Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

% Khalaa %

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • % Khalaa %

    :) :rose
    Attached Files
    sigpic

  • #2
    Re: % Khalaa %

    Main ney roka bhi nahin aur woh thehra bhi nahin
    haadsa kya huwa jissey dil ney bhulaya bhi nahin

    Aisey kyun hota hai keh log kisi ki zindagi mein aik khal'la chhor kar khud manzlon aagey chaley jatey hain keh na peechhey murr key dekhtey hain aur sath sath apney paoun key nishaan bhi mitta jatey hain? Kasak to siraf us dil mein rah jati hai jissey yeh khal'la mehsoos hota hai....

    Saima bohat pyara likha :) :rose
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment

    • #3
      Re: % Khalaa %

      Originally posted by Masood

      Boht umdah likha hey saima:rose .
      Aur Masood aap ki bat se mein mutafiq nhi hoon.Jis dil mein kasak ho, chubhan ho, yadein hon, wahan kaisa khala?

      Comment

      • #4

        Ager insan ko pata ho to shayed wo kisi ko chahey hi na, aur kabhi kisi ke janey k baad ous ki kami mehsoos nah karey........... Insan k bass mei hi to nahi hota kuch

        Originally posted by Masood
        Saima bohat pyara likha :) :rose
        Pasand kerne k liyeh shukriay........ :rose

        sigpic

        Comment

        • #5
          Re: % Khalaa %

          Originally posted by Muskan
          Boht umdah likha hey saima:rose .
          Aur Masood aap ki bat se mein mutafiq nhi hoon.Jis dil mein kasak ho, chubhan ho, yadein hon, wahan kaisa khala?

          Buhut shukriya :rose
          Aur yeh baat sahi hai k yadain , chubhan, aur kasak Dil mei rehti hai, ous mei kisi aur chiz ki jaga nahi rehti. Magar yahi yadain yehi kasak insaan ko ous ki tanhayi aur adhoureypan ka ehsas dilati hain. Aur khalaa to humesha insan ki zaat mei reh jata hai.
          sigpic

          Comment

          • #6
            Re: % Khalaa %

            Originally posted by Muskan
            Jis dil mein kasak ho, chubhan ho, yadein hon, wahan kaisa khala?
            Khal'la kissey kehtey hain? Kisi cheez key khali honey ko! Waisey to kainaat ki koi cheez aisi nahin jo khali ho, magar jahan peh yeh chubhan ho keh "kuchh tha jo nahin hai" to khal'la to hoti hai. Koi cheez "jo tha ab nahin" uski chhori hui khal'la ko pur nahin kar sakti, chahey woh yadein ho, kasak ho chubhan ho - yeh sab us khal'la ko mazeed ubhar deta hai. Jitni kasak ho gi, chubhan ho gi utna khal'la barh jaey ga...
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment

            • #7
              Re: % Khalaa %

              Originally posted by Saima Shaheen
              Aur khalaa to humesha insan ki zaat mei reh jata hai.
              lagta hai aik saath hi jawab diya hai :)
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment

              • #8
                Re: % Khalaa %

                Originally posted by Masood
                lagta hai aik saath hi jawab diya hai :)

                G aap ek minute late ho gayeh :p

                Aur shayed aap aur main khalaa ko ek hi andaz mei samajhtey aur mehsoos kertey hain. :)
                sigpic

                Comment

                • #9
                  Re: % Khalaa %

                  AOA,

                  MashaAllah bohat piyar likha hai aap nain bohat hi khoob likhte rahain aur dili dad laite rahain:)

                  Sohail Abbasi.
                  Apna haq ada karo.

                  Comment

                  • #10
                    Re: % Khalaa %

                    Pasand kerne aur hosla afzayi k liyeh buhut buhut shukriya :) :rose
                    sigpic

                    Comment

                    • #11
                      Re: % Khalaa %

                      Bohat khoob keep it Up!!
                      Allah

                      Comment

                      • #12
                        Re: % Khalaa %

                        Shukriya Yaram :rose

                        khush rahiyeh buhut :)
                        sigpic

                        Comment

                        • #13
                          Re: % Khalaa %

                          :)

                          Comment

                          • #14
                            Re: % Khalaa %

                            Assalaam o alekum,

                            bahooot khoooooob saima bahooot hi umdeh sharing hai aapki waaqaee khalaa jab ho jaaye to uss purr kernaa behud muhskil hotaa hai shukriyaa humse itni behtreen sharing kaa khush rahien
                            :tang: RISK IS MY BUSINESS

                            DANGER IS MY GAME

                            DONT PLAY WITH ME
                            BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:

                            Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe

                            Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe

                            Comment

                            • #15
                              Re: % Khalaa %

                              Shukriya Khurram :rose
                              sigpic

                              Comment

                              Working...
                              X