Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Shahrah Zindagi Per Qamyabi Ka Safar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Shahrah Zindagi Per Qamyabi Ka Safar

    Assalaam Alaikum WR WB


    • aap ka kaam sirf 1 likhna hai iske daayen taraf 0 lagana Allah Talah ka kaam hai.

    • Ghalati ko sahi sabit karne ke liye ghalati mat karye.

    • Jis ne waqt ka haq pehchaan liya us ne zindagi ki haqeeqat pehchaan li.

    • Jo shakhs darwaaza khatkhatana hai aur koshish karta hai woh daakhil ho hi jata hai.

    • Soote ko jagana hai magar jaagte ko sulana mushkil hai.

  • #2
    Re: Shahrah Zindagi Per Qamyabi Ka Safar

    Allah ki khushi Baap ki khushi me hai, Allah ki narazgi Baap ki narazgi me hai.

    Comment


    • #3
      Re: Shahrah Zindagi Per Qamyabi Ka Safar

      Eesaar aur Qurbani insaan ko marne ke baad bhi zinda rakhti hein.

      (Hazrat Data Ganj Bakhs)

      Comment


      • #4
        Re: Shahrah Zindagi Per Qamyabi Ka Safar

        Us Allah sey darte raho, ke jis ki sift ye hai ke agar tum baat karo to woh sunta hai

        aur agar dil me rakho to woh janta hai.

        Comment


        • #5
          Re: Shahrah Zindagi Per Qamyabi Ka Safar

          Us Allah sey darte raho, ke jis ki sift ye hai ke agar tum baat karo to woh sunta hai

          aur agar dil me rakho to wohj janta hai.

          Comment


          • #6
            Re: Shahrah Zindagi Per Qamyabi Ka Safar

            Qura'an ka sirf muta'ala na kiya karo. isay samajhne ki koshish kiya karo
            (Allama Iqbal)

            Comment


            • #7
              Re: Shahrah Zindagi Per Qamyabi Ka Safar

              " Qamyabi unhi logon ko naseeb hoti hai jo qamyabi per Eemaan rakhte hein "

              Comment


              • #8
                Re: Shahrah Zindagi Per Qamyabi Ka Safar

                " Apne aap ko theek rakho, log khud ba khud theek ho jayen ge tumhary liye "

                Comment


                • #9
                  Re: Shahrah Zindagi Per Qamyabi Ka Safar

                  Walaikum Assalaam

                  Bohat hi khoobsurat and inspirantion messages hain Khan Sahab, apni khoobsurat sharing say hum sab ko nawaaztay rahyeh, khush rahyeh.

                  Fi amaan ALLAH
                  sigpic

                  Comment


                  • #10
                    Re: Shahrah Zindagi Per Qamyabi Ka Safar

                    Khuwabon ke undar zinda mat raho lekin apney undar khuwabon ko zinda rakho.

                    Comment


                    • #11
                      Re: Shahrah Zindagi Per Qamyabi Ka Safar

                      Originally posted by Mr.Khan View Post
                      Assalaam Alaikum WR WB


                      • aap ka kaam sirf 1 likhna hai iske daayen taraf 0 lagana Allah Talah ka kaam hai.

                      • Ghalati ko sahi sabit karne ke liye ghalati mat karye.

                      • Jis ne waqt ka haq pehchaan liya us ne zindagi ki haqeeqat pehchaan li.

                      • Jo shakhs darwaaza khatkhatana hai aur koshish karta hai woh daakhil ho hi jata hai.

                      • Soote ko jagana hai magar jaagte ko sulana mushkil hai.
                      can I correct you that is actually

                      JAAGTE ko JAGANA mushkil hai.
                      For New Designers
                      وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                      Comment


                      • #12
                        Re: Shahrah Zindagi Per Qamyabi Ka Safar

                        aik aik herf roshni hai bhai .. thanks for all these guidelines.
                        thanks ka button kahan hai ,. nazar nahin aa raha . repu main aap ko dai nahin pa rahi ... getting msg of spread some repu
                        For New Designers
                        وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                        Comment


                        • #13
                          Re: Shahrah Zindagi Per Qamyabi Ka Safar

                          Assalam O Alaikum WR WB Bhai...

                          Humaray ilam main izafay k lian JAZAK UL KHIR...
                          Khush Rahain


                          میرے الفاظ ہی پردہ ہیں میرے چہرے کا


                          میں ہوں خاموش جہاں ، مجھ کو وہاں سے سنئیے

                          Comment


                          • #14
                            Re: Shahrah Zindagi Per Qamyabi Ka Safar

                            Jazaq Allah

                            I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani


                            Comment


                            • #15
                              Re: Shahrah Zindagi Per Qamyabi Ka Safar

                              Originally posted by *Rida* View Post
                              aik aik herf roshni hai bhai .. thanks for all these guidelines.
                              thanks ka button kahan hai ,. nazar nahin aa raha . repu main aap ko dai nahin pa rahi ... getting msg of spread some repu
                              Dear Sis, Aap ke compliments mere liye kisi reputation sey kum nahi hein

                              Comment

                              Working...
                              X