EHSAS
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Ehsas
Collapse
X
-
Re: Ehsas
Originally posted by Khushi View PostEHSAS
Wakaeey sahee kaha aap nay k jahan kisi ka hona hre zindagee k asal maani rakhta ho , wahan us ka kho janaaik aisa khala bana deta hay wajood mein k jisay koi purr nahin ker sakta ....mehfil mein tanhaeey ka aalam hota hay , aur hansi mein bhi aansoo ..isey wohee jaan saktay hain jo is karb se guzray hon .....
very wonderfull sharing dear:phool:sigpic
-
Re: Ehsas
Excellent.
AIk qadrey mukhtasir magar bohat gehri tehreer likhi hai aap ney aur ghalban mil ker bichherrney key qarb ko mehsoos kartey huwey likhi hai. Kehtey hain keh asal tehreer wohi hoti hai jo dil sey likhi jaey - dil sey mehsoos ki jaey aur ussey biyaan kiya jaey. Lagta hai keh hamari dost ney aisi hi koi baat mehsoos ki hai aur phir ussey apney alfaaz mein pro ker rakh diya hai. :rosetumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Re: Ehsas
thnkzzz friendzz ...zindagi baaz auqat aap ko ese rukh dikhati hai na kay insan sochta reh jata hai kay ye sab kiya hai aur kyun hai...feelings ko alfaz mein dhalna bhot mushkil hota hai..aur samjhna mushkil tareen
Never trust blindly!!!!
_______________________________
_____________________________________________
Comment
Comment