Alaikom:rose
                  alfaaz buht khobsorat......:em:
                  aur buht achay mozoo per qalam uthaya aap nay....
                  khush reahiye:phool:

                  For New Designers
                  وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                  Comment

                  • #10
                    Re: Insaan

                    Originally posted by Khalil View Post
                    Baji mujy fakhar hay aap per k aap ny humain pher wohi wala insaan bana dia hay kiun k main samjta hun k jab insaan apni ghalti pehchan ly to wo asal mukam per ajata hay aur ap ny as human apni sab ghaltion ko tasleem ker lia hay aur mujy Lagta hay k ALLAH bee buhat khush hogia huga es per...
                    and es sy mujy shakispier kee aik line yaad agia hay

                    K apny ghalti kee moafee mangna hee pehly naiki hay.
                    Darust kaha aap nay.Laikin masla yeh hai kay ham apni ghalti sudharnay ki bajaye doosroon ko point out karna shuru kar daitay hain aur naiki ka mouqa zai kar daitay hain.
                    Pasand karnay ka shukriya:rose
                    Mind Sciences

                    Comment

                    • #11
                      Re: Insaan

                      Originally posted by Rida View Post
                      Assalaam-0-Alaikom:rose
                      alfaaz buht khobsorat......:em:
                      aur buht achay mozoo per qalam uthaya aap nay....
                      khush reahiye:phool:
                      Thanks dear:salam:
                      Mind Sciences

                      Comment

                      • #12
                        Re: Insaan

                        buhat khoob
                        aap ka bayan aur ilfaaz ka intkhaab aur khayalaat sabhi buhat pasand aaye
                        is khoobsurat tehreer ke liye daad aur mubarikbaad qabool kijye
                        Allah kare zor-e-qalam aur ziyada
                        aap ki mazeed tehreeroN ka intzaar rahe ga
                        khush rahiye
                        zmufti

                        Comment

                        • #13
                          Re: Insaan

                          Originally posted by zapk7 View Post
                          Darust kaha aap nay.Laikin masla yeh hai kay ham apni ghalti sudharnay ki bajaye doosroon ko point out karna shuru kar daitay hain aur naiki ka mouqa zai kar daitay hain.
                          Pasand karnay ka shukriya:rose

                          Thanks Baji..........Main yehan aik baat kehna chaonga aap sy Masood Bhai sy aur ScorpionRules sy ya jo bee koi likhny wala hay un sab sy........

                          main ny aap kee tehreerain pari hian ....sab kee sab ka mozon takreeban aik jaisa hee huta hay bus kuch elfaz kee kami paishi rehti hay...aur jo mazmoon huta hay wo to wakee kamal ka huta hay dill moh laita hay........
                          hamara her writer aisy hee likhta hay kabi apny aap per tankeed kabi society per kabi kisi per aur kabi kisi per..........
                          Lakin mera sab sy yeh swal hay k koi aisa writer hay Jo en sab mushkulat ka koi bee acha sa HULL likh dain?
                          mery khiyal main hum main sy koi bee creative writer nahi hay...
                          sab kee sab deduction hay hum loag doseron key mazameen dekh ker os main sy kuch chezian AKHAZ ker laity hian aur likh daita hun...
                          aur i know k yeh kaam kuch etna asaan bee nahi hain kuch khas loag hee yeh sar enjam dy sakty hain....................thanks for this
                          lakin mera sab sy akher main wohi sab sy swal hay ...
                          koi aisa writer bata dain jo sab takaleef ka hal nikal saky?????

                          Hope k aap ko acha laga huwa huga kiun k writer loag jo huty hian wo apni tankeed per buhat khush huty hian....:khi:

                          Comment

                          • #14

                            exactly baat thek kahi app ney writers apni tankeed per khush hotey hain
                            rahi baat k koi aisa hoo jo hal batadain
                            ek choti si baat shayed mera khayal ghalat hi hoo is barey main k hal tu apni samjh k hisab sey nikala jasakta haii koi bhi writer zaa'ti ya society k masloo ka hal nikal ker likh sakta haii...pr kya us hal pr koi amal karey gaa....kaisey kersaktey haii jub k problem bataney wala kitni bhi koshish ker lain apni zindagi ki poori kitab nahi likh saktaa or jo solution bataye gaa woh sirf us cheez kabataye gaa jo ba'zahir nazr arahi hai..us k background k barey main woh sirf utna hi janta hogaa jitney arsey sey us neyy in sub cheezoo ko observe kerna start kya hoga..or ok thek hai writer hal bata bhi dey pr ager woh humari mansha k mutabiq na howa tu hum justify nahi karain gey k nahi aisa nahi haii...sath main yeh bhi tu masla haii ..kunk her cheez ek chain main juri hoti haii
                            humarey ird gird kitney hi loog hotey hian even humarey apney behn bhai bhii apni probs humarey pas latey hian hum sub jantey hain pr phr bhi humara dia howa hal woh exactly nahi mantey ..kabhi mana ..tukabhi kaha k nahi app baat ko smajh nahi raheyy ..
                            hal likh dena tu shayed asaan hoo..pr jis k liya likhaa jaye kya woh poori tu'r per ussey qabool karey gaa ?

                            mainey khud abhi recently apni soochoo ko qalm ka perh'n diya hai kuch dil ki baatain likhi hai or main khud bhi ager apni zaat k barey main baat karoo or is waqt mujhey koi kahye k tumhari yeh sooch ghalat hai ya kuch bhi tu main tehreer k hawaley sey tu tanqeed ko ba'khushi qabool karoogi pr ager woh merey masla ka hal merey mutabiq nahi dey ga ya meri sooch ko galat kahye ga tu main 10 jawazoo sey ussey qail kerney ki koshish zaroor karoogi
                            writer i think sirf masla ki taraf nishnadhi kersakta haii ..hal dey bhi dain phr bhi masla wahi rahey gain

                            Comment

                            • #15
                              Re: Insaan

                              bauht khobsoorat or achi sooch hai ..:)

                              Comment

                              Working...
                              X