Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ek deedar ke saharey jee lain gai........

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Ek deedar ke saharey jee lain gai........

    sigpic

  • #2
    Re: Ek deedar ke saharey jee lain gai........

    BOHT KHOOOOOOOOOOOB..............

    CHIPKOOOOOOOOOOOO

    Comment

    • #3
      Re: Ek deedar ke saharey jee lain gai........

      Originally posted by Withoutsoul

      BOHT KHOOOOOOOOOOOB..............

      shukriya Soul
      sigpic

      Comment

      • #4
        Re: Ek deedar ke saharey jee lain gai........

        pakki baat hay....???

        Comment

        • #5
          Re: Ek deedar ke saharey jee lain gai........

          Originally posted by Khalil
          pakki baat hay....???

          yeh wo baat nahi jo tum sakajh rahey ho :na:
          sigpic

          Comment

          • #6
            Re: Ek deedar ke saharey jee lain gai........

            Originally posted by Sweet & Sour
            yeh wo baat nahi jo tum sakajh rahey ho :na:
            Jaisa b hay ALLAH aap ko khush rakhy...:phool: :phool: :phool:

            Comment

            • #7
              Re: Ek deedar ke saharey jee lain gai........

              Asslam_O_Alikum WR WB

              Tum ko zaroor Admit karna paray ga ... Halat kharab ho rahay hay . zahni choth lag rahi hy lolzzz :D

              Zabardast Saima bhot hi khsubuart likha hay :thmbup:

              FeaamnAllah
              :lpop: :lpop:
              Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
              Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga

              Comment

              • #8
                Re: Ek deedar ke saharey jee lain gai........

                Meri dua hai keh Allah Tala aap key is naey ehsaas ko woh manzil bakhshein jo aap key dil ko taskeen dey - manazil to bohat sey hotey hai, magar jab manzil peh kisi key saath chala jaey to bohat sari manzilein aasan ho jati hai. Bas dil ko mazboot rakhna chahiye :) Saima bohat pyara likha hai :)
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment

                • #9
                  Re: Ek deedar ke saharey jee lain gai........

                  Originally posted by Bheegi-Palkain
                  Asslam_O_Alikum WR WB

                  Tum ko zaroor Admit karna paray ga ... Halat kharab ho rahay hay . zahni choth lag rahi hy lolzzz :D

                  Zabardast Saima bhot hi khsubuart likha hay :thmbup:

                  FeaamnAllah:lpop: :lpop:
                  Thnx BP ..... pata nahi kaha dafa ho gayeh ho u :(
                  sigpic

                  Comment

                  • #10
                    Re: Ek deedar ke saharey jee lain gai........

                    Originally posted by Masood
                    Meri dua hai keh Allah Tala aap key is naey ehsaas ko woh manzil bakhshein jo aap key dil ko taskeen dey - manazil to bohat sey hotey hai, magar jab manzil peh kisi key saath chala jaey to bohat sari manzilein aasan ho jati hai. Bas dil ko mazboot rakhna chahiye :) Saima bohat pyara likha hai :)
                    Shukriya Masood ......... :rose
                    sigpic

                    Comment

                    • #11
                      Re: Ek deedar ke saharey jee lain gai........

                      too good sam ji .... ek nazar dekh lenay ka ehsas bhi kabhi kabhi ik umr ki khushi inayat ker jata hai
                      sigpic

                      Comment

                      • #12
                        Re: Ek deedar ke saharey jee lain gai........

                        Ager yeh aap ne dil se likha he to mein yeh soochnay pe majboor ho gaya hoon ke...

                        Insaan ke kool-o-fail mein itna tazaad kyoon hota he. Insaan loogon ko dikhata kuch he aur feel kuch kerta he...whereas a LOVE is concerned,sometimes ppl pretend to be emotionless but on the other hand they change their philosophy which is quite surprising to me.

                        Its always been my wish to understand the nature of girls but still it is an unsolved chemistry to me. I know many things about girls but infact i know nothing.

                        Anyways its nice :)
                        :thmbup:

                        Comment

                        • #13
                          Re: Ek deedar ke saharey jee lain gai........

                          Originally posted by munda_sialkoty View Post

                          Insan jo likhta hai dil se hi likhta hai ......... (kabhi kisi ke liyeh dil dhakra ho aur kisi ke liyeh kuch mehsoos kiya ho to samajh jao gai insan dil se likhta hai yaan dimagh se)

                          rahi baat aap ke falsafey ki to ager aap yahan mera kalam parh ker comment kerne aatey to shayed mei aap ke comemnts per reply kerti aur aap ko shajhti aurat kya hai ....... magar aap yahan kisi aur waja se aa gayeh they ..... is liyeh mei bhi waqt zaya nahi kerun gi.

                          thanks :rose
                          sigpic

                          Comment

                          • #14
                            Re: Ek deedar ke saharey jee lain gai........

                            Originally posted by Eshaa_wellwisher View Post
                            too good sam ji .... ek nazar dekh lenay ka ehsas bhi kabhi kabhi ik umr ki khushi inayat ker jata hai

                            aur umer ousi ejsas ke saharey guzer bhi jati hai :)

                            thanks dear :rose
                            sigpic

                            Comment

                            • #15
                              Re: Ek deedar ke saharey jee lain gai........

                              Originally posted by Sweet & Sour View Post
                              Insan jo likhta hai dil se hi likhta hai ......... (kabhi kisi ke liyeh dil dhakra ho aur kisi ke liyeh kuch mehsoos kiya ho to samajh jao gai insan dil se likhta hai yaan dimagh se)

                              rahi baat aap ke falsafey ki to ager aap yahan mera kalam parh ker comment kerne aatey to shayed mei aap ke comemnts per reply kerti aur aap ko shajhti aurat kya hai ....... magar aap yahan kisi aur waja se aa gayeh they ..... is liyeh mei bhi waqt zaya nahi kerun gi.

                              thanks :rose
                              Plz don't take me wrong.

                              Insaan jisay chahta he us ke liye dil ka dharakna aik fitri amal he, mohabat aik aisa jazba he jo paida nahi kia jayta bulke paida ho jata he...mein ne kai larkiyon ko dekha he jo kehti hein ke wo mohabat pe believe nahi kertein, lekin jub un ki poetry ya nasar perhein to us mein sirf aur sirf mohabat he hoti he. Shayad un mein se aik aap bhi hein...i am not here to critisize, aap ne jo likha believe me mujay bohat pasand aaya, l appreciate it :) lekin is ke saath saath aap ko yeh bhi realize ker lena chahiye ke koi insaan opposite gender se mohabat mein involve huay bagair nahi reh sakta :)
                              :thmbup:

                              Comment

                              Working...
                              X