Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Kash!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Kash!!

    Kash!
    Attached Files
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

  • #2
    Re: Kash!!

    true ... is ka unwaan .. "anaa" bhi ho sakta hai naa.. bohat achi kaaqish hai .. khush rahen share kerti rahen .. mujhey is kaash se kuch yaad aa giaa :(
    Visit My Early PS Work
    You Are Welcome To Comment

    Comment


    • #3
      Re: Kash!!

      nice aap ny buhat hee achi aur piyar tehreer share kee hay
      insaan ko life main aisey moor aur muwakey atey hain k jis main wo wakat per kuch faisla nahi ker sakta ...
      aur ager kash ka lafaz beech main ajay to es ka matlab yeh huwa k insaan osi time siraf apny bary main hee soch raha huta hay kisi aur k bary main nahi....
      lakin jab time agy jata hay aur pher wohi soch kisi aur k bary main ajati hay pher kehta hay k Kash main ny osee time yeh kiun nahi socha...

      mujy aap ke yeh kawash achi lagi khush rahain aur humain bee khush rakhain:lpop:
      Last edited by ; 2 February 2007, 09:05.

      Comment


      • #4
        Re: Kash!!

        Originally posted by Aania View Post
        true ... is ka unwaan .. "anaa" bhi ho sakta hai naa.. bohat achi kaaqish hai .. khush rahen share kerti rahen .. mujhey is kaash se kuch yaad aa giaa :(
        shukran aani

        asal mey ye Soch-Part 2 hai :D

        is ka pehla hissa mey ney bohot pehley Pegham per dala tha

        aap chaho to yahan perh saktey ho

        http://pegham.com/showthread.php?t=1850&highlight=soch
        Last edited by Z.; 2 February 2007, 15:57.
        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

        Comment


        • #5
          Re: Kash!!

          @ khl

          Perhney key liye shukrya
          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

          Comment


          • #6
            Re: Kash!!

            Originally posted by yellowsky View Post
            @ khl

            Perhney key liye shukrya
            aur jo main ny apni energy use kee hay comments dainy k liy un ka kia huga ab:comfort:

            Comment


            • #7
              Re: Kash!!

              Originally posted by Khalil View Post
              nice aap ny buhat hee achi aur piyar tehreer share kee hay
              insaan ko life main aisey moor aur muwakey atey hain k jis main wo wakat per kuch faisla nahi ker sakta ...
              aur ager kash ka lafaz beech main ajay to es ka matlab yeh huwa k insaan osi time siraf apny bary main hee soch raha huta hay kisi aur k bary main nahi....
              lakin jab time agy jata hay aur pher wohi soch kisi aur k bary main ajati hay pher kehta hay k Kash main ny osee time yeh kiun nahi socha...

              mujy aap ke yeh kawash achi lagi khush rahain aur humain bee khush rakhain:lpop:
              theek,

              issi liye Insaan ko hamesha apney Ta'iN poori koshish kerni chahiye, her baat kehney mey ...her kaam kerney mey.....ta key agey us ki zindagi mey Kash ka lafz na ho !

              btw aik insaan kabhi bhi doosron ko khush nahi rakh sakta hai iss liye Allah T'ala aap ko aur sabhi ko bohot khush rakhein Ameen!
              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

              Comment


              • #8
                Re: Kash!!

                bilkul saheh......kuchh loogoon ko faysla karnay mien boht wqt lagta hay magar kuchh loog sirf soochnay tak ka kaam kartay hien...soochna aur soochtay rehna....amal ka khyaal tab aata hay jab wqt hee nhi rehta.....
                aur unki yeh aadat boht say loogoon ki zindagiyoon mien kaaantay booti hay.
                magar kuchh loog chhoooti chhoti batoon ko bhi ana ka masla bana laytay hien......magar jahan tak apki tehreeer ka ta'aluq hay to mujhy yeh shakhs sirf soochnay waloon mien say laga....
                acha andaaz-e-bayaan hay :)

                Comment


                • #9
                  Re: Kash!!

                  buhat khoob
                  yeh to ham maiN se buhat sooN ka masala hai
                  shukria

                  Comment


                  • #10
                    Re: Kash!!

                    Originally posted by yellowsky View Post
                    Kash!
                    Wah! itnay kam alfaaz main itni bari baat kah di:thmbup: kamal hi kar diya.:rose Bohat khoob.:thmbup: :phool:
                    Mind Sciences

                    Comment

                    Working...
                    X