Re: Maan...!! Aik Lahodar Sachi Kahani...!
Assalaam-O-Alaikum
Bohat khoobsurat aur afsoos naak dil ko dehlaanay waali tehreer hay aap ki, main jab bhi Palestine main muslamanoon ki haalat dekhta hoon tou bohat afsoos karta hoon, kay apnay hi ghar main panha day kar aaj woh NAYHATTAY musalmaan lut chukay hain, barbaad hochukay hain aur hum muslaman unki cheekh-o-pukaar ko sunn tak nahin rahay..... Aik Muslamaan aurat ko bay-naqaab karnay per uski pukaar sunn kar Mohammad Bin Qasim nay Sindh per hamla kardiya, kahan gaya musalmanoon ka woh jazba jab humari behnoon ki asmatay loti jaa rahi hain aur hum sab hath per hath dharay srif aik dosray per ilzam tarashi kar rahay hain kay main acha hoon, aur main bura!!! iss say baRa JAHALAT ka dour ISLAMI tareekh main nahin milay ga, aap sab iss kay GAWAH hain!!!
Aap ki tehreer bohat hi achi hain, lafzoon ka istimaal aur apnay PEGHAM ko bohat hi khoobusrat say ada kia hay aap nay, isi tarah apni khoobusrat tehreerson say humain mustafeed kartay rahyeh, meri reputaion tou koi mainay nahin rakhti, phir bhi iss chotay say nazranay ko qubool kijeyey, khush rahyeh.
May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN
Fi Amaan ALLAH

Comment